jo mehnat nahi kertay wo kabhi kamyab nahi hotay hein .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jo mehnat nahi kertay wo kabhi kamyab nahi hotay hein .

    Han g ap na bilkul sae kaha pakistan forex main kamyabi ka wahid hal mahnat h agr him mahnat karin gay posting karin gay aur achi quality ki post karin gay jis main knowldge bhi ho aur sath sath trading karty waqt achy mind aur experince ka sath karni chihye hum jitni achi trade karin gay ham kamyab houn gay agr mahnat ni karin gay tw kabhi bhi kamyab ni sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jo mehnat nahi kertay wo kabhi kamyab nahi hotay hein .

      g han bilkul bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy jo member forex main mehnat ni karty dill sy kam ni karty acha kam ni karty wo forex forum main kabhe bhe achi kamiyabi hasil ni kar sakty kamiyab sirf wo he member hoty han jo mehnat karty han datt kar kam karty han
      • #18 Collapse

        Re: jo mehnat nahi kertay wo kabhi kamyab nahi hotay hein .

        forex humain pori azzadi deta hai kaam karny ki hum kabhi bhi kasi time kahen bhi kaam kar sakty hain our agir hum koie kaam karty hain tu pori emandari ke sath woh kaam karna chahye our jis kaam main hum mehant karty hain us main zaror kamyaab hoty hain our kaam karty waqt hum ko apna time table set karna chahye take ap praper us kaam main time de saky
        • #19 Collapse

          Re: jo mehnat nahi kertay wo kabhi kamyab nahi hotay hein .

          Forex ka kam ap se pahle din se mehnat magta hay r ye aik musalsal process hay daily k trading se ap ne learning krne ha,forex men ap ko mehnat bhut krne parteh hay ap forex k kam ko serious len ye ap ko itne achee return de ga ap k life set ho jae ge,so keep learning and trading.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: jo mehnat nahi kertay wo kabhi kamyab nahi hotay hein .

            yes jo mehnat nhi karte hain wo is main kamyab bhi nhi sakte hain is main apne mehnat ko continue rakhen is k liay mehnat karni parti hay aur apni skills ko improve karny ke zrurat hoti hay is k ilawa shok say aur dil lga kar kaam karna parta hay trade may expert hony k liay time lgana parta hay yeh koi game nahe hay k is ke foran smgh aa jaiy ge balkah is k liay time period chaiya hay
            Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
            :1f4af:

            اب آن لائن

            Working...
            X