Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※
    dear forex members agar ap trading karte howe apne andar bardasht peda kar lian to ap ka loss wala trade ap ko profit de sakta hai kyun ke jab kabhi ap ka trade phans jata hai to ap ko waite karna parta hai jis ke sath ap ko bardasht ki bhot zrorat hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

    Gee haan forex main aap ko trading karna ka Lia hosla bi hona chaiy Aap main hosla ho ga tu aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal kray gay agar aap main trading karna ka hosla nahi hai tu aap trade bi nahi Kar saktay aap ko nakaami ho gi forex main achi trading ka Lia hosla hona chaiy
    • #3 Collapse

      Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

      buhut ache baath ke hwy aap nay forex trading may aap k andhar bardasht ka maadha hona chahiay kionka aap ko har trade faida nahee dy saktha our na he start may aap ke har trade aap ka favour may jaa sakthi hay leki agar aap nay trading k liay achay analysis kiay ho our wo aap k aganst be jaaye tho aap wait karah our bardasht say kaam lay tho wo aap ko zaroor faida detha hay.
      • #4 Collapse

        Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

        dear g han agar ham tradeing kertay hein to is main ham ko sabar k sat kam akrna ho g agar ham aisa nahi kersaktay hein to is main ham ko chye kham tradeing k baray main learn karnay k lye phelay phel senior ko follow karein aor is k bad ham ko chye k ham agagay ki janib ayen is main ahm ko chye k ham is main kabhi bhi hemat nah harein .
        • #5 Collapse

          Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

          Jee bilkul sahi kaha loss ko dehk kar preyshan hona apny loss ko mazeed bharawa dyny jesa hota hain laken agr is hee loss par dehan sy or note kary kesay hoa us loss sy bhi Sekhny ki koshsh kary to wo loss bhi profit jesa ban jata hain. So its up to you how to in take
          • #6 Collapse

            Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

            assalam o alikum dear sir g bilkul sahi bt ki ha apny agr koi trader trading start krna chahta ha to sb sy phly usko khd m brdasht peda krni chahehy q k jb tk kisi trader m brdasht ni hogi wo sahi trh trading ni kr saky ga q k forex ki market m hamesha he risk rehta ha r loss ka samna bhi hota ha agr loss brdasht krny ki himmt na ho to forex ko join na kren ap
            • #7 Collapse

              Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

              Han g bhai bardasht is waja sy honi chaiya q k jab trafing k time jab nuqsan ata hai yu insan ko gusa ata hai or forex men mehnat bhot zaruri hai
              • #8 Collapse

                Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

                Gee haan bhai forex trading mein humari ander bardasht ka hona bahut zaroori hai kyun kay forex mein agar hum sabar sae kaam kerain gay tou humaray kaam achay hoon gay aur hum ghaltian kernay sae bach jayain gay aur hum koi bhi ghalt trade na lagain gay aur na close kerain gay aur yeh sub bardasht sae hi mumkin hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

                  G han ager ap trading kar rahy hain to ap ky under baerdhast ki capesti ka hina bahot zarori hai kyun kay ager ap trading karty hain ziyada ter trde loss main start main move karti hain mager apny is say ghabrna nahi hai balky ap bilkul aram kay sat wait kiya karyn or jab ap nay ausa karna start kar dia to apki trade profit main zaroer aye gi so is say fida bhi hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

                    G han dear ap na bhut achi bat ki h pakiatan forex main trading karty hoye hamesha bardasht ki zaroort hoti h agr hum bardasht k sath kam karin gay aur mushkil waqt ko bardasht kar jaty hain tw kamyabi ziyada dour ni h hamesha knowldge aur experince k sath kam karna chihye jis sy ap ko bhut ziyada help milti h
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

                      han g bilkul trading k lye ap k pas bardash ka hona bahot zaruri hy trading ak business hy or is men profit b hy or loss b or agar hum is men kamyab hona chahty hyn to us k lye hamary oas patience ki ability hona bey had zaruri hy kion k apko forex men loss b ho sakta hy or hosakta hai k bara loss hojaye ya apko account b wash hojaye to esi surat men agar ap k pas patience ni hoga to ap stress men ajayen gy or disheart hojaayen gy jo k ap k mazeed loss ka sabab bn jay ga is lye yh zaruri hy k ap k pas bardasht ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

                        Forex trading X rubberwala business hai qk yah bahut risky business Hai Jiski vajah se ismein bahut jyada Sabar karna bahut Jaruri Hota Hai aur tab hi aapko accha profit Hasil Hota Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia trading ke lye bardasht ka hona zrori hai ※※※

                          Market ka koi andaza nahin hota Kisi bhi time nahin kar sakti hai proper plan banaen bardasht Hona bhi important hai..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X