Guidence ki zarorat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Guidence ki zarorat hy
    Aoa.
    Umeed krta hn ap sub log khariat sy hn gy guzarish hy k kia koi junior members ko guide kr sakta hy forex k bary my
    Kuch sawalat hyn in kay jawabat mill saktay hain kia
    1. Humain buy or sell krny ka idea kysay hoga. K ab is pair ko buy krain ya sell krain .
    2. Trade small margin ho 0.01 ya is sy zayada ki ho.
    3. Normally trade krny ka sahi time kis wakt hota hy.
    4. Kia humain ek trade khatm kr k hi second trade krni chaheay ya jo trade smjh ay kr lain agr account small hy to.

    Umeed krta hn seniors help zaror krain gay shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Guidence ki zarorat hy

    g han dear apke bat belkul good hy forex men agr hum achi kamyabi hasil karna chaty hen to humen chaia keh hjum forex men zeada sy zeada mehnt sy kam karen jab hum forex men ach mehnt sy kam karen gy forex men jab hum acih guidence len gy tab he hum achi kamyabi hasil kar saken gy es lkey humen chaia keh hum apony senior member ko zeada sy zeada falloew lkaren gy tab he hum achai kamyai hail kar saken gy
    • #3 Collapse

      Re: Guidence ki zarorat hy

      dear agr aap ka pass account bhoot he chouta hy to aojo chajeya kh aap kam sa kam lot lga kar trade karain ku ka ham bhoot he acha sa analysis to kar laity hain marjet ko ham lakan oher bhe jb bhe intrey laity hain to bhoot baar bhooy se trdae bhoot zeada koss main jany ka bad he profit main ati hain to asa main ham small account lar small lot barey account lar bhe souch samjh kar
      • #4 Collapse

        Re: Guidence ki zarorat hy

        G han achy question hain lekin apko.trade main profit earn Karne k liye ziada sy ziada success or learning Karne ki zarurat hai q k jitna aap learning karen gen trades k hwale sy or forex market ko smjhne gen to apko tmam questions k answers mil jaen gen I trade kab lagani chaye or is main kaiss kamyabi hoskti hai
        • #5 Collapse

          Re: Guidence ki zarorat hy

          G han dear ye bat tu hai jay humaun har aik kam mai guide line ka hona zaroori hai kiyu kay ager humarye pass guide line ho gaye tu hum es mai kam karain gaye tu kamyabi ap ko asani kay sath mil jatye hain kiyu kay shuru mai thorye masail hotye hain bad mai kamyabi hasil karna asan ho jata hai na
          • #6 Collapse

            Re: Guidence ki zarorat hy

            G han dostu forex pakistan mein jitney bhi new members hain un sab ko es forum mein guidence ki zaroorat hai ju bhi juniors members hain es forum mein who apney seniors se guidence hasil karein aur es forum k barey mein apna zyada se zyada knowledge hasil karein.
            • #7 Collapse

              Re: Guidence ki zarorat hy

              jee mere bhai forex business main haon serf guidlines ki zaroorat nahi balky forex business ka mukammal knowledge hona zaroori hay forex main hamin khud mehnat karni hay oar experience hasil karna hay
              • #8 Collapse

                Re: Guidence ki zarorat hy

                dear friend apni learning aur practice ko time de practice se market Mein skill improve Hota Hai..
                • #9 Collapse

                  Re: Guidence ki zarorat hy

                  g han hamain guide lay k hi trade karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi trader bannay say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi up aur down ko dekhna ho ga tab hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain trend ko use karein gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Guidence ki zarorat hy

                    forex mai hum kam kar ky acha bonus kama sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X