Causes of loss...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Causes of loss...
    Mohtaram dosto. Ham forex se bahtareen earning karna chahtay hain aur loss se bachna chahtay hain. Loss se us waqt tak bachna mushkil ha jab tak hamain loss ki wajoohat ka pata na chal jai. Loss ki basic wajoohaat hain kam knowledge, jald bazi aur lalach. Loss ki jo aham waja ha wo ha analysis na kar k trading karna. Agar ham en wajoohaat per tawajo dain aur en se jaan churrain, to ham bahtareen earning kar saktay hain aur wo bhi baghair loss k.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Causes of loss...

    G bahi bilkul hum tb tk forex forum pa successful ni ho skta jb tk humain market ka knowledge or experience na ho jay.Is experience or knowledge ka lea humain demo account pa time spend krna ho ga apna seniors ki help chahea ho ge.Jb humain market ki ups and downs ka bary ma pta chal jay ga tu hum apni trading ko profitabel bana sakta han.
    • #3 Collapse

      Re: Causes of loss...

      Jo log forex main baghair knowledge, experience or baghair market analysis k trading karte hain or jaldbazi karte hain unhe loss hi hota hai isliye hame soch samajh kar kam karna chahiye or sabar se kam Lena chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Causes of loss...

        Dear forex mein loss kay different causes hotay hain jaisay kay forex mein hum beghair knowledge hasil kye kaam kerna shru ker detay hain apnay emotions per control nahin hota aur ghaltian kertay hain beghair analysis kay trading kernay sae bhi humain loss hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Causes of loss...

          Dear brother wesay tu forex trading men loss ki bahut c wajoohat hen jin men acha knowledge aur experience hasil nah karna aur jald bazi se kam lena aur ziyada profit ka lalach karna iss k ilawa market ka anaylsis kiay bagher trend k opposite trade laga dena yeh sub loss ki wajoohat hen
          • #6 Collapse

            Re: Causes of loss...

            Dear baat ya hay k instaforex trading aam bussniss sa bhot he different hay iss main lose hona k bhot sa cause hain jin main sa knowledge ki kami exprence ka na hona markit ka analysis karna na aana jaldbazi main trade lagana aasa bhot si wajohat hain jin ki waja sa hum ko zayada lose hota hay
            • #7 Collapse

              Re: Causes of loss...

              hamy loss ko katem karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gaar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam karry gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Causes of loss...

                Forex k kam men losses ka bhut saree wajoohaat han,agar ap pora skilled nae han r forex k kam men hath dalte han to ap ko loss ho jata hay,market analysis week hay ap ka to ap loss ker jate han,ap kese esee sector men ja ker trading krte han to jis ko ap idea nae hota ap loss ker bethte han.
                • #9 Collapse

                  Re: Causes of loss...

                  forex k againsts kam karny say loss ho sakta hai so hamain is k bary main learning kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main bi greed ko avoid karna ho ga tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi knowldge acha ho ga ab hi hum run karien gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Causes of loss...

                    hamy loss ko katem karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasia kaama saky gy forex aik legal business hain hum is part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be ikam kar sakty hain hum is mai bager balnace ky account be bana sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X