kia real trading demo trading sa muskil ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Brother, Demo aur Real account main same hi Type ki working hoti hai, Farq sirf itna hota hai ke jub hum demo per Trading kar rahe hote hian to us waqt hamain loss ki tension ki fikar nai hoti aur hum Freee mind ke sath work karte hain jub ke Hum Real Account per Dar kar working karte hain aur Lalach se kaam lete hain tabhi hamain loss hota hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes, but if you work regular in demo account then you can learn many things that can help you to work on real account and then it will be looks easy.
      • #48 Collapse

        gee haan keh sakte hain kyun k demo pe aap easy ho ke kaam karte ho aur demo pe aap ko ghaltion ki nishandahi hoti hai jab k real pe aap ko ahtiat karni hoti hai k ghalti na ho kyun ke ghalti hone se nuqsan ka andesha hota hai. is lye hum keh sakte hain k real account demo account se mushkil hai.
        • #49 Collapse

          Demo account or real account main koi farq nai hy.Real account main trading humy isliay mushkil lagti hy qk is main hamary real money involve hoti hy or is k loss ho jany ka dar hota hy warna real account main bi usi tarah hi trading hoti hy jis tarah hum demo account main karty hy.Real account main trading karty waqt low profit target rakhna chayay taakay humari money loss bi na ho.
          • #50 Collapse

            bhai mere hisab se demo account se real trading waqai mushkil hoti hai uski kch wajuhat ye hain ki ap demo account me koi real investment nahin karte is liye agar usme apko loss bhi hojae to bhi apko fark nai parta jb ki real trading me ap ko is se bht fark parta hai or uper se market ka koi ek definite trend nahin hota online real market men kch bhi ho sakta hai....
             
            • #51 Collapse

              meray dosto asi koi bat nahi hy dono ayk hi tarha kam karti hyn.magar demo main ap ko loss nahi huta ur real acount main jab ap kam karty hyn tu loss hu jata hy ur money 0 hu jata hy.ap dono par trade ayk tarha hi kar sakty hu.
              • #52 Collapse

                yeah sach hai kay live market main kaam karna demo say kafi change hota hai. asal main masla yeah hai kay live market main app ko apni investment say purchase karna hota hai aur jab kay demo account main to app kay pass koi limit hi nahi hoti aur na hi wo trade real trade main count ho rahi hoti hai. ais leye demo main to banda bay dharak kaam kar raha hota hai aur jab kay live main aik zero bhi add ho jaye ghalti say to sari zindagi banda loss main guzar deta hai
                 
                • #53 Collapse

                  my dear demo account ki trading real trading sa bht different hai.demo ma to ap ko virtuall money invest krni hoti hai or jitni chahin invest kr sakty hain is ma loss ka koi dar nai hota jab k real account ma asa nai hota us ma ap ki real money invest hoti hai so us ko kafi soch samj k invest krna parta hai.q k is ma loss k chances bht ziada hoty hain.
                   
                  *** ThUnDer ***
                  • #54 Collapse

                    warna real account main bi usi tarah hi trading hoti hy jis tarah hum demo account main karty hy.Real account main trading karty waqt low profit target rakhna chayay taakay humari money loss bi na ho. laken real acount men se ap ko apny pocet ko invest karny party he.................
                     
                    • #55 Collapse

                      my brother agar apka demo account mai practice achi hai or apka experience acha hai tau apke liye real account face krna koi bari bat nahi hai phir mere bhai
                      • #56 Collapse

                        Demo and real trading ki market same aik jaisi hoti hai.Kuch trader yeh souchty hain k demo trading asan hai or live trading mushkil hai.Yeh bat theek hai k jab trader demo account se direct live account pay ata hai tu woh es ko mushkil feel karta hai.Lekin yeh bat galat hai k demo se faida hota hai or live pay trader ko faida nahi hota.Jab trader live account pay ata hai us ko kuch time ki zarorat hoti hai jab us ka fear dour ho jata hai tu woh apni skills jo demo pay use karta hai woh he skills and experience jab woh live account pay achi tarha use karna seekh jata hai tu woh kamyab ho jata hai.
                        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                        • #57 Collapse

                          g han real tradding demo tradig sa muskil ha lakin itnai ziada bi mukil ni ha ka ap isme kam kar hi na sko ye to apka apna opar hi depend karta ha kas apka pas kitna experiance aora akitna kowldge ha orex k bara apka pas jitna knownldge ho ga ap ko itni hi asani ho ge
                          • #58 Collapse

                            mere khayal mai agar humay forex mai acha experience hai to hum ko real account mai koi masla nahi hoga lekin agar hamara itna experience nahi hai to hum real account mai kafi masla hota hai or hum is se kafi loss karte hain.
                            • #59 Collapse

                              ji ager aaap ko achi trha demo account pe kam krna aa gea aur aap well learning ke sath well experince ke sath good working ker rhe han ot aap real account pe bi easily trading ker ke earning earn ker skate han
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Dear mn iss baary mn just itna hae kehna chaoon ga kye demo account ager real smjh kye practice. Kro gy to real mn koi problem nhi ho gi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X