trading main loss hona aik aam baat hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading main loss hona aik aam baat hay

    Jee han forex trading main sb ko loss ho jata bai is main koo shak nai seniors aur expert traders ko bhi loss ho jata hai loss se ghabrana nai chahye kamyaab log isi wjah se hoty hain kiu k woh loss se ghabraty nai aur loss se seekh kr trading krty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading main loss hona aik aam baat hay

      g han bilkul bhai jan ap ki bat bilkul thek hy forex trading main loss ak aam bat hy loss is main hota rehta hy is main preshan na howa karen sirf ye he business ni hy jitny bhe business han un main koi bhe asa business ni hy jiss main loss na hota ho is liye humen forex main loss ko forex ka hissa samjhna chye
      • #18 Collapse

        Re: trading main loss hona aik aam baat hay

        ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai trading mela Sona Ek Aam baat hai ya Har Kisi Ko hota hai jo acchi trading karta hai usko ismein kabhi bhi loss Nahin Hota To Hamen chahie ki Hamen dost se bachne ke liye ek plan Banakar use planning per Amar Karke is per trading karna chahie
        • #19 Collapse

          Re: trading main loss hona aik aam baat hay

          Assalam o alaikum dear members...
          Han g ap teak keh rhy hein Forex ma trading krny ma kbi kabaar loss ho b jata h lakin hmein kabraana ni ciye bulky hmein r zayda mehnat krni chaeye ta k hmein Kisi qism Ka loss na ho r hum bht Sara profit kama sqein.
          • #20 Collapse

            Re: trading main loss hona aik aam baat hay

            Bilkul sahi kaha hai trading Ek Aam baat hai agar mein loss Hoti Hai To Hamen Apne log to recover karna chahie Agar Ham Apne dost ko recover Karenge Karenge aur kahan hai
            • #21 Collapse

              Re: trading main loss hona aik aam baat hay

              ji han friends aapane Sahi kaha hai Forex trading Ek business hai aur Business mein Aksar loss hota rehta hy . Kuch member loss hony pe mayoos hojaty hn hameen mayoos nahebhona chahiy. Balky ap ny skills ko istamal karty howy apna loss recover krna chaiy.mn kehna ye chahta ho k hamen apna experi
              • #22 Collapse

                Re: trading main loss hona aik aam baat hay

                Lost her business Ka hissa Hota Hai ISI Tarah Forex trading mein bhi Hamen loss ho sakta hai lekin loss hone ke bad Hamen Kapda Nahin chahie balki Hamen aur working Karke Achcha profit Hasil karne ki koshish Karni chahie aur apne dost ko recover karne ki koshish Karni chahie
                • #23 Collapse

                  Re: trading main loss hona aik aam baat hay

                  bhai apki baat bilkul teek hay forex trading aik international business hay aor business ma profit aor loss huna aik aam si baat hay is liye humay koshish tu yehi kerni chayi kay apna experience level is hadd tak improve ker lain kay humay loss na hu sakay laiken ager loss hu bhi jaye tu iska ye hergiz matlab nhi hay kay hum dilbardashta hu jayn aor forex trading ko chornay ki batain shoro ker dain.
                  • #24 Collapse

                    Re: trading main loss hona aik aam baat hay

                    G Han dear trading ho ya koi b business ho us main loss r profit donon us ka hissa hoty Hain AP kp chahy k mehnat lagan su kam Karen r apni learning ko improve krain take AP ek accha trade kr k ek accha ptofit Hasil KR sakain.
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #25 Collapse

                      Re: trading main loss hona aik aam baat hay

                      Bahut achi bat share ki hai ap ne forex aik risky busness hai jis main profit k sath hamein loss bhi hota hai to is liye forex main hamein pareshaan nahi hona chahiye balke himmat our lagan k sath forex main work karna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain our acha profit bhi hasl kar sakte hain our forex trading main loss ko recover bhi kiya ja sakta hai
                      • #26 Collapse

                        Re: trading main loss hona aik aam baat hay

                        Trading main loss aam bat tu he hi lakin es main 90% log loss pe jate he es ki waja ka abi tak pata nhi chala
                        • #27 Collapse

                          Re: trading main loss hona aik aam baat hay

                          G hanap sahi kh rahy hai trading man loss ho na aam baat hai trading man loss to ho ta rahta hai forex trading ka hisah hai loss kbi profit ho ta hai to ap ko loss bhi ho ga trading man loss kbi kbi aata rahta hai is liy soch samjhe ky trading kar ni chahey or analiyses kar ky ta ky trading man ap ko loss na ho ap acha profit earn kar saky
                          • #28 Collapse

                            Re: trading main loss hona aik aam baat hay

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rauf shah پيغام ديکھيے
                            Trading main loss aam bat tu he hi lakin es main 90% log loss pe jate he es ki waja ka abi tak pata nhi chala
                            Loss Forex ka ik hisa hai. Forex mian jab tak ap loss ko accept nahi karty hian tu ap ko bar bar loss ho ga ap emotional trading karty rahy gay. Esleye koshish karain loss ko accept karian or woh mistake na karian jis waja se ap ko loss hota hai. Forex main Loss barbar karain gay tu es ka matlub yeh hai kay ap trading mai koi mistake kar rahy hain.Forex main jab tak ap main loss karain gy sath main us ko khatam nahi karain gy ap profit main trade nahi kar sakty hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: trading main loss hona aik aam baat hay

                              forex trading main loss hona waqi aik am sy bat hy iss sy pershan nhi hona chaeiy zindgi main ap koi bhi bussnise kr loo us main loss and profit hta hy iss liy forex trading ka aik aisa bussnise hy jiss main loss bhi hta hy aur profit bhi kuch log hr waqt khty k un ki trade lgi rhy aur unka profit ata rhy aisa nhi hta forex main loss aur profit dounoun hain iss liy markeet check kiy bageer trade nhi krni cheiy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: trading main loss hona aik aam baat hay

                                Forex men trading k dooran ap ko loss bhe hota hay r profit bhe hota hay ye forex ka kam ka hisaa hay,ap loss ko kam ker skte han apne tajrabee k base per r apne learning k base per loss ko kam kya jaskata hay,so keep learning and trading both sath sath kren.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X