News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain
    Dear friends agar koi news release honay wali ho aur us wakt technically koi strong set up ban bi raha ho to hamain trade open nai karni chaheay q kah news k release hotay hi market sirf fundamental ko follow karay gi aur technical fail ho jaay ga jis say woh set nakam ho sakta hay aur us ko follow karnay walo ko loss ho jaay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

    Hamean maloom ho jay kh ham jis oair par treading laga rhy hain hamean takeen hy kh ham jis trf sa movmnt ko samjh rhy hain ya osey trf he ja rha hy matlb hanrey analysis stong ho rhe hy tbhe bhe ham na lagay ku ka jb bhe new ay ge to hamrey technical trade loss main chali jay ge ham ko nuqsaan ho jay ga es lia news ka wait kar ka gam fiundamntal par he trade ko follow kar ka lagay
    • #3 Collapse

      Re: News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

      News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading news ky waqat tradinng ki tayari kerain lykeen trade open na kerain balky market ky movement ka wait kerain.
      • #4 Collapse

        Re: News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

        g han apne theek kaha hamain news ke time bhot hi ihtiat ki zrorat hoti hai jo hamain trading ke lye bhot zrori hoti hai agar ham is cheez par tawajha nhi dian ge to hamain utna zyada loss ho sakta hai ke hamara account bhi wash ho jai ga.
        • #5 Collapse

          Re: News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

          Gee haan bhai jub forex mein news chal rahi ho tou uss waqt humain trade laganay ka risk lena chahyea kyun kay uss mein humain market ki movement ki direction ka pata chal jata hai aur agar hum uss mein trade open kertay hain tou uss sae humain acha profit ho sakta hai aur humain zayada lambi trade open nahin rakhni chahyea
          • #6 Collapse

            Re: News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

            Time news mein bahut badi movements Hoti Hai news time trading naahi karen to Jyada best hai..
            • #7 Collapse

              Re: News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

              g han kar sakty hain but hamain news ko dekh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum run kar sakty hain aur hamain is forex main planing karein gay tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum real main bi sucss ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

                is forex main hamain achi trade kar k hi hum run kar ksaty hain aur news ko dekh k bi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bachs akty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bachs akty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum achi trade karein gay
                • #9 Collapse

                  Re: News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

                  Dear friend kabhi bhi news k time par trading karna sahi nahi hota as say ap ko bohot loss ho sakta hy agar ap koy bhi strastgy use karen go ap keleye 100 pesent achi ho to bhi ap news par asay use nakren qu k as time main koy bhi strastgy nahi chalty ap ko as say bohot loss ka samna karna par sakta hy as time ko apny zahen main rakhen aur news ka time khatam hony k bad hi trading karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: News k wakt strong set up ban'nay par bi trade open na karain

                    Forex news g humein forex mein aik dum news per action nae lens chaiye humein is k liye chaiye k hum is mein zayda se zayda analysis karein aur us ke bad hi hum is mein trade lena ka action lein aur forex mein humari kamyabi k liye is mein zayda mehnat karni chaiye jo is mein mehnat karta hai woh trading mein zaroor kamyab hojata hai aur trading k liye humare pas experience hona zaroori hai aur news per humein trade nae karni chaiye trade karne k liye humein analysis karna chaiye analysis k bina hum is mein trade nae le sakty na hi is mein kamyab ho sakty hain aur humein is mein mehnat karni chaiye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X