Thread ka Kia faida hota Hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread ka Kia faida hota Hy.
    Forex ak bohat acha business Hy is my kamayabi ka liay zarory Hy ka ap ko ya Kam start karny sy pahaly is kam ko Sikh Lana chiay agar ap is kam ko Sikh laty hayn to is my ap ka hi faida Hy or forex forum my thred ka Kia faida hota Hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

    dear g han ap nay sahee bat ask kia hay is k faida yeah hota hay k forex member nay jo post ki hay is main wo brifely describe karta hay threads k through k us k bat karnay k aim yeah hay so ham ko chye k agar ham bhi koi threads kertay hein to is main ham ko forex k baray main zyada say zyada infornmation ko share kertay rahna chye is k bad ham ko chye k ham goodness ki hope rakhay rahein .
    • #3 Collapse

      Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

      dost threads k bahot sary faiday hyn ak to yh k agar ap k pas koi khas trick ya koi point esa hy jis say ap samjhty hyn k agar dosron ko pta chly ga to unko faida hoga to ap thread k zarye dosron say share kar sakty hyn or iska dosra bara faida yh hy k is say ap agar koi mind men sawal rakhty hyn ya ap k mind men koi confusions hyn forex k related to ap threads k zarye dosron say poch sakty wo aona experience or knowledge ap say share karen gy or sab say bara faida yh hy k apki thread pay jitnay log b replay karen gy ap ka bonus b increase hoga
      • #4 Collapse

        Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

        Daikhain dear jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k jo loog hm aa k yhn py threads krty hain inka maqsad yh hota hy k jo hm ny yhn py aa k seekha hy usko sb k sath share krain aur jo hmain smjh nhi aa rha hy usko sb sy poch k apny knowledge ko extend krain aur apny bonus ko bhi extend krain
        • #5 Collapse

          Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

          dear member thread ka faida ye hota ha is mein apke knowledge ka pata lagta ha ke thread mein apne kaisa knowledge create kiya dosry member apki thread se knowledge gain kar sakty ha agar apki thread achi quality wali ha uska faida ye ho ga apko achy like or thanks mile gye or wi bonus ke liye faidy mand hota hai.
          Mehnat Me Azmat hai
          • #6 Collapse

            Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

            Thread ka ye faida hota hai kay ap apko achi thread per achy thanks hasil ho jaty hain or hum ko un thanks ki base per acha bonus hasil hota hai thread ka ik or faida ye bhi hai ka ager ap kisi per sawal karty hain or ap acha sawal ka jawab bhi hasil hota hai so zaroeri hai kay forex main achi thread ka bahot faida hai
            • #7 Collapse

              Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

              Thread information dene ya lene ke liye Hoti Hai Jab thanks Milte Hain to thank se rating increase Hoti Hai Achcha bonus Milta Hai ..
              • #8 Collapse

                Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

                Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k wo forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main jo ham log thread krty hain os sy hamari post bnti hain jis ky ntjy main hm ko bones mil sakta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

                  welcome to pak forex.hum jub pakistan forex ko login kartay hay. to hame yaha 2 kam karnay parte hay. aik hay ache posts karna aor dosra ache thred dalna. forex members jo threds daltay hay wo hamare liye post ban jate hay.aor jo hum threds daltay hay wo dosre forex members ke liye posts ban jate hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

                    Forex Mein 3rd karne se Hamara bahut jyada fayda hai Kyunki Ham Jab Bhi ismein third Karte Hain To Hamen on thread per thanks Milte Hain jinki vajah se Hamen bahut zyada bonus bhi Milta Hai To Hamen chahie ki Ham quality wale thread Karen Taki Hamen is per bahut zyada thanks mile
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

                      Dear ap ka sawal bhut hi acha h pakistan forex main thread ka kia faida hota h tw main ap sy ya kahna chahti houn k pakistan forex main thread karna bhut zaroori h q k is ka hamin bonus milta h aur agr hum achi quality ka aur knowldge wala thread karin gay tw is p hamin ziyada sy ziyada thanks milain gay is sy bhi hamin bonus milta h
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

                        bhai threads ka faida yh hota hy kh hmain thanks bht ziyada milty hn or bonus to thanks sy hi milta hy ager ap apny thanks berhana chahty hn to ap ko chahiay kh ap quality wali threads karin jis sy hmain thanks achy milin gy ager hum fazol si threads karin gy to hmain is sy koi faida nh mily ga or us per jo thanks diay jain gy wh count nh hon gy hmain daily ki 4 threads bnani hn or wh bhi forex sy related hon
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread ka Kia faida hota Hy.

                          Threading achi create ke jaye tu ham kafi kich hasil kr sakta hain maslan thanks milta hain or thanks ziada hone ke waja sy hamen bounas bhOK acha milta hai tab he ham bhot kama sakta hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X