dear forex member main ap se ye pochna chahta hun ke bhot se traders chart ko dekh kar trade open kar lete hain na hi markit news ko chek karte hain our na hi kisi bhi qisam ki analyse karte hain is ki kia wajha ho sakti hai isi wajha se kabhi kabhar woh loss kar jate hain.
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
90% traders chart ko dekh kar hi trading karte hain is ki kia wajha hoti hai ??? -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: 90% traders chart ko dekh kar hi trading karte hain is ki kia wajha hoti hai ???
chart per analyses ker k trading kerny se hum itni achi earning nhi ker sakty jitni dono analyses kerny k bad trading kerny se ker sakty han q k chart pe market ka analyses ker hum fully tore pe intrust nhi ker sakty is main kabhi kabhi market support aur resistent level ko bhi break out ker k up move ker jati ha jis se humain loss ho sakta ha is liay ager humain acha profit earn kerna ha tu humain fudamental aur technical nanlyses dono ko baraber importence daini ho gi. -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: 90% traders chart ko dekh kar hi trading karte hain is ki kia wajha hoti hai ???
Chart ko read ker ky trade kerny ka matlab hota hai technical analysis per trade kerna tou market hamesha technical movement kerti rehti hai ky agar koi news forex market ko effect na ker rehi ho tou yehi technical analysis hi hamain trade open kerny main bahot acha profit dety hain tou yeh best hai ky technical analysis ky sath hi trade continue ki jaey -
#4 Collapse
Re: 90% traders chart ko dekh kar hi trading karte hain is ki kia wajha hoti hai ???
Jee han aap ne bilkul sahi kaha aksar traders is liye aisa krty hein kionkeh woh market ko analyze nhi kr sakty chart ko read krna asan hota hai lekin is se loss bhi aksar hota hai market ko analyze krna asan nhi hota. -
#5 Collapse
Re: 90% traders chart ko dekh kar hi trading karte hain is ki kia wajha hoti hai ???
G bilkul shi kha apne aksar traders is liye aisa krty hain q k WO market ko analysis ni kr skty chart ko read kr k us k liye asani paida hoti h or aksar loss bhi ho skty hain or market ko analysis krna asan ni hota -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: 90% traders chart ko dekh kar hi trading karte hain is ki kia wajha hoti hai ???
90% People chart ko daikh kar hi trade lagaty heim asal mn chart k Zarye pakistan Forex trading business men acha knowledge increase hota hy aor achyy knowledge sy hi acha profit hasil hota hy Forex pakistan ka behtreen aor Sab sy No 1 business hy iss Buisness mn trading kalye aik chart sheet ka Zarya sy good trade lagaya ja sakta hy forex business aik good Trader ko achyy trah sy good Guid line karta hy unhen trading ka triqa Sikhata hy achii trading hi kamyabi ki aik Raah hy good work provide us Good bonus -
#7 Collapse
-
#8 Collapse
Re: 90% traders chart ko dekh kar hi trading karte hain is ki kia wajha hoti hai ???
اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيےdear forex member main ap se ye pochna chahta hun ke bhot se traders chart ko dekh kar trade open kar lete hain na hi markit news ko chek karte hain our na hi kisi bhi qisam ki analyse karte hain is ki kia wajha ho sakti hai isi wajha se kabhi kabhar woh loss kar jate hain. -
InstaForex -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: 90% traders chart ko dekh kar hi trading karte hain is ki kia wajha hoti hai ???
Forex men jo tarde chart hota hay wo online hota hay is per dirct trading ho rahe hote hay poree dunya se ise ko dekh ker he ap ko us waqat k market trend ka pata chalta hay rap decide krte han k aj kis sector men growth hay r aj kya activity ho rahe hay,ye chart forex k eye hay.
- Mentions 0
-
سا1 like
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 11:29 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим