dear members trading main chahy aap jitna bhi knowledge hasil kar lain aur achy analysis bhi kar lain jab tak aap ko khud py yaqeen nahi hai to aap kabhi bhi achy trader nahi ban sakty naa e kamyab ho sakty hain. knowledge bhi hasil karain achy analysis bhi karain lekan sath main apny andar self believe paida karain gy to successful hon gy..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим