Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai
    Dear members threads kernay ki daily ki limit tou 4 hai lakin hum 8 threads kertay hain tou uss kay baad humain threads end ka option ata hai jub kay uss mein bhi likha hota hai kay humari daily 4 threads kernay ki limit hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

    buhut ache information aap nay de hay baai g may tho yahe soch raha tha k kuch members 4 say buhut ziada threads kar rahay hay patha nahee kia waja hay k wo ho rahay hay tho kia 4 say ziada threads karanay say koi nuqsaan tho nahee hoga ye ye rules k khilaf tho nahee hay agar asa hay tho per tho is may nuqsaan hay.
    • #3 Collapse

      Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

      Dear friends hmin daily k daily forum 4 thread krny ki limit dita hy jis sy hm ny aik bhi thread ko opr nhi krna hota na hi hm kr skty hn pr masla yi hy kh jb tk hm 8 thread nhi krty tu hmary thread show nhi hoty os k bad hi opn hoty hn jb kh hmin tu forum 4 thread ki hi limit dita hy or limit sy ziada ka thread hmari thread ko bhi delet kr dita hy or es sy hmary account ko bhi nuksan ho skta hy
      • #4 Collapse

        Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

        I think agr limit four he hai to eight KR ke risk nahi Lena chahye agr account he na rahe to kaam kese kiya ja ske ga phir ISS liye rules ko follow krna chahye lazmi hr aik ko aur issi trha agr kisi ko kuch pta chle ghlti se ya wese to btana chahye sb ko
        • #5 Collapse

          Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

          welcome to pak forex. jee ha bhai jee aesa he hota hay.lakin ye bat samajh se hay bilkul bahir .jub limit hay sirf 4 threds ke .phir 8 threds q aor kaisay ho jate hay ? lakin hame sirf threds he dalnay hay.aor wo ho bhe ache quality wale.
          • #6 Collapse

            Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

            dear jab limits 4threads ky hy to han 4 se zeyda threads nh kerne cheye 4 se zeyda threads kerna risky ho skta hy es liye jina limit hy us ko pura keryn us se zeyda chakr me jane ke zrorat nh hy agr whe 4 threads kafi informative kerte han unhe se bha ache kamyabi hasil ker skte han
            • #7 Collapse

              Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

              g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai hmain daily base par 50 posts or 4 threads ki limit hoti hai es se zyda boht se mambers kahty hain k nahi hoti hain mera khyal hai k aghr hum zyda bhi threads karna chahye tu kar skty hain es main kisi bhi trha ki koi limit nahi hai jis trha ap ny kaha hai k 8 threads kar skty hain tu aysa he ho skta hai 8 threads par he end hota hoga laken main 4 k bad kam band kar deta hun
              • #8 Collapse

                Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

                hamain is forex main ak account par 4 thread karna hi allow hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi aur informatin hasil karna ho gi tab hi hum sucss ho sakty hain but hamain is k rules ko mind main rakh k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is say earning ho saky gi aur faida ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

                  dear hamain i s forex k rules ko follow kar k hi kam karna ho ga tab hi hum sucss ho sakty hain aur is ki limit 4 hai tou hamain ak account k bad 4 hi thread karny hon gay aur hamain market main bi trader bannay k liye e learning karni ho gi tab hi hum real main bi sucss ho sakty hain tab hi hum run kar skaty hain i t is best job
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

                    Threads mai 8 ka bad option ata hai is ka to 1st time ap se suna hai kiun k mene khud bhi kabhi 4 se uper threads nahi ki per jab forum ne hi humy limit de di hai to zarori hai k usi limit mai rehty huy 4 threads ker len is se ziyada threads karen gy to time waste kerny wali bat hai kiun k wo count bhi nahi hoti
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

                      assalam o alikum dear sir bilkul sahi bt ki ha apny lakin hamain ab 4 bhi ni bs 2 threads krni chahehen q k threads ka bonus milna bnd ho gya ha ab isi leay hamain chahehy k sirf 2 threads kren 2 threads bhi is liye ki jati hen ta k sb members ko posting m asani ho r fresh threads milti rahen comments k leay agr threads krna bilkul bnd kr den gy hum to posting m mushkil hogi sb members ko
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads ki limit 4 hai lakin limit end ka option 8 threads per ata hai

                        mujhay nai lagta aap ki baat such hai main last week main 2 aisay members k proof b thread main diya the full screen shot se un dono members ne ek day main 10 se upper thread ki thi mujhay us time pata chala jab main online aa kar post karnay laga 5 post ki thi jis main se 3post delete ho gi phir bad main ne thread k profile k andar ja kar daikha us ki thread boht achi thi boht zaida members ne comments k the seb k comments delete ho gai phir main ne profile k andar ja kar thread check ki wo thread 10 se uper thi jis main se kuch delete b ho gi thi aap b ek day main 4 se zaida thread karte hai lekin aap ko b baaz aa jana chayie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X