kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!
    salam all members
    forex market trading main markazi hasiat nai rakhty jis tarah stock market and future market hai forex market in se mukhtlaf hai forex market ko leen deen ki
    wajah se over counter otc ya phir interbank market samjha jata hai forex market main trading telephone and via an electronic network par trading ki ja sakty hai 2 hum mansabo k darmyan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!

    Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k main khud koi senior nhi hon laikn main yhi kahon ga k jo aap kah rhy hain mjhy aisy lgta hy k jo baqi business hain wh iss sy alg hain q k whn py hm loog investment krty hain aur apni apni degree ly k jaty hain mgr yhn py hm aisa kuch ni krty bss aa k apna kam shoro krty hain aur experience gain krty hain aur phr apna kam aik aap k through krty hain
    • #3 Collapse

      Re: kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!

      marya khal may insta ka jo account hya ya asiya ka account hya iss may hum ko malom hya ya pakistan ky sath hya iss liya ya hmar hi country hya iss liya marya khyal may bohat zada broker hya jo alag alag countri kay hya or ya account bhi in kay hi ho gay mojay iss kay barya may zada nahi malom.
      • #4 Collapse

        Re: kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!

        jjii han bhi jaan apki bat to thk hy keh trading markeet ko merkzi hasiyat hasil nhi hy yeh sab markeet key opposite aor diffrent hoti hy isi liy hamin iss mein kamiyabi ko panuy key liy ziada sey ziada mhnat kerni chahiy aur markket news sey updats hasil kerty rahin phr ham iss mein achi trading aor ruleskey mutabik trading ker key earninig ker sakty hein.
        • #5 Collapse

          Re: kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!

          Merye khiayl say to forex market ki central loction use main he hogi jhan say tamam market ko handle kia ja raha so apko chye kay forex main kaam achys ay acha he kia karyn or odher say market ki sell or buy side ko vist kia jata hai ap us kay hisab say kaam ki karyn or is kay elwa bhi koi jaga ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!

            dear apke bat belkul thk hy forex men humen chaia keh hum zeada sy zeada mehnt karniu chaia ,forex market bnahit he bari market hy es market koy pata nai hy keh kahan sy strta hoi rahen hy or kahan ja ky end ho rahen hy,humen agr forex men aci nkamyabai hasil karni hy to humen chaia keh hum forex men daly base pe narket news ky sath toch rahna chaia jab hum forex men achi mehnt bsy kam karen foirex ky bary mn acahi analyses karen gy tab he hum achi kamyabi hasil kar saken gy
            • #7 Collapse

              Re: kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!

              G nhi dear cheez ka knowldge hum ko nhi hai bus hum tu jantye hain tu ye he jantye hain kay bus es mai kam karna hai dil laga kay kam karna hai kiyu kay ager es mai kam mahnet aur lagan kay sath karain gaye tu ye he humain kamyabi daye ga na
              • #8 Collapse

                Re: kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!

                dear friend market ko abhi tak analysis nahin kiya mere paas Kabhi capital kam hai capital Ban Jaaye
                • #9 Collapse

                  Re: kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!

                  hum is forex main kiis bi waqt trade kar sakty hin aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakh k hi hum perform karein gay aur kiis bi website say bi trade kar skaty hain aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is say faida ho saky ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kya aap jante hai forex market ki central location kahan hai!

                    Eik time to mery mind mai ye swal aya tha k forex markete stock exchange markete se milti jhulti hai per ye is se totally different hai r is mai hum apni mazri se jab chahy kam ker sakty hain forex boht acha business hai isy samjhen ye boht acha munafa deta hai r future bright bana deta hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X