forex Trading Main khud par yaqeen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex Trading Main khud par yaqeen

    Assalam walekum Pyare bhaiyon ummid karta hun aap sab log theek Honge main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun Ke
    Jab Ham thoda form per kam Karte Hain To Hamen sabse Jyada jaruri hota hai ki khud per yakin rakhna Jo Insan khud per yakin rakhi kam karte hain vah akshar Kamyab ho jate
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex Trading Main khud par yaqeen

      dear friend confidence banaen proper plan bnao per market Mein work Karenge to best Rahenge plan banaen..
      • #18 Collapse

        Re: forex Trading Main khud par yaqeen

        Pakistan forex trading business men khud aetmad sy trade lagana bhot Zrori hy khud aetmad k bgair kabhi b agay taraqi Pak forex trading business men nahii ho sakta iss lye trade lagany sy pehly confused hona chore kar khud aetmad sy trade lagayen kabhi b ap kp loss nahii ho ga pakistan Forex trading business bhot acha
        • #19 Collapse

          Re: forex Trading Main khud par yaqeen

          dost Hamen apne aap per Bharosa Rakhna chahie aur dusron ki bhi Kadar Karni chahie Taki dusre Bhi Humse acchi profit Hasil kar sake Ham Se Mujhe Na kahen ke Ham ismein Kuchh Bhi Kam Nahin Karte Hamen Khud per Bharosa Rakhna chahie ya market Hamara again show To Hamen Sabar se kam Lena chahie na ki Hamen jaldbaji Karke Apne kam ko bhi kar dena chahie jaldbaji se koi bhi trader Kamyab Nahin Ho Paya aap bhi Kamyab Nahin Honge ya Tamam chijen main isliye bol raha hun ki aap Logon Ko Kuchh Na Kuchh Aise Farhan Sal Ho Jaaye Aur Main Khud per bhi yah chijen apply karta hun Taki Jo log Mujhe Dekh Kar trade karte hain vah bhi achcha profit Hasil kar Saken
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #20 Collapse

            Re: forex Trading Main khud par yaqeen

            How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy g bulkul forex trading me SB sy ply khud py trust hona chiya phr hi trading krni chiya agr ham ko khud py trust ni ho gaa phr ham trading me successfully ni ho sekty hy jo bhi ham km krty hy life me ya business me trust hona bht zarori hota hy acha acha km krna chiya forex business me
            • #21 Collapse

              Re: forex Trading Main khud par yaqeen

              G haan billkul AP ka ak bohat acha sawal ha forex ma ham sb ko khud or yakeen hona chahia or confidence ka sath mehnat sa soch smuj kr Kam kran confidence AP ka lose nhi hona chahia high hona chahia forex ma laluch billkul bi nhi kran sabar sa mehnat sa Dil lga KR Kam kran
              • #22 Collapse

                Re: forex Trading Main khud par yaqeen

                Salam frandzz umeed h sub thk hn gy
                Forex trading main trading karth waqt khud pa yakeen rakhn. Apny analisis pa apni mahannag pa r sub sa bhar k khud pa yakeen rakhn ta k kamyab hn agr ap ko khud pa yak3n ni h yo ap ko na cgaty hvy b loss ho ga.
                • #23 Collapse

                  Re: forex Trading Main khud par yaqeen

                  Aalam o Alikum dear brother apne theek kaha Pak Forex me khud par etmad krna chahye agr ap kamyab hona chahte Hain to confidence ka hona bahoot zaroori Hy
                  • #24 Collapse

                    Re: forex Trading Main khud par yaqeen

                    bonus kis kis ka aaya
                    • #25 Collapse

                      Re: forex Trading Main khud par yaqeen

                      welcome to instaforex. jee ha hum sub jub bhe forex pe work kare to apnay uper aap ka yaqeen hona zarore hay.is liye jub bhe treding ka agaz kare to apnay seniores se zaror mashwra lay.ta kh aap ko forex treding me loss na ho.
                      • #26 Collapse

                        Re: forex Trading Main khud par yaqeen

                        dear apki baat bilkul teek hay hum jo bhi kaam karay tu humay chayi kay humay khud per yaqeen huna chayi kay hum isko perfect tarikay say ker saktay han tu pher hum os ma zaror kamyab hungay laiken khud per banday ko tab yaqeen huta hay jab hamarah pass acha knowledge aor experience mojod hu warna hum her waqat darrtay hi rehay gay.
                        • #27 Collapse

                          Re: forex Trading Main khud par yaqeen

                          Trading apko daboo bh saktii hy aur asmaan py bh pohncha sakti hy agr trading achy sy ki jae soch samjh k tu us sy apko bht faida ho ga ur trading main khud aetmadi bht bari chez hy jo apko faida pohncha sakti hy dar dar k trading nhi hoti bndaa confusion ka shikaar ho jata hy
                          • #28 Collapse

                            Re: forex Trading Main khud par yaqeen

                            Assalam O alaikum,, dear friend ap ko chahye k ap Forex mai any sy phly apna self confidence acha kr lain, apko apny ap p aitmad hna chahye, Forex trading mai khud per yakeen bht bri kamyabi he, agr ap ko Forex mai trading krty huy khud p yakeen ni hoga to ap Forex mai loss uthaen gy aur agr ap ko Forex mai trading krty huy apny ap p trust hoga to ap Forex mai kamyab hn gy.
                            • #29 Collapse

                              Re: forex Trading Main khud par yaqeen

                              Assalamu Alaikum friends ji han doston bahut acchi baat hai ke photo ke sath kam karne se hi hoti hai Jab koi bhi kam bolati mind Se Karte Hain To Ham Apne kam ko acche tarike se perform karte hain negative thinking se kamyabi Hasil Nahin Hoti our any kind of talk to again again
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forex Trading Main khud par yaqeen

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: kamranHassan پيغام ديکھيے
                                slam friendz ,forex Trading main sab sy pahle khud par yaqeen hona chae jab khud par yaqeen ho ga k ye main kr skta hun tu phr forex trading koi moshkil nahi ,kiun k dunya main koi bhi kam khud par yaqeen na ho tu nahi ho skta ,forex trading main es yaqeen k sth trading krn k main ak acha trader ban skta hun zeyda sy zeyda mehnat r lagn r yaqeen k sth ager forex trading ki jae tu ak din us ka bahut acha result ata hai
                                dear friends Forex trading Mein pahle hi yakin Nahin Hona chahie ki aap acchi trading kar sakte hain Kyunki Duniya Mein Koi Bhi Aisa Kam Nahin Hai Jo Namumkin Ho Forex trading Mein is baat ki hai ki Hona bahut jaruri hai ki aap acche dost Ban sakte hain iske liye aapko Jyada Se Jyada Mera to Lagane se kam karna hoga forex trading mein aapko bahut acche results hasil hogy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X