Forex me analysis kio zaruri ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me analysis kio zaruri ha?
    Salam dosto. Forex trading me analysis ki bahut ahmiyat ha. Analysis es leye zaruri hota ha takeh hamain market ki future movement ka andaza ho sakay. Es k elawa hamain support level aur resistance level ka pata chal jata ha. Analysis karne k baad hamain trade laganay me madad milti ha aur ham achi earning k saath saath loss se bhi bach jatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

    dear friend forex trading mn achhi trading k liay market ka analysis kr k trading krna bahot zroori ha keun k jb ap market ko achhi trh read krtay hn to apko markrt ki movement ka pta hota ha aur ap us k mutabik trade lga kr achha profit hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

      Walaikum Asalam.
      Jee bilkul without analysis forex market kush nahi hain forex mai ek profitable trade open karny k liay market ko analysis karna compulsory hain. Or is business mai long time tak rahny k liay bhi analysis hee base par rah skty hain warna without analysis bary bary loss humay forex chorny par mazbor kardyty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

        dear g han ap nay sahee swal kia hay agar ham chaty hein k ham ko kisi market ko samjhanay ki muskal nah ho to is main ham ko chye k ham us pair ko jis ham select kertay honm is ko ananalysuis kerin k waqay he yeah 8k achi direction ki janib jay g yeah k nahi is main ham ko chywe k ham jo bhi kam karein is main kisi bhi kism ki hurry up nah karein agar ham nay kamyab hona hay to .
        • #5 Collapse

          Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

          baai g forex trading may agar aap analysis k baghair trading karangay tho aap forex trading say kabhi be acha faida nahee uta sakthay kionka jab aap forex forum par kaam karthay hay tho aap ko jo bonus miltha hay osay zaaya karnay say bachana chahiay our har trade k liay pehlay analysis karay our per he trade open kia karay tho aap ko zarokr faida hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

            Dear forex.mein analysis iss lye zaroori hain kyun kay aap ko forex market ki position ka pata nahin hota aur jub aap nay trade lagani hai tou aap ko market kay baray mein janana hota hai tou aap forex market kay analysis kernay kay baad hi kuch jan saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

              Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main jb bhi trad lgana shoro krain to sb sy phly ap jo hy na market ko anleyes krain or os ky bad trading lgain to bhtr ho ga is ly market ko check krty rhain or bhtr ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

                jee bhai agr hum forex mian analysis nai karen ge to hum iss main kabhi bhi maharat nai hasil kar sakty iss mian hemn analysis kar k markete ki future movemetn k andaza lagana hota hai hemn is main suport lines or resistenc line ko trend lines ko samajhna hoga markete ki movement ko samjhna hoga tabhi hum iss busness mian kamyaab ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

                  jee bhai agr hum forex mian analysis nai karen ge to hum iss main kabhi bhi maharat nai hasil kar sakty iss mian hemn analysis kar k markete ki future movemetn k andaza lagana hota hai hemn is main suport lines or resistenc line ko trend lines ko samajhna hoga markete ki movement ko samjhna hoga tabhi hum iss busness mian kamyaab ho sakty hain agr hum ye cheezen nai samjhen ge to hmen iska koi auidia nai hoga hum is mian loss len ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

                    Forex TradinG MaiN Ham Jab MakeT Ko Achi Tarah ANalysiS KarTe Hain To Ham Is Main Se Kafi AChA ProFit Kama Jate Hain Isi Liye HamEn CHahYe Ke Ham Is MAin Care fUll Ho Kr Chart Ko AChi Tarah ANalysiS Karen auR MarKet Ko ANalysiS KarNa BuhUt ZAroori Hote Hain TO Haen ChahAye k HaM Is MAin Market Main WithOunt AnalysiS Ke Kabhi Bhi Trader Ko Open Na Karen Aur Analysis Karna BuhuT ZrooRI HotA Hain
                    Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                    :1f4af:
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

                      Asslam o alaikum dear members
                      g han bilkul market ko market ke movement ko samjhnay kay ly fore trade mein achay say analysis ko kartay rehna chihay ager ham log achay say analysis ko karen gay to ache trade laga saktay hein or acha bonus hasel kar saktay hein
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

                        Asalam o Alaikum dear fellows
                        G han shi kha apne forex main analysis k baghar hum forex ko ni smjh skty agr ap analysis k baghar trading kren gy to kbhi bhi ap forex sy faida nii hasil kr saky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

                          Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai Ham Jab Bhi trading karna Chahe To Hamen chahie ki Ham sabse pahle market Ko analyses Jab Ham market ko analyses Karke trading Karenge To Ham usmein se bahut hi zyada profit Hasil kar sakte hain analyser ke bagair kabhi bhi trading nahin karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

                            dear forex main analysis es liyez arori hai k hum apni trading ko bahtr kar skaen or hmain loss na ho analysis se hmain market k bary main achi information mil jati hai or hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain loss jub hony k chnaces akm hon tu hmain acha profit mil jata hai es liye analysis kar k rading karny main hmayabhi hai or jub tak hum market ko achi trha smjh nahi skty hain tab tak hmain trading main afida nahi milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me analysis kio zaruri ha?

                              g han bilkul bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forex main analysis is liye zaroore hy q k ager ap market ko analysis ni karen gy tu ap kabhe bhe achi or profit wali trade ni kar saken gen achi profit wali trade karny kilye market ko analysis karna bhot he zaroore hota hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X