apne himmat ko marne na doo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apne himmat ko marne na doo
    apko himmat krana hoge apne leya apne family keliye apne khud be stand hona hai aur apne family ko be stand karna hoga apne kam ke kamyabi sy kam keliye apko himmat paida karna hoge apne unde himmat ko marne na doo himmat kabe kam zeyada hote rahte hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apne himmat ko marne na doo

    Aapko Hamesha confidence ke sath kam karna chahie aur apne andar confidence Paida Karte Rahana chahie saaf hai aap acchi Tarah se kam kar Sakun aur long term trading kar Sako
    • #3 Collapse

      Re: apne himmat ko marne na doo

      G han forex trading tu hey hi mehnati logon ka business iss men mehnat karnay walay kabi nakam nhi hotay aur jo log loss men bhi himat nhi haartay aur mehnat ko jari rakhtay hen wohi kamyab traders bantay hen iss liay musalsa loss men bhi himat nah choren tu loss ko profit men badal saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: apne himmat ko marne na doo

        Asslam o Alaikum g han janab ya thk kha forex pay humsha himt or hosly k sth kam krna chye kbii loss any pay himt na hary ya forex ko loss any ki wja say na chry ku k loss profit tu har business ka hisa hota hy as lay humy loss any ki surat main gabrna nii chye bilky himt or hosly k mazeed apni mahant k sth straggle ko continue rkna chye...
        • #5 Collapse

          Re: apne himmat ko marne na doo

          apne himaat nhi ko marne na doo gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay oor aap achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap ko achi earning bhi hoti hay oor ager aap achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay.
          • #6 Collapse

            Re: apne himmat ko marne na doo

            G han bilkul sahee kaha ap ny kh kbhi bhi apni himat na haro na hi apni himat ko kbhi harny do hmin himat nhi harni chahiy jitna ho sky hmin mihnat krni chahiy jitne hm mihnat py kabo rkhin gy otni hi kamyabi hasil kr skin gy dosto chahy hmin jitna bhi loss ho jay hmin kbhi bhi himat nhi harni chahiy blkh husla or sabr sy kam lina chahiy
            • #7 Collapse

              Re: apne himmat ko marne na doo

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
              apko himmat krana hoge apne leya apne family keliye apne khud be stand hona hai aur apne family ko be stand karna hoga apne kam ke kamyabi sy kam keliye apko himmat paida karna hoge apne unde himmat ko marne na doo himmat kabe kam zeyada hote rahte hai
              Credr Jab Najar Banta Hai Jab vah Himmat Har jata hai agar aap bhi trading karte hain lekin aap bolo sota aur aap Himmat Har Jaate Hain To aap kabhi bhi acche trader Nahin Ban Sakte apni mistakes aur mausi se learn Karen
              • #8 Collapse

                Re: apne himmat ko marne na doo

                Ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar hamen Forex Mein kamyab hona hai aur accha profit Hasil karna hai to hamen apni himmat ko marne nahin Dena chahie aur hamesha himmat se kaam Lena chahie Taki Ham acchi tarah Se kamyab Ho jaen
                • #9 Collapse

                  Re: apne himmat ko marne na doo

                  G Han himmat mat harain aur hosle see kaam karte rahen aur mehnat karain agar AP loss se ghabra jayen ge to phir AP ko loss ho ga
                  Kyon ke loss to is ka hissa hai magar AP ko risk to reward ratio rakh ke kaam karna ho ga jab Tak AP aesa nahi karain ge to AP ko loss ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: apne himmat ko marne na doo

                    Hamaya kbhi hui hemat naia torni chiya hamaya chiya k ham shai trha sy ham mhnata k sath staha ham kam kry agr hamby mhnata na ki to ham shai kam nai kr agy gy mhanta hhot zeada zaroei hy our sahi kam krna bhi
                    • #11 Collapse

                      Re: apne himmat ko marne na doo

                      Forex mein aap sub ko himat sae kaam kerna chahyea aur kabhi bhi mayous na hoon aur soch samajh ker trading kertay jayain agar aap forex mein mehnat sae kaam kertay rahain gay tou aap ko shru mein choti kamyabian milain gi aur baad mein bari kamyabian milain gi
                      • #12 Collapse

                        Re: apne himmat ko marne na doo

                        Ji apni himmat ko apni Zindagi ki tarah jinda rakho Taki aap ki himmat ke samne tufan bhi jawab de jaen paharon ki bulandi bhi maat na kr saky himmat hi insan ka asal Sarmaya hota hai to isko cancer ki bimari lagne se bachane ki har mumkin koshish karni
                        • #13 Collapse

                          Re: apne himmat ko marne na doo

                          best motivation hay yeah k apni himmat ko marnay nai denna chaye humen life me bht say failure face kernay pert hn un failures ko lay k humen apni himmat nai haarni chaye humen aur zeada hard work kerna chaye taa k hum sucess hasil ker saken
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: apne himmat ko marne na doo

                            G han friends forex trade aik mehnat aur sekhne ka aur apni life ko sucess bnany ka aik acha idara hy js mai ap apni lgan mehant aur koshish se apne apko kamiab aur manwa skty hy bs hmy mehant aur lagan se kaam krna hoga tbi ham kamiab ho sakty hy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X