Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin daita

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin daita
    Assalam o alaikum my dear friend umed karta hon k ap Sab khariyat sy hon gy g Han bhai Jan yeh allah pak ka farman hy K main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin daita is liay bhai Jan ap is Kam ko jitni mehnat or Lagan sy Karin gy to ap ko bounce bhi ap ki mehnat ka milly ga or jo ap k nasseb main ho ga mil Jay ga lazmi ni hy k ap ki posts ziyada hain or bounce Kam Milla hy to ap apni posts par ghour Karin k ap ki posts achi quality ki hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin dai

    Ji han beshak aapane bilkul theek kaha hai Allah Pak ka Farman Kabhi galat Nahin Hota To Mere Dost Hamesha maksad ka Ko Milta Hai Lekin Allah Pak Ne Hamen mehnat karne ke liye kaha hai isliye Hamesha ki Ham Forex Mein mehnat Karen Hamen Manati Forex mein kamyabi milati hai isliye mehnat karna Hamara kam hai aur risk Dena Allah Pak ka kam hai isliye apni mehnat Jari rakhiye
    • #3 Collapse

      Re: Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin dai

      g baai is may koi shak nahee hay k waqth sah pehlay kise ko nahee miltha hay oir muqaddar say ziada be aap ko nahee miltha lekin jo aap k naseeb may hotha hay oska aap ko patha nahee hotha js liay aap ko osay hasil karnay k liay mehnath karne hay kionka agar aap mehnath nahee karangay our naseeb k intizaar may rahangay tho per tho koi be kaam nahee karega is liay mehnath karnay zaroori hay.
      • #4 Collapse

        Re: Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin dai

        dear g han ap ki bat sahee hay jo bhi jitna forex main mwehnat kerta hay us ko itna he nafah hasil ho ta hay ham ko chye k ham bhi forex main itni mehnat kareuin k ham khud ko is level tak ley aein k her kisi ko ids k baray main aware karein is main ham kochye k ham jo bhi kam atrein is main honesty honui chye .
        • #5 Collapse

          Re: Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin dai

          g han bilkul isi tarhan hai lekin jo mehnat karta hai Allah pak us ki mehnat zaya bhi nhi hone deta jo mehnat karta hai us ka badla use lazmi milta hai is lye jb ham mehnat karte hain to agar hamara muqadar na bhi ho to woh achi muqadar main badal jata hai jis ke bad hamain acha milne lagta hai our Alah pak hamain itna zyada dene lag jata hai jis ke bare main ham ne kabhi socha bhi nhi hota.
          • #6 Collapse

            Re: Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin dai

            g han bhai jan ap ki bat bahot ho achi nat hy k ham jab bhi dekhyn to esa hi hota hy jab bhi ham dekhyn to hamyn jab tak Allahg ki traf say koch nahi hasil ho sakta to ham kahi say bhi koch hasil nahi k sakty hmyn apna mokadar hi milta hy or vo vakt k sath h mita hy na k ik dfa mil jata hy
            • #7 Collapse

              Re: Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin dai

              ess baat main lii shak nahi hay kay allah pak ka farma yakeenan hak hay lekin saath mehnat kay baary main bhi islaam main bahot gajah farmayaa hay ess liay mehnat bahot zaroori hay
              • #8 Collapse

                Re: Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin dai

                Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar say ziyada kissi ko nahin daita gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay oor forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay ager aap ko mehnaat kerni chahay taky aap zaroor kamyab hoty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin dai

                  is forex main planing kar k hi hum achi trade karein gay aur g han jitna muqdar main hota hai utna hi milta hai so hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum real main bi sucss ho skaty hain aur hamain waqt ki kadar karni chahye so hamain is k bary main planing kar k hi hum real main sucs sho sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Allah pak ka farman k main waqt sy pahly or muqaddar sy ziyada kissi ko nahin dai

                    Walaikum salam dear main bar aapki baat bilkul right hai agar Ham ismein mehnat Karenge To Hamen bahut Kuchh mil sakta hai agar aap ismein ek acche trader bhi Banna chahte ho to aapko mehnat lazmi Karni Hogi iske alava aap ismein kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar paoge aur ek acchi trader Nahin ban paoge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X