"if i lose shall i have to stop trading"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Daikhain is main agar hum ko loss ho raha hai tu hamain chhiay is main sekhain aur wo waja is waja say loss ho raha hai us par qabo pain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      my dear forex mein loss just ap ki mistakes ki waja se hota hai forex mein naffa or nuqsan ap ki trading skills or forex knowledge pe depend krta hai is liye agar ap ko loss ho to ap mayoos hone ki bajaye forex learn kro
      • #18 Collapse

        Jab aap ko aik had sey ziada loss ho raha ho to trading ko stop kr dena hi behtar hy, warna aap ko aur loss hota jaye ga. Yeh aik aisa business hy keh jab aap ko loss ho raha ho to phir hota hi jata hy. Hamain loss sey bachna hy aur jab aik target sey ziada loss ho jaye to trading ko stop kr dain, takeh mazeed loss na ho jaye, warna bad main sirf afsos hi krna parta hy.
        • #19 Collapse

          gee bhai aise bat nhe he keh agr hmein trading mein loss a aje to ham apne trading ko stop kr dein blkeh hmein es bat ka khyal krna he keh loss kion a rha he aur us waja ko dor krein phr harme trading mein profit ho ga aur ham ache trading kr ke success haisl krien ge
          • #20 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha hmen is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k loss is business ka sb se main hisa ha hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam le kar hi is business me trading krni chahe
            • #21 Collapse

              jab forex ap ko loss karyen tu apko chiye k ap forex may involvement ko band kar dayen is l ye ak alag say koi set up join karyen ya stratigy baney ju ap ko is k bary may batye k ye kesy work karti ha or enjoy karyen
              • #22 Collapse

                nahin janab main apko yeh mashwara nahin dunga k agar apko loss hojaye tou ap Forex trading chorhdo. main yeh smjhta hoon k agar hamen loss hojaye tou hamen zada se zada mehnat karni chahyie takay hum easily uss loss ko overcome kar saken..
                • #23 Collapse

                  Dear loss tu har kisi ko hota hy asal success ye hy k ap loss k bad os ko seekh aur smjh k kam karain chor dena kisi cehez ko hal nhn hy aur na he ap es mai ap ko faida ho skta hy soo ap mehnat karo aur acha earn karo ta k ap ko faida hasil ho jaye...
                  • #24 Collapse

                    neh bhai jaan humay forex trading mai kabi b trading ko nhe chorna chaiye kiu k trading k through he hum ache earning kar sakte hai forex trading mai wo loag ye kaam ko chor dete hai jinhe is kaam k bare mai proper experience and knowledge neh hoti hai issi waja say humay loss hone per isay chorna nhe chaiye balke isay pura ache say learn karna chaiye
                    • #25 Collapse

                      is main trade karty hain to is main start main kam karny main kafi risk hota hay is mani learning kar kya achy say kam karna ho ga humain loss b ho sakta hay or humain dmeo ki help say ana ho ga jis say market main kafi achi earning haisl ho sakti hay magr jab humain bar bar trade karny main loss ho to trade ko stop kar kay learning karna ho gi
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        jee bhai jan agar ek banda trading mn musalsal loose kar rha hay to usy trading stop kar deni chahye. trading ko stop kar dena is baat sy to behtar hay kay aap ka pura account he wash ho jay. kuch log ziada earning ke khahish mn apna permanent nuqsan kar lety hn

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X