Over trading aur eska nuqsan...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading aur eska nuqsan...
    Over trading ka matlab ha k baghair sochay samjhay aur apne balance ko dekhay baghair ziada trade lagana. Jab koi over trading karta ha to uskay zahen me hota ha k market mere haq me jaigi. Lekin aksar auqat uska andaza ghalat nikalta ha aur wo burri tarah loss karta ha. Forex trading me kamyab wo log hain jo analysis kar k 1 ya ziada se ziada 2 trades lagatay hain aur unsay profit lekar nikal jatay hain. Wo kabhi bhi over trading nahi kartay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading aur eska nuqsan...

    g bilkul gan ko bhr over treading na karay ku ka es sa bhoot zeada nuqsaan hita hy es sa hamra account wash ho jata hy es sa tibbhoot he acha hy kh ham jo bhe treade karain souch samjh kar koi bhe zeada lalach karany ke xaroet ni hy to ham ko bs learning karain oir bhoot achey trade karain bhoot jald kamyab ho jay ga
    • #3 Collapse

      Re: Over trading aur eska nuqsan...

      dear friend forex trading mn apko chayay k over trading kbi bhi na kren meray khial mn kuch traders ko jb loss hota ha to woh over trading krna shro kr detay hn aur aik sa ziada trades lga detay hn aur jb sub trades loss mn jati hn to jald he account wash bhi ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: Over trading aur eska nuqsan...

        dear g han agar ham kabhi overconfidence ho ker k kam kertay hein k tradeing main sirf ham he expert hein to ham kabhi bhi forex main kamyab nahi ho saktay hein ham ko chye k ham khud ko forex main ilm ko hasil karnay walay k tor per kam ko start kartay rahein agar ham aisa kertay rahein gay to ham ko achi earning hasil ho g forex m .
        • #5 Collapse

          Re: Over trading aur eska nuqsan...

          G haan dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa agree karta hoon k instaforex trading main wo log kabi ksmyab nahi ho saktay hain jo over trading kartay hain over trading main trader apna capital ko dakha bagher aam sa zayada trade open kar latay hain jin main lose ki waja sa trader apna account wash karwa bathtay hain
          • #6 Collapse

            Re: Over trading aur eska nuqsan...

            G han dear me apki bat sy agree karta hon asal me over trading wo log karty han jo jo lalachi hoty han wo over trading karty han or wo log apny lalach ki waja sy apna account bhi wash kar jaty han is sy bahter hai ahtiyat sy trading ki jay or lalach sy door rha jay
            • #7 Collapse

              Re: Over trading aur eska nuqsan...

              Forex mein over trading kabhi bhi na kerain kyun kay forex mein nuqsaan ki doosri bari wajah over trading hai jis sae bahut zayada members ko loss hota hai aur aik martaba aap nay over trading ki tou aap ka account wash ho jata hai kyun kay phir unn trades ko control kerna mushkil hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Over trading aur eska nuqsan...

                Forex main over trading kray gay tu aap ko zayida noksaan ho sakta hai agar aap ka account bonas Kam hai tu aap zayida trade open kray gay tu aap ko noksaan ho sakta hai iss Lia aap ko apna account bonas ka matabik trada karna chaiy taka aap ko acha profit ho
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading aur eska nuqsan...

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                  Over trading ka matlab ha k baghair sochay samjhay aur apne balance ko dekhay baghair ziada trade lagana. Jab koi over trading karta ha to uskay zahen me hota ha k market mere haq me jaigi. Lekin aksar auqat uska andaza ghalat nikalta ha aur wo burri tarah loss karta ha. Forex trading me kamyab wo log hain jo analysis kar k 1 ya ziada se ziada 2 trades lagatay hain aur unsay profit lekar nikal jatay hain. Wo kabhi bhi over trading nahi kartay.
                  dear friends over trading ka matlab hai kya soche samjhe aur apne balance Ko Dekhe Jyada trailer gana Jab Koi overtrading Karta Hai To Uske Shahar Mein Hota Hai Ki market Mein Rah Jayegi lekin Aksar vo Karte uska andaja Kala nikalta hai aur vah Buri Tarah Se loss Ka Shikar Ho Jaate Hain Forex trading Mein Kamyab vah log Hain Jo analyse Karke kya Jyada Se Jyada Daud Lagate Hain aur Unse profit Lekar nikal Jaate Hain vah Kabhi Bhi overtrading Nahin karte
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading aur eska nuqsan...

                    Over trading se hamein bohat zeada nuqsan ho sakta hey. Aksar new traders over trading krrne ki koshesh kerte hein. Un ka account chota hota hey, balance un ke pas bohat kum hota hey lakin wo is ke bawjod over trading kerne ki koshesh kerte hein aur zeada profit key chaker mein loss ker bithte hein. Aksar logon ka accout sirf is lie wash hojata hey keh un ke pas balance kum tha aur unhon ne lot size bada laga lia. Trading mein money management bohat zarori hey. Apne account ke hisab se trades lagani chahye.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading aur eska nuqsan...

                      welcome to instaforex. jee ha bhai jaan hame kabhe bhe over treding kabhe bhe na kare. jub aap ke tred profit me chale jaay to aap ko chahiye ke dosre tred faore na lagay. zarore nahe aap ki dosre tred bhe profit ma jaay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X