Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat
    Mere Aziz dosto agar unluckly aapko trading mein loss hota hai tu ghabraya nahin Bal ke agali bar hoshiyari se kamlen aur aap aisa bhi kar sakte hain ke kisi senior ki help le len trading karte waqt aapko itna khayal rakhna hoga ke kahin usmein loss na a jaaye trading karte waqt aapko ho sake loss aur benefit per jarur najar rakhne chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

    Ji han dost aapane bilkul theek kaha hai agar Hamen Forex Mein nuksan Ho Jata Hai To Hamen ghabrane ki jarurat Nahin Hai Kyunki Forex mein nuksan aur profit hi donon Chalte rahte hain Hamen bus apni strategies ko improve karna hai aur apni trading Kobita banana hai automatically Hamara nuksan kam Hota Jaega aur Hamara profit increase Hota Jaega isliye nuksan se Darne ki jarurat Nahin Hai
    • #3 Collapse

      Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

      agar loss ho bi jay tu parshn nahi hona chaey aap ko himat ka sath loss ko recover kar ka achi trading kar saktay hain or aap ko acha profit bi ho ga agar aap Prashan ho jay gay tu aap loss ko recover bi nahi kar saktay or aap ko nakami ho gi
      • #4 Collapse

        Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

        Dear brother forex trading main ap ko loss bhi ho sakta ha aur profit bhi is lia is bat ki tension ni laini keh loss ho jaye ga balkeh ap woh mehnat dobara kr k wahin se he earn kren. Trading main kabhi jaldbazi na kren yehi loss aur tension kk waja banti ha. Thanks
        • #5 Collapse

          Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

          Han g bhai tention nahi leni chaiya q k loss sub members ko hota hau ham sub ko chiaya k phr bhi hosla sy kam lain q k nafa nuqsan hota rehta hai
          • #6 Collapse

            Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

            dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to preshan naen hona chayay balkay sabr aur hauslay k sath brdasht krna chayay aur small lot k sath chhoti chhoti trade lga kr loss ko recover krna chayay
            • #7 Collapse

              Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

              Forex ke upar Jaruri baat nahin hai ki Hamen Har time hi profit Ho some time aisa bhi ho sakta hai ki Hamen loss Ho Jaaye Agar loss Ho Jaaye To Hamen ghabrane ki jarurat nahin hai balki aur Jyada mehnat ki jarurat hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

                g baai jab aap forex trading ko join karthay hah tho start may aap ko is mah loss be ho saktha hay our wo is waja say k aap k pass experiance ke kami hothe hay lekin jab aap ko is business may acha experiance ho jatha hay our aap ko trading market ke samajh aajathe hay tho per aap ko loss nahee hotha our per aap ko har trade may faida hotha hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

                  Agr hamaya s myloss ho jata hy foha. Ayaus ko shi cover rkna chiyahamaya chiya k ha. Us myhai trhasy hak sbrk stah ham kam kia kryour ham hardwork kai. Kry agr ham mh ata kry to ham apny loss ko ham cover kr sgty uy
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

                    G dost ap ne yeh waqi sahi kaha hai k agar forex pakistan mein humein kabhi loss ho jaye tu humein ghabrana nahi chahaye q k dostu forex pakistan eik business hai aur business mein loss aur profit tu hotey rehtey hain chahay who koi bhi business ho duniya ka tu us mein bhi loss aur profit yeh sab karobaar ka eik hisa hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

                      G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k Haman forex Main Agar loss ho jata hy to hain tension lainy ki zaroort ni hy hamain apny Kam ko jarri rakhna chaiy or allah k Karam sy hamain next month main ziyada bounce mily ga lazmi nahin hy k Agar ap ko loss howa hy to ap Kam ko khatam Kar dain aisa Hargiz nahin karna chaiy
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

                        jub hum ko loss hota hai tu hum ghabrate nahi hai hum himmat sy rahte hain himmat hum ko he kamyab karte hai aur hum is ke bena kamyab be nahi hosakty ya wahad kam hai jis may nuqsan lazmi hai kuch log tu is kam ko jowa khate hain keyon ke is may her waqt loss ka dar hota hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar ho jaaye loss to ghabrane ki nahin baat

                          Bahut achi bat share ki hai ap ne forex aik risky business hai jis main profit k sath hamein loss bhi hota hai to forex main hamwein loss ko dekh kar pareshaan nahi hona chahiye our forex main hamein profit ki tarah loss ko bhi accept karna parta hai our forex trading main hamein loss se learn karna chahiye our forex trading main agar hamare pas acha experience our knowledge hai to forex tading main achi trading kar k loss ko recover bhi kiya ja sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X