Forex py trading 24 hour hy.????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex py trading 24 hour hy.????
    Hy my dear seniors kaisy hain aap umeed krta hon k aap sb loog khairiat sy hon gy daikhain jo bat main aap logon sy pochna chahta tha k jo hm trade krty hain forex py aa k uska koi specific time hy ya 24 hour hota hy..???apny apny point of views share krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex py trading 24 hour hy.????

    Forex pay trading 24 hour hay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain oor her koi kaam kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor achi trading ker ky acha profit hasail kerty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex py trading 24 hour hy.????

      G haan dera main ap ki is bat sa agree karta hoon ka Pakistan forex fourm pa trading 24 hours hy ap is main jis waqt bhi chaya ap is pa trading kar sakta hy aur acha profit kaama sakta hy ap is main kisi bhi waqt trading kar sakta hy aur achi earning kar akta hy aur acha profit gain akr sakta hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex py trading 24 hour hy.????

        Asalamu Alaikum.
        Jee nahi forex trading ka koe fix nahi timing nahi hain ap trading 24 hours kar skty hain is liay trading karny mai kabi bhi jaldi bazi nahi kary sakoon say achy free time mai market ko analysis kary. But kush specific timing hain jab ap order place nahi kar skty hain jesy rat 2 bajy k bad order place nahi hoty market running mai hoti hain just second or specific time hain jab trade open karna best hota hain wo sham 5 bajy hota hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex py trading 24 hour hy.????

          Gee haan forex main 24 ganty kaam Kar saktay hai aap jiss time bi acha kaam Kar saktay hai aap ko uss time hi karna chaiy taka aap acha Kaam Kar ka achi trading say acha profit hasal Kar la agar aap mehnat nahi krtay 24 ganty main bi tu aap ko nakaami hi ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Forex py trading 24 hour hy.????

            Asslam o aalikum
            G ham.bhai jaan ap ki baat thik hy pkistan forex min treading 24 ghanty ki lagi jati hain magar who bhi jab tak markeet open hy jab markeet close ho jati hy tab to hum tread nahin laga sakty hain is lia hamin 24 ganty min jab bhi treading karin to hamin markeet ko achy sy aynalize zaroor karin jis sy hamin tread lagny ka lia hamin acha signal milta hy aur hamin chaye ka tukky sy treading kabhi bhi na karin q k tukky sy lagain gai tread hamesahn loos deti hy..
            • #7 Collapse

              Re: Forex py trading 24 hour hy.????

              Forex aik bahut acha business hai jis main work karne k liye taleem ki ko limit nahi hai our forex main work karne k liye timw ya waqt ki koi pabandi nahi hai hum jab chahiye forex main work kar sakte hain our achi earning hasil kar sakte hain our forex main trading k duraan hamara active rehna bahut hi zarori hai jis se forex main hum achi trading kar sakte hain our achi kamyabi our achi earning hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex py trading 24 hour hy.????

                G brother aesa hi hai hum 24 hours mai se trading kisi bhi time ker sakty hain so jaldi bazi na karen best time 5 se 9 tak hai to us time trade ker lia karen ta k faida bhi ho
                • #9 Collapse

                  Re: Forex py trading 24 hour hy.????

                  assAlam o alikum dear members hum umeed karty hin k ap sb khairiyat sy hongy.piyary Bhai jaisa k ap sb janty hin k forex furom treading business min tread 24horse hoti hy.laikin hum us waqt treading kr sakty hin k jab tak market open ho.jab market close ho chuki hi to hum tread nhi kaha sakty.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex py trading 24 hour hy.????

                    forex jasa koi or business nhi haian hum is mai night mai be ka mkr sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai agar tukka sytem sy kam kry gy to hamy kmayabe hasial ho jy ge forex mai hum pairs mai or currency mai kama kr sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X