Stop loss kun zaroori hay????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kun zaroori hay????????
    Dear fellows and senior members forex main stop loss ka istimail Kun zaroori hay Mary khal main jab ham koi treade lagaty hain oor woo trade loss main chaile jati hay too stop loss say hamain bara loss nai hota oor ham said tradinng kerty hoay achi earning kerty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss kun zaroori hay????????

    Stop loss hamrya account ko safe rakta hya iss liya hum ko iss mya zada say zada mahnat karni chya takya hum ko iss mya zada say zada profit ho sakya or stop loss hmarya account ko wash honya say safe rakta hya iss mya hum ko mahnat karti rahna chya
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss kun zaroori hay????????

      Stop loss ka use humy trade kerty huy loss se mehfooz rakhny k liye zarori hai kiun k ue account ko safe rakhta hai is to is ka use lazmi kiya jay expert traders stop loss use kerny ko boht zarori samjhty jain
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss kun zaroori hay????????

        dear friend forex trading mn mn safe trading k liay stop loss ka use bahot zroori ha keun k stop loss aik aisa tool ha jis ko use kr k ap apnay account ballance ko safe rakh sktay hn keun k agr ap stop loss use naen krtay to apki trade ziada loss mn janay sa apka account bhi wash ho slta ha
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss kun zaroori hay????????

          Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k wo forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main stop ls ko is ly istamal krty hain tky hamry account wash na ho jy
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss kun zaroori hay????????

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
            Dear fellows and senior members forex main stop loss ka istimail Kun zaroori hay Mary khal main jab ham koi treade lagaty hain oor woo trade loss main chaile jati hay too stop loss say hamain bara loss nai hota oor ham said tradinng kerty hoay achi earning kerty hain.
            Stop loss isliye jaruri hai Kyunki stop loss use karne se aapka account Bade losses se safe rahata hai isliye Hamesha try Karni chahie ke trading karte hue stop loss rule use Karen aur apne account ko bhi losses se saaf rakhen
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss kun zaroori hay????????

              Stop loss is a jury hota hai Kyunki aapke account band hone ka bahut jyada risk hota hai isliye account ko safe rakhne ke liye Star Plus ka use Kiya jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss kun zaroori hay????????

                forex main stop loss lgana is lea zrori hota hai ky ap ka account khali na ho jay acount kahli hony say bachny ky lea ham forex main stop loss ka use karty hain stop loss kam loss par apni trade ko close kar daita hai jiss price par ap nay trade lgai hoti hai us price par hit ho jata hai aur ap ko kam loss ho jata hai jitna ap affoard kar sakty hain aur jis price par lagaya gea hota hai,.
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss kun zaroori hay????????

                  Sar stop loss hota hai ki stop loss account ko save rakhti hai aur se bacha Leti Hai Aur Hamen stop loss Jaruri Lagani chahie Garam stop loss or profit lagaenge To Hamen Jarur Achcha profit milega
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss kun zaroori hay????????

                    Bahutn achi bat share ki hai ap ne forex trading main hamein stop loss ko bhi use karna chahiye our forex trading main jab hum stop loss ko use karte hain to forex trading main jab hamari trade loss k taraf jati hai to hamari trade musalsal loss main bhi ja sakti hai our forex trading main jab hum trade main stop loss ko use karte hain to hamari trade ziyada loss se pehle stop ho jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss kun zaroori hay????????

                      Stop loss hame loss hone se bachata hai hamara account safe rehta hai.. Hame stop loss ko Zarur use karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss kun zaroori hay????????

                        assAlam o alikum dear members hum umeed karty hin k ap sb khairiyat sy ho gy.bhai Jan stop loss is liy zaroori hy k koi karobar bhi ho us min har daffa loss nhi hona chahiy.balky us loss ko rookna chahiy.forex furom treading business min bhi ap ko chahiy k samajh dari sy treading krin our acha bonus hasil krin.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss kun zaroori hay????????

                          Dear member stop loss Hamare liye bahut zaruri hai Kyunki Jis Waqt market ki movement bahut Tej Ho Jaati Hai To Hamen market ki movement ki samajh nahin aati jisse Ham Agar Wrong side mein trade Laga Dete Hain To Hamara trade loss mein chalta hai to stop loss Hamare liye ek behtarin told sabit ho sakta hai jisse Ham apne trade ko kam loss Mein close kar sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X