kia real trading demo trading sa muskil ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2761 Collapse

    jnab hum jab trading karty hain to humain real account main trading karny main loss b ho sakata hay magr humain live account ki bjye humain is main demo main trading karny main practice hasil ho sakti hay or humain is main loss nai hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2762 Collapse

      g han forex trading mein real trading kaafi mushkil hoti hai kiunke us mein apke emotions attached hote hian apko chahiye ke ap is mien apne emotions ko control karen.
      • #2763 Collapse

        Dear demo practice k liye hota hai aur us main b wesi e trading hoti hai jis taran ham real main karty hain koi farq nai hota hai ham demo par seekty hain aur real main ham apny experience aur skills ko aplly kar k profit lety hain.
        • #2764 Collapse

          No dear trading bhale ap demo ki karo ya phir real me, trading same hoti he, just itna different hota he ke demo account per trader tension free hota he aur live account per emotion control men nahi hota he jis wajah se demo per trade profit me zeyda hoti he aur live account per trade zeyda loss men hoti he, so brother demo account men jab trader tension free ho kar kam karta he wese he agar live acount per bhi tension free ho kar kam kare to woh acha profit earn kar sakhta he, do hard work more and more for getting success in fx...
          • #2765 Collapse

            Ni bhai yah dono ek jaisy he trading hoti ha in ma koi difference ni ha jis tara ap demo account par practise krty hain wasy he real account par kam krty hain is liy bs demo account fake hota ha us par hum practise krty hain r real par phr trade kr ky paisy hasil krty hain
             
            • #2766 Collapse

              Demo aur real account main trading same hoti hy. Different yeh hy keh demo account main hamain forex ki janib sey amount di jati hy keh hum is sey practice kr key trading ko seekhain, jabkeh real account main hamari asal amount involve hoti hy aur is main profit aur loss bhi real hota hy. Yeh buhat risky hoti hy.
              • #2767 Collapse

                demo trading bht best ha new logo ky lea jin ho ny forex join kea ha or jb ap ko acha experience ho jy or amed ho ky ma real busniess kr skta ho to well ap karien.
                • #2768 Collapse

                  Demo trading asan is liye hai ke us mai ap ka paisa nahi laga hua ap bilkul relax ho kar karte hai aur profit bhi hota hia laikin jub ap real account par trading karte hai to ap bohat hi soch samaj kar karte hai aur demo account mai ap $5000 se account open karte hai aur real account mai jub ap trading karte ha to $100 ya $200 se karte hai to yeh bhi aik reason hai.
                  • #2769 Collapse

                    demo to just learning ke lye hota hai tension is lye us me nahi hoti hai ap ko kiun ke ap ki apni money invest nhi hoti us me lekin agar sahi se learning karen or dekhen to real or demo me koi farq nahi hota market dono me he live chalti hai ap ko dono ko aik jesa samjhna chahiye tab he forex seekh sako ge ap .
                    • #2770 Collapse

                      Dear real or demo dono hi same same ha frk srf itna ha k demo me hmen nah hi loss hota ha or nah hi hmen profit hota ha jb k real account me hmen loss or profit dono hi hota ha baqi sb khuch same same hi hota ha isi liye in dono me koi frk nahi ha itnaa trades same same move krti ha
                      • #2771 Collapse

                        dear real or demo trading same hi hoti hay. but farq atna hota hay demo main aap kuch invest nhi kertay aor real main aap investment ka bagar trade nhi ker sgtay. is lye demo trade easy hoti hay real trade say :)
                        • #2772 Collapse

                          Bhai mry demo account is liy bnaya jata ha ky hum wahan par practise kr ky bad ma real account par kam kr sakty hain is liy demo account dono ek he tarha deal hoty hain in ma koi difference ni ha
                           
                          • #2773 Collapse

                            Ni 2 trding ak jasi ga koi bi moshkil ni ha ya moshkil tab hoti ha jab hamy kud pa belev ni hota k ham trding auchi kr skhty ha hamy dar hota ha k ham trdind sa khai loss ni kr la jab ham kud sa dar ko khatm kr la ga hamysha k liya tu hamy loss ni ho ga jab hamy kud pa belev ho ga k ham auchi tara sa tring kr skhty ha tab bi ni ho ga
                            • #2774 Collapse

                              jnab hum jab trading karty hain to humain is main real trading main kam karny main kafi mushkil hoti hay kun kay humain is main kam karny say huamin trading main loss b ho sakta hay or humain is main practice kar kay kam karna sai rahta hay demo main loss nai hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2775 Collapse

                                jnab hum jab demo main kam kartyy hain to humain is main practice kar kay kam karna ho ga humain demo main leanring hasil ho sakti hay agr humain demo main practice ho gi t real account main loss km ho sakta hay success hasil ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X