ager loss hojaye to himat na harien

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ager loss hojaye to himat na harien
    forex trading jo hy wo profit aur loss ka hisa hota hy so hamein jab profit hojata hy to pher ham is mn khush hoty hn aur jab hamien is mn loss hojata hy to per ham pershan hojaty hn so hamein is mn chaye ky ham mehnat sy kam krein aur pher jab hamein loss hojaye to pher hamein si mn pershan nhe hona chaye jis sy ham is mn kamyabi hasil kar sakty hn aur hamein is mn mazeed mehnat karny chaye aur pher aur ziada kamyabi hasil karny chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ager loss hojaye to himat na harien

    ager loss ho jaye to himat na harien gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko loss bhi hota hay too aap ko mazeed mehnaat kerni chahay taky aap zaroor kamyab hoty hain.
    • #3 Collapse

      Re: ager loss hojaye to himat na harien

      How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho forex business me agr ham ko loss ho Jay to phr paryshn ni hona chiya ham ko tension ni leni chiya kiun k yeh business me loss ho Jana profit ho Janaa hy yeh business ka part hota hy low size rakh kr trading krni chiya trading me sabr bhi krna chiya
      • #4 Collapse

        Re: ager loss hojaye to himat na harien

        agar loss ho jaye to himat nahi harni chaye aur trading be stop nahi karni chaye agar koch time key ley app trading stop kar sakty hey to achi bat hay app ko market ko samjny key ley zaror koch time lena chaye magar himat har kar app ko shamesha key ley kabi be tading stop nahi karni chaye es cheez ka bhaot nuksan hay.
        • #5 Collapse

          Re: ager loss hojaye to himat na harien

          Agr hamaya loss ho jata hy t9 hamaya kbhi bhi hemata naia harni chiya hamayachiya k ham mhnata kry kur ham hhot zeada hemata k satah ham kam ki kry agr hamari henata hogi ham shai mhanta mrygy to ham bhot zeada hama kmayab ho jaye gy
          • #6 Collapse

            Re: ager loss hojaye to himat na harien

            forex business main profit or loss dono hi lazim hain ,loss ko bilkul khatam nahi kia jaskta but hama los ko kam zroor kr skty hain ,apni mehnat apni knowledge or experience se ,ham jb ko business start krty hain to loss profit dono ko accept krty hain , phir hamain kisi jagah pe bhi forex main loss hota ha to hamain himat nahi harni chaye ye dekhna chaye k is ki kia wajha ha jo loss huwa ,
            • #7 Collapse

              Re: ager loss hojaye to himat na harien

              Asalamu Alaikum.
              Jee bilkul sahi kaha hain ap nay starting mai loss hamri learning ka sabab banti hain. Humaye apny loss say ghabrana nahi chaia sehkna chaia samhjna chaia starting mai learning stage par hoty hain profit k nahi.
              • #8 Collapse

                Re: ager loss hojaye to himat na harien

                dear apke bat belkul thk hy forex busnes ho ya koy or busnes ho ,busnes koy bhe ho bhe ho loss hota hy es ley humen chaia keh hum forex men apny hony waly loss sy kabhe bhe pareshan nai hn jab hum forex men achi kamyabi hasil karna chayen gy to kabhe bhe apny loss sy oareshn nai hn gy es ley humen chaia keh hum forex men sabr sy kam karen lalach belkukl bhbe nai karen tab he hum achi kamyabi hasil kar sakne gy
                • #9 Collapse

                  Re: ager loss hojaye to himat na harien

                  Today Aisi Baat Hai To Jab Ham Hain Yahan Par bahut ho jata hai To Hamen koi bhi chij nahin Dikhta ki Ham Forex Ko Chhod Den lekin Hamen Forex ko chodna Nahin chahie balki ismein lagakar kam karna chahie tab jakar Hamen abhi bhi Hasil ho sakti hai aur ham Machhi Adnan bhi kar sakte hain lekin lekin Ham isko time nahin dete Yahi chij hoti hai ki Forex Ke Log Yahan per kam karne se pahle hi kamyabi Hasil karne se pahle isko Chhod Dete Hain Kyunki bahut galat baat hoti hai
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: ager loss hojaye to himat na harien

                    Dear friend forex trading main hamen chahye k hum as mainloss ko bhi bardasht karen qu k forex main hamen bohot loss ka samna bhi karna parta hy aur hamen as loss say forex ko chorna nahi chahye bal k as main ziafa mahnat say hamen aur ziada bones hasel karna chahye aur as say aur ziada profet hasel karna chahaye ta k hum as main kameyab ho gain
                    • #11 Collapse

                      Re: ager loss hojaye to himat na harien

                      dear loss ho jaye to apne apko control kare zaida emotion mein na aaye jis se apko zaida nuqsan ho emotion se bethtar ha ap trading mein zaida mehnat kare experience hasil kare demo account ko use kare uske opr practice kare takay apko knowledge create ho or ap loss ki bajay achi trading karke apna profit safe karne mein kamyab ho jaye.
                      Mehnat Me Azmat hai
                      • #12 Collapse

                        Re: ager loss hojaye to himat na harien

                        ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen chahie ki Ham Himmat kabhi bhi Naha rahe hain Hamen Himmat se kaam Lena chahie Hamen yahi sochana hai ki Hamen profit Hoga Agar Ham Zyada loss Kadar Karenge To Ham bahut zyada ghabra jaenge
                        • #13 Collapse

                          Re: ager loss hojaye to himat na harien

                          Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k wo forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main agr on ko los hota hy to os sy bhtr treqy sy kam krnin ki koshesh krain to bhtr ho ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: ager loss hojaye to himat na harien

                            Forex ke upar loss ka ho jana Koi bahut jyada Badi Baat Nahin Hoti Kyunki Jahan per profit hota hai vahan per loss Jarur Ho jata hai isliye koshish Kare Jab aapko loss ho to ab Jyada tension Na Le Himmat na Hare bolke struggle Karen Kyunki bahut jyada struggle karne se hi aap usko Dobara se recover kar Sakenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X