kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?
    dear maira sawal yeh hay k bahut saray traders yeh kehtay hain k main markeet main success hoon,ab maira sawal yeh hay k is markeet main success achi earning k milnay say hay ya achay knowledge k hasool say hay iski wazahat kr dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

    G bro apne bohoot acha sawal kiya ha hamain kamyabi achy knowledge se hasil hoti ha keunky agar hamara knowledge trong hoga to market ko hum samajh saky gain aur jub market ko samajh jayngy to hum achi earning kar saky gain isi liye hamain chahiye hum earning ki bajay sub se pehly apni learning aur knowledge par tawaju dain.
    Jazak ALLAH ツ
    • #3 Collapse

      Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

      ji jab ap ko acho earning ho rhi hoti hai to ap ki woh earning ap ke knowmedge our experience ki wajha se ho rhi hoti hai agar ap kamyab hona chabte hain to ap ko knowledge zyada se zyada hasil kaena ho ga jab ye cheez ap ke pass hogi to ap ki earning bhi zyada hogi.
      • #4 Collapse

        Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

        kamyabi achey earn sa tbhe he milti hy jb hamra pass bhoot he acha sa knowldge hota hy jo bhe ham kaam karty hain agr jmarey pass os kaam ka knowldge ni ho ga to ham kamyab ni hi sakty our ham kaisa bhoot achey rran kar sakty hain knowldge sa he ham hhoot he achey earn karty hain
        • #5 Collapse

          Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

          Acha knowledge ho ga tu hi pakistan Forex trading business men achii earning ay gii achii earning kaliey good trade lagay aor good thread pist karein jab b ap good posting karein gy tu hi ap asaani sy kamyaabi hasil ho sakta hy acha kam hi achyy trader ki aik pehchaan hy good Trader khoob mehnat kar k acha profit lainy ki bharpoor try karta hy iss lye jab achii earning ho gi tu hi acha profit Hasil bo gi
          • #6 Collapse

            Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

            Kamyabi Naam hi acchi learning ka Achcha knowledge hoga to aapko Forex Kamyab Ho Jaenge aap log Agar Forex per Kavya Hona Chahte Hain TO darvaja Khol Nahin Jaaye aur apni learning per focus Karen
            • #7 Collapse

              Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

              Forex men kamyabee ka meyaar earning he hay agar ap ne earn ker lya hay to ap ko kamyaab kaha jae ga agar ap ne earn nae kya to ap ka shumaar nakam logon men ga,han ye bat r hay k knowledge k base per he ap kamyaab ho skate han r earn bhe ker skte han.
              • #8 Collapse

                Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

                Forex main kamyabi hasil karne k liye hamare pas ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaror hai our fore main jab hamare pas acha experience our knowledge hota hai to forex main hum acha work kar sakte hain our achi earning hasil kar sakte hain our achi kamyabi hasil kar sakte hain our forex main beghair experience our knowledge k work karne se hum nakam ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

                  Agar ap kay pas khnowloge acha ho ga too ap ko koshii muskil nai aya gii aur ap earning may bhi acha kar pahay gay ap koo chahiya kay apna khnowloge jinta hay ziydha karhay takay ap koo kabhi kohii masla na aya aur ap is say apnii earning bhi achii kar saktay hay earnings os wakt achii hotii jab ap ka khnowloge acha ho too hamay chahiya kay forex trading par tawjha day and khnowloge may azafa karhay takay hamari earning achii how
                  • #10 Collapse

                    Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

                    welcome to instaforex. je ha bhai jaan kamyabi ke liye sub se pahlay hame learning karne chahiye.aor jub hum ache malomat kar lay.tub hame ache earning bhe ho sakte hay.is liye koshish kare ke ziada time forex ke knowledge karnay me lagay.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

                      Kamyabi sirf or sirf hamare ache knowledge se milti hain hame. Hm jitni mehnat karte hain hame jitna knowledge milta hai itne hi zyada him kamyab hote hain
                      • #12 Collapse

                        Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

                        Asslam o alaikum AP ka ak acha sawal ha forex ma agr AP ka pas knowledge acha ha tu pr ham forex man kamyab hon ga or acha acha profit hasil kran kran ga is Lia forex ma earning bi usi time hoti ha jb AP ka pas knowledge ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                          dear maira sawal yeh hay k bahut saray traders yeh kehtay hain k main markeet main success hoon,ab maira sawal yeh hay k is markeet main success achi earning k milnay say hay ya achay knowledge k hasool say hay iski wazahat kr dain?
                          ji aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai kamyabi acchi earning se nahin but ke learning se Aaegi Agar hamare pass Achcha Nahin Hoga To Ham market Mein acche tarike se kam kar Sakenge isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apni learning pe De aur FIR Hamen acchi aur Nahin bhi Aisi ho jayegi
                          • #14 Collapse

                            Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

                            g nhe bhai jan kamiyabi achi earning sy ni achy knowledge sy q k earning jo hoti hy wo achy knowledge sy he tu hoti hy knowledge phly earning bad main is liye bhai jan ager achi earning or kamiyabi hasil krni hy tu knowledge gain karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia kamyaabi achi earning say hay ya achay knowledge say hay?

                              Sar Agar hamare pass Achcha Hoga To Ham acche nahin kar Sakenge aur Hamen trade Lagane se pahle Jarur market Koi Na Lage karna chahie Agra market Koi Na Lage Karenge To Ham market ki movement ko samajh Jaenge To Ham market Se Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X