threads post or thanks delet hony ki waja ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    threads post or thanks delet hony ki waja ??
    HI guys ASSALAM O ALIKUM ,,umeed karti hun ap sub theak hongy aj meri thread karny ka main purpose yehi hai k aj kal hamari bhot zeada threads or post delet ho rahi hai usky sath hamary thanks bhe remove ho rahen hain ,,,aisa kun ho raha hai?:1f635::1f61f:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

    bhai jan mn ap ki bat samj raha hon bhai jan mn ap ko btana chata hon k ham jab koi thred 4 say zoda kar jaty hyn to hamary vo thread bhi dlet hoty hyn or jo bhi is kam javab dety hyn vo bhi apnay thanks or postt dleet klrva bethty hyn is liay hmyn is jesay bhi thread nahi krbnay chaiy
    • #3 Collapse

      Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

      W.s
      Dear Forex members jo ap ki threat forex k ruls k khilaf hoti hai wo delet ho jati hai is sab se forex mine kam krne k liy ap ko ruls ka pta hona zarori hai.
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
        HI guys ASSALAM O ALIKUM ,,umeed karti hun ap sub theak hongy aj meri thread karny ka main purpose yehi hai k aj kal hamari bhot zeada threads or post delet ho rahi hai usky sath hamary thanks bhe remove ho rahen hain ,,,aisa kun ho raha hai?:1f635::1f61f:
        Form Bhar bahut Sare members Bar Bar Threads ko repeat Karte Hain Jiski vajah se Unki Threads se delete kar di Jaati agar aap form bhara new aur quality wali Threads karo aapki form se nahai Hain
        • #5 Collapse

          Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

          threads delete honay ke jo sab sa brey waja ya hy kh ham jbhe koi bhe threads banty hain to ham ya ni daikhty kh ham jo bhe threads kar rhy hain vho phly sa majod to ni hy agr vho phly sa majood hoti hy to vho delete ho jti hy our jo hamasey gaar meye threeads par post kar daity hain t7o vho hamrey delete ho jati hain
          • #6 Collapse

            Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

            Ji Bhai ne poochha hai hamari post aur thaere delete kyon Ho jaati hai isliye mast hai aur sawalat lochar hote Hain to forex wale usko Koi Na dete hue kachre ki dabbe mein daal dete Hain isliye hamesha hi ham post acchi quality ki Kiya Karen
            • #7 Collapse

              Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

              Dear ap ki bat bilkul theek hey forum pe aj kal threads aur posts ziyada delete ho jati hen lekin forum pe jab bhi repeated ya bey tukki threads kartay hen tu review men delete ho jati hen aur iss k sath logon ki reply posts bhi delete ho jati hen aur forum pe fake thanks bhi delete ho jatay hen iss liay aesi posting se khud avoid karen
              • #8 Collapse

                Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

                Dear forum oer kye gaye threads aur posts jo forum kay rules ko follow nahin kertay ya phir woh threads repeated hotay hain ya phir member unn ko copy paste ketay hain tou aisay threads forum sae delete ho jatay hain aur humara unn sae waqt bhi zaya hota hai iss lye humain achay achay threads kernay chahyeain
                • #9 Collapse

                  Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

                  is main hamain learning kar k hi trade karni ho gi ta k earning kar sakt hain so hamain is forx main posts achi ho gi tab hi hum acha bonus hasil kar skaty hain but hamain market main bi trade ko karny k lie learning karni ho gi tab hi hum real main bi perform kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain faida ho saky ga
                  • #10 Collapse

                    Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

                    Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai aapke thread aur post isiliye delete hote hain Kyunki aapke thread aur post Mein mistake hote hain Agar aapke thread aur post Mein mistake ho Nahin Honge to aapke thread aur post kabhi bhi delete Nahin Honge aur thanks isiliye delete hote hain Kyunki aap fake thanks Karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

                      Forex main threaads our posts delene hone ki wajah copy paste posts our threads hain is liye forex main hamein copy paste posts our threads nahi karni chahiye our forex main aisi posts our threads share karna jis main koi knowledge na ho aisi posts our threads forex main delete ho jati hain our hamari pori mehnat waste ho jati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

                        Forex pe threads or posts tab hi delete hoti hai jab ap ki posts or threads achi quality ki informative or forex se related na ho to fazool qism ki posts ko delete ker dia jata hai. Or ap ko acha bonus bhi nai milta.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: threads post or thanks delet hony ki waja ??

                          Asslam o alaikum dear members
                          threads delete honay ke jo sab sa brey waja ya hy kh ham jbhe koi bhe threads banty hain to ham ya ni daikhty kh ham jo bhe threads kar rhy hain vho phly sa majod to ni hy agr vho phly sa majood hoti hy to vho delete ho jti hy our jo hamasey gaar meye threeads par post kar daity hain t7o vho hamrey delete ho jati hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X