Analysis karnay ka tarekaye kar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis karnay ka tarekaye kar
    Asalamu Alaikum friends
    Mere knowledge or learning time par jo sehka hain wo phly examples k sath explain karo suppose ek student hain koe ap sy pochy batye ye agy jakar kya bany ga class mai is bar ye first position lay ga ya nahi to ap phly us ki history pochy gy k ye phly kesa parhta tha kya performance hoti thi agr history achi hogi like position holder hogy to obviously is bar bhi position banye gy ye hee same market ka haal hain agy ka future jaana hain to phly market ki pechy ki history ko dehk kar analysis kary or ye bhi bata do k history janany k liay support or resistance use kary .
    Hopefully it will be helpful
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis karnay ka tarekaye kar

    buhut ache baath ke hay aap nay forex trading koi asaan business nahee hay jis may aap thukkay lagaaye our is may aap ko faida ho our maray khyal may achay analysis aap sirf ose soorath may kar sakthay hay jab aap kise pair k candlestickes k saaray pattrens ko study karay our oskay baadh he aap trade open karay tho aap ko ziada faida hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Analysis karnay ka tarekaye kar

      Gee haan aap ki baat theek hai forex mein analysis kernay ka tareeqa aap ka bahut acha hai aur her members ko iss sae faida hasil kerna chahyea aur aisay hi market kay analysis keray yehi tou forum ka maqsad hai kay hum aik doosray kay threads aurposts sae knowledge hasil kerain aur uss ko apni trading mein apply kerain
      • #4 Collapse

        Re: Analysis karnay ka tarekaye kar

        hamy analyses ko use ka ky kam karna chahey agar hum analyses ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai broker ka koi balm nahe hota hamy market ko achy sy samj kar aik time table bana kar trading karne chahey hamy market ke movement ko dakt kar is main amount invest karne chahey yai aik big business hain
        • #5 Collapse

          Re: Analysis karnay ka tarekaye kar

          My dear friend, you have made the right decision. We must definitely refer to the market before opening the trade. If we do not bring the market, we will not have good profit in it and we will have a loss, so in this we need to make sure that we market the market first.
          • #6 Collapse

            Re: Analysis karnay ka tarekaye kar

            bilkul dost dono terhan ke tajzia bazaar ki karwai ko jhanchne ke liye kaar amad hain. aap ka tijarti tarz aur tijarat se mutaliq rawayya is baat ka taayun kere ga ke aap ko kis qisam ke tajziye se faida hoga lekin yeh faisla karne se pehlay, tajzia ke mazmoon ko qadray ziyada tafseel se mutalea karna aik achaa khayaal hai aglay chand hisson mein, mera mazmoon ghair mulki currency ke tajzia ke mukhtalif pehloun ki hesiyat se baqi rahay ga
            • #7 Collapse

              Re: Analysis karnay ka tarekaye kar

              is forex main hamain planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar ksaty hain aur har koi is forex main achy say trade lga skaty hain aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain it i sbest job for all
              • #8 Collapse

                Re: Analysis karnay ka tarekaye kar

                Way of Analysis forex mein analysis karne k buhat sare way hai har trader apny tarika se market ko analysis karta hai aur har trader apne tarike se analysis karne k bad trading karte huwe achi profit earn kar leta hai aur forex mein humein bhi un method ko follow karte huwe analysis karna chaiye aur trading ka humein is mein zayda se zayda experience hasil karna chaiye kyun k trading mein sab se zaroori analysis hai aur analysis karna sab trader ko ana chaiye aur yeh hi trading ko base hai hai kyun k trading analysis karne k bina nae ki jati hai har trading mein analysis karna chaiye analysis karna zaroori hai kyun k trading analysis k bina nae hoti aur forex mein sab se zaroor analysis hai is liye sab ko pehly analysis karns seekhna zaroori hai js se hi trading hoti hai aur kamyab trader hum analysis kar k banta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis karnay ka tarekaye kar

                  hamain is k bary main anlsye kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main sucss hon gay aur hamain market main trader banany say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum sucs shon gay aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum real main perform karny k kabil hos akty hain ta k earning karien gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis karnay ka tarekaye kar

                    hamy analysis ko leanr kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath akr is mai kam kar sakty hain hum is ma mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X