forex ki learning kay kia faidy han ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ki learning kay kia faidy han ????
    ASSALAM O ALAIKUM g han all dear members ma ap sb say ya pouchna chati hon ka jo learning humaen forex say hasil hoti ha wo humary kis kaam ati ha yani osky kis faidy han ???:1f632:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

    Salam
    G sub na thk kha k forex ko learning ka bhoot faiday hn forex main bgar larningbk ap kuch ni hn jb tk ao learning achi karn gy achi post karn gy r achy knowledg k sath trade karn gy yo ap ko bhoot faida ho ga r ap ko acha prophet b mily ga.
    • #3 Collapse

      Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

      dear friend forex trading mn achhi earning hasil krnay k liay forex ki learning bahot zroori ha agr ap forex trading ko achhi trh learn krna chahtay hn to demo account pa ziada sa ziada practice kren ta k real trade mn achhi trading kr k profit hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

        Assalam o Alikum dear members of forex.
        G bahi ap ny important question kiya h, forex ma kaam krny r es ma trading krny k liye bht zarori h k ap ko forex k rules k bary ma pta r forex ma business krny k liye ap ko self confidence r trading experience lazmi hona ciye.
         
        • #5 Collapse

          Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

          Forex ki learning ke ye faede Hain ke AP is mein earn karte Hain forex Mein kameyabi ka aik hi Rasta hai wo hai mehnta karna aur AP jitni mehnat karain ge AP ko loss Kam ho ga aur AP is tarah karain ke Sab se pehle system find karain jis pe AP ne trading karni hai aur us system pe phir achi mehnat karain just se AP ko faeda ho ga
          Yo practice is the key so do hard practice
          • #6 Collapse

            Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

            dear forex ki learning k boht se faidy hain q k forex main hmain jitna forex k bary main maloom hoga hum otan hea ch akam kar skty hain or wo hmari learning oar he depend hota hai q k forex ko bahtr tariky se karny k liye bahtr tariky se sikhna hota hai or wo hum learning k ser par he forex ko sikh skty hain or smjh skty hain es liye apni trading ko abhtr karny k liye apko learning par fous deni hogi os se ap kamyb ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

              Agar aap Forex ke bare mein knowledge or experience se bahut Achcha Hasil kar lete hain to aap ek Kamyab trader Ban sakte hain aur aapka Har trade profit mein chalta rahega isliye mehnat Karen Aur mehnat Ke bagair koi bhi Kam Nahin Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

                Dear brother yeh to aik common c bat ha agr ap kisi bhi feild main expert hona chahty hain to ap uski training aur learning ko importance dain ga is lia agr ap ki learning ho gi to ap trading achy andaz main kr sakty hain. Thanks
                • #9 Collapse

                  Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

                  YeS ForeX TRaDinG MaiN LeaRning Ka BUhUT FaIda HaiN Forex Ke WithOut LeaRning Kabhi BhI Is MAin Risk Na LeN AuR ApkO LeaRniNg Se Hi ACha EarniNg Mil SaKta HAin ISi Liye FoRum Par LearniNg Karna Zaroori Hota Hain AuR HamE ChAHye Ke HaM IS MaIn AcHi TaRaH LeaRniNg KaRen Aur EaRniNg HaSil KaRne KE LiYE LEaRning ImproTnCe HoTa HaiN Aur LeaRning Se Hi EaRninG HoTa HaI
                  Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                  :1f4af:
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

                    welcome to instaforex. hum agar forex pay ziada time dene kay bad forex bare knowledge hasil kar lay gay to hame bara he faida hoga.aor hum forex ke har har bat samajh layngay. aor hame phir forex bare ziada se ziada learning karnay ka bhe maoqa mil jaay ga.aor jub hum forex pe treding karnay lagay gay.to bhe hame bara he faida hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

                      Dost bahut fayde Hain Forex learning ke jaise ki agar Ham Forex ko sikhate Hain To Humne currency pairs ke bare mein Pata Chalta Hai Hamen stop ke bare mein knowledge Aati Hai Aur Is Tarah Se bahut sari Karunga pata chal jata hai lazmi Nahin Hai Kya Har time aapko acchi knowledge mile Koi aapko miss guide bhi kar sakta hai aur usse Aftab hi baith sakte hain Jab aapke pass apni knowledge Hogi aur ek Hogi
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

                        Ham logo ko chayia ha ka ham log forex par trading wagra karna sa pehla hi ham log is ka bara ma zada sa zada learning karna ki zaroorat hain is liya ham logo ko chayia ka ham log is ki har ik cheez ka bara ma acha knowledge aur experience hasal karna ki koshish karya aur phir ham log is ko istamil karta howa achi analysis be kar sakhta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

                          Forex mn learn krna bahot hi zrori hy jitna hm forex mn learn krin gy hmin otna hi acha trade kr skty hn or achi earning kr skty hn forex mn jitna ho sky hmin ziada sy ziada sikhna chahiy jitna achi learning krin gy otna achi earning kr pain gy
                          • #14 Collapse

                            Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

                            Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main work k sath hamari learning bhi increase hoti hai our forex main hum jitna ziyada work karen gen hum utni achi forex main earning our learning hasil kar sakte hain forex main achi learning ki wajah se hamein trading k mutaliq acha knowledge our experience hasil hota hai our ziyada se ziyada forex k mutal acha knowledge milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex ki learning kay kia faidy han ????

                              Forex my learning ka bohat zayada faida hota hy.is liay humy chiay ka hum forex per Kam karny sy pahaly is ko Sikh layn agar hum forex trading ka Kam bagir sikhy shrow Kar daty hayn to humy lose ho sakta hy.is liay liay humy chiay ka hum forex my Kam karny sy pahaly is ko Sikh layn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X