Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.
    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear members forex trading aik aisa bussiness ha jis main apko hamesha sabar ka kaha jata ha jiska faida yeh ho ga keh ap ka decision maximum thk ho ga is lia jo bhi trade lagaen usko soch smjh k lagaen kabhi jald bazi na kren takeh apki saari mehnat apki jaldbazi ki waja se zaya na ho jaye. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

    G han dost ye jald bazi hai jis ki wajha se hamain bhot zyada nuqsan uthana parta hai agar ham jald bazi par controle kar lian to koi esi cheez nhi jo hamian loss de our jis tarhan ham mehnat karte hain usi ke mutabiq hamian us kaam ka sila milta hai hamain apne kaam par zyada focus karna hoga phir kamyabi hamare peche hogi.
    • #3 Collapse

      Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

      Bilkul theek kaha forex main kisi ki mehnat zayia nahi hoti agar aap jald bazi main kaam nahi kray gay tu aap ko kamyabi ho gi agar aap jald bazi main kaam krtay hai tu aap ko tab nakaami hoti hai iss Lia kamyabi hasal karna ka lia mehnat kray or jald bazi main kaam nahi kray
      • #4 Collapse

        Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

        G Han dear ap ny sai kha hy agar ham is me jald bazi kary by to ham kamiyab nhi ho Pay gy agar ham ko kamiyab hona hy to ham ko Aram sy kam Karna chaiye agar ham Aram sy kam kary gy to ham is me acha kam kar saky gy
        • #5 Collapse

          Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

          Aslam o Alikum dear brother Pak Forex me humbko jald bazi bilkul bhe nahen krne chahye jadi ka Kam shetan ka hota Hy or Jo pak Forex me jald bazi krta Hy wo hmesha loss he utha ta Hy hum ko loss se bachne k lye jald bazi nahen krni chahye
          • #6 Collapse

            Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

            G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k hamari mehnat kabhi zaya ni Jati jab tak ham jaldi na Karin yeh jo pak forex Kam hy is main ap jitni jaldi kro gy utny hi ap nakam hon gy is liay bhai jan ap jab bhi thread lagain to phlay sy us ka plan bna Lain k hamain thread kaisi lagani hy is main ap ka hi faida hy
            • #7 Collapse

              Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

              G Han bilkul aesa hi hota hai forex Mein 90% loag is liye kameyab hote Hain kyon ke un ke pas knowledge nahi hota aur wo panic ho Jate Hain market Mein jis ki waja se un ko loss hota hai aur jab un ko loss hota hai to wo market ko bura bhala kehte Hain aur is tarah market ka impression kharab hota hai to panic na hon planning karain aur us pe amal karain
              • #8 Collapse

                Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

                G mohtram member Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main kbi bhi kisi member ki mhnat regan nain kro hy is ly ham ko zarori hy ky ham khatar mhnat ky sath k am krain to best ho ga or os ky ilwa musalsal apni mhnat ko jari rkhin
                • #9 Collapse

                  Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

                  dear is jald baazi k baray main bahut saray bayanat hain jinko chornay say ham market main acha learn bhi kr saktay hain aur acha earn bhi kr saktay hain aur agar jub ham yeh jantay hain k markeet kuch dino main retracent krty hay to hamko isi retracemnt ain agar lose ho jata hay to hamari yeh sab say barry foolish hay aur ham janny k bawjood ham yeh mistakes krtay hain to ham ko is markeet main kaaam krnay ki koi zarurat nai hay jiska result hamko lose main he milay ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

                    Asslam o alaikum dear members
                    G han bilkul ye jald bazi hi hoti hai jis ki wajha se hamain bhot zyada nuqsan uthana parta hai agar ham jald bazi par controle kar lian to koi esi cheez nhi jo hamian loss de our jis tarhan ham mehnat karte hain usi ke mutabiq hamian us kaam ka sila milta hai hamain apne kaam par zyada focus karna hoga phir kamyabi hamare peche hogi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

                      Dost jaldbaji ke alava Hamen ismein Apne kam ko bhi dekhna chahie aur Hamen Yahan per is Hafte Tak kam karna chahie ki yahan se Ham profit Karte Rahe Aur jaldbaji Ke Allahabad Ham Yahan per laalach bhi Karenge tab bhi Amir se nuksan mein hi Jaenge Hamen yahan se nuksan Mein Nahin Jana bolke mummy yahan se profit karna hai aur profit karke hi Ham Aage badh sakte hain main aur aap Ham Sab Yahan per lalach ke bagair Agar kam Karenge to Kafi had Tak ka Hamari chijen Behtar hun start ho Jaenge aur Hamen knowledge Aata rahega
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Apki mehnat kabhi zaya ni jaye gi jb tk ap jald bazi ni kren ga.

                        Respected members jaldbazi bilkul na Karen proper plan Banakar Apne risk ko manage Karke a working Karen..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X