Posting ki quality kyon zarori hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting ki quality kyon zarori hai???
    Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh aap se puchna chahta haon posting ki quality kyo zaruri hoti hai kya posting ki quality ke behtar hone ki wajah se hamen bonus zyada mil sakta hai aur kya hamen zyada thanks bhi mil sakte hain guzarish ki jaati hai tamam members apni Raiy ka khul kar izhaar Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

    G Han dear ap ny sai kha hy ham ko chaiye ky ham is me thread achi quality ki kary agar ham achi quality ki thread kary gy to ham ko acha bounas millta by or ham no os sy thanks bhut ziyada millty hy agar ham achi quality ki thread kary gy to ham acha bounas hasil kar sakty hy
    • #3 Collapse

      Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

      posting ki quality isi liy zarori hy kue keh issi ki base per hamin ziada thanks milty hein jab quality achi hogi to hamin thanks bhi ziada milin gy aur hamin iss ka bonus bhi acha miluy ga isi liy hamn bhi chahiy keh ham osts mhnat aur lagan sey krein inn mein forex knowledge share ker key ham apni post ki quality ko acha bna sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

        assalamu alaikum dear Forex members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge bhai jaan aapane ek bahut hi achcha sawal poochha hai agar hamen Forex main acchi tarah Se kamyab hona hai aur accha bonus Hasil karna hai to hamari post Tanki quality acchi honi chahie agar quality acchi nahin hogi to Ham acchi tarah Se kamyab bhi nahin Ho payenge aur accha bonus bhi Hans nahin kar sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

          Dear brother forum pe achay bonus k liay quantity nhi balkay quality matter karti hey aur achi quality ki posts karen jin men forex k baray men acha knowledge aur experience share karen ta k logon ko achi cheezen seekhnay ko milen aur woh khush ho kar thanks bhi karen
          • #6 Collapse

            Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

            forex trading business me posting ke quality es liye zrori hy kuin ke hamein achi posts kerna se achi kamyabi bhe hasil hoti hy or acha bonus bhe hasil hota hy kamyab hone kilye posting ke quality esliye bhot zrori hy
            • #7 Collapse

              Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

              G dear ager ap ki posts ki qaulity achi ho gaye tu us kay bad he ap ka es mai bonus acha aye ga aur ap ki earning bhi tabhi achi ho gaye jub kay ager ap ki posts ki qaulity achi nhi ho gaye tu ap ka koi faida nhi hai kiyu kay us kay bad na tu ap ko thanks miltye hain aur na he ap ki posts ko acha count kiya jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

                Gi hn posting ki quailty bhut zruri hy hy hmen achi quailty vali posting dani chahey hmen bhut knowledge or experience planing ky sath posting karni chahey agar hm ala quailty ki post dyn gy to tononus acha mily ga hm kamyab hun gy mynat sy kam karyn gy
                • #9 Collapse

                  Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

                  Agar AP bonus Lena chahte ho to phir AP ko posts quality achi karni pare gi aur agar AP bonus nahi Lena chahte to phir jaise Marzi Karo kyon ke forum ke rules clear Hain unhain quantity nahi quality chhaiye to agar rules ko follow karain ge to hi AP ko faeda ho ga fazool kisam ki posts karain see AP ka time hi zaya ho ga aur kuch nahi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

                    Asslam o aalikum
                    G han boss ap ki baat thik hy min ap ki id aat sy agre hon ka pkistan forex ik acha aur kamyaab business hy hamin forex min kamyaab hony ka lia forex min ziyada sy ziyda mhenat karni chaye q k forex min postin karny sy on ki limit ka sath sath hamin os ki quality ko bhi acha karna bahut zaroori jiss hy humin achi quality sy hamin acha bonesa diya jay ga isi lia hamin quality ko bhetar karna bahut zaroori hy jis sy hum forex min kamyaab ho sakty hain..
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

                      Asslam o Alaikum friends forex aik online business hy jas pay ap jatna acha kam kry gay tu us say ap ko phal bhi uthna zyda or achy mily ga as lay posting ki quality achii hona buht zurari hy jab humri posty achi khowlage wli forex k mutabik jen say dusro ka khowlage gain hn us say humy buht acha or zyda bonus hasil hota hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Noman12 پيغام ديکھيے
                        Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh aap se puchna chahta haon posting ki quality kyo zaruri hoti hai kya posting ki quality ke behtar hone ki wajah se hamen bonus zyada mil sakta hai aur kya hamen zyada thanks bhi mil sakte hain guzarish ki jaati hai tamam members apni Raiy ka khul kar izhaar Karen
                        main aap se puchna chahta hun coaching ki quality Kyon Jaruri hoti hai kya posting ki quality ka beta hone ki vajah se Hamen bolo Jyada mil sakta hai aur kya Hamen Jyada thanks bhi mil sakte hain aap se gujarish hai ki Tamam members apni Rai Jarur aagah Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

                          Hameesha us kam ko saraha jata hay jo kay faiday mand ho. Aur ye bhi asool e kainat hay kay hameesha hi us ko inam say nawaza jata hay jo koi acha kam karay aur builkul aisay hi forex me posting pe bonus ka daromadar hay acha kam to acha bonus milay ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

                            Bahot hi acha swal kia ap ny kh hmin achi post krni chahiy hmin achi qulity wali post krni chahiy takh hmari post ko hmary junior membrs follow kr skin hmari post sy koch na koch knowledge hasil kr skin or hmin es liy achi qulity wali post krni chahiy takh hmin es ka acha experience ho jay or hm es sy achy knowlegde k sath sath acha profit bhi hasil kr skin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posting ki quality kyon zarori hai???

                              Yr ap sb theek kh rhy ho hmy quality bhtr se bhtr bnani hogi bonus pr nazar ni honi chaye jtna acha kaam krogy bonus paisa to milyga hi to jmy chaye hm mehnat se kaam kre best qulity k sath jo hmare sath sath forex ko kamiab kre q k hmy apni businees ko b kamiab krna hy aone apko hi ni forex ko b agy le jana hy sirf bonus ya pasy k lye ni wo to mil jyga but apne busines ko kisi hal mai ni chrna tbi hm kamiab ho sakty hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X