" Tension and depression is more than Earning "

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    buhat se log fxguru bhaei ye kehte hin k es business min profit aur earning to he magar us k sath sath es min loss bhi he tension bhi aur depression bhi he jo loss hi ki wajah se hota he es lei wo kehte hin loss ki wajah se depression bhi ziyda he magar learning ko kam kar k hum es keifiyat ko kam kar sakte hin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear tension aur depression ma tu banda apne aap sejata ha aur ye buhat bari beemaari ha aur ye waqaey hi more than costly than earning na aap tension kuch soch sakte han aur na aap ka dimaagh kaam karta ha tu forex k leye ye buhat buri cheez ha
      • #33 Collapse

        this is really normal that when u trade here u become tensed and u dont remain same as u were in other days. u are worried most of the time for no good reasons. u r more concerned about the market and its prices and certainly u r more worried for ur capital involved in trading. so i must say its very common here.
        • #34 Collapse

          Dear sir humain tension and depression forex trading main nahi leni chahayie es say hum good earning nahi kar sktay, humain fresh mind say hi forex trading karni chahayie.
           
          • #35 Collapse

            jab app ko trade main inter hona hai app ko apney mind ko fresh rakhn ahai agar app ko tention mai trade ki to app ka loss ho jye ga
            • #36 Collapse

              tension or fikar he insan ko forex me loss karati hai dosto is lye tension na lo ap bhe or ap sab he logo ko kaho jin ko ap jante ho jo forex me kam karte hain un ko bataen ke tension se koi farq nhe pare ga or loss he barhta jaye ga .
              • #37 Collapse

                tension mein ya depression mein kabhi bhi insan kam nahi kar sakta hai or agr kre bhi to us ka kam hamesha kharb hi hota hai is liye tension se door rehna chahiye ya agr ap easy feel na kre to kam nahi karna chahiye.
                • #38 Collapse

                  dear brother forex ik online businesa ain is main hamin tention harzig nahi lani ho gi khun k tention hanari trading ko kharab ker dati hai
                  • #39 Collapse

                    our suggestion.Always keep mind fresh when you do trading.Agar tension or depression main traading karengay toh humen loss hi hoga.kam main koi mushkil nhi hoti hmain is main ap ko relax ho k akm krna hota hai to tension main kam nhi krna chhye
                    • #40 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen tention or depression bht zyada hoti ha or earning se zyada is business me hmen tention or depression hoti ha isi liye hmen is business ko bht hi soch smjh k karna chahye ta k achi earning ho sakyn
                      • #41 Collapse

                        bilkul ap b ashi hain k satrting main jba trader trade lgatay hain to unain earnin ki nisbat syada tenion hoti hai hai k kaheen un ka balance lost na ho jayeh.
                        • #42 Collapse

                          Bhai AGR hm tension lain gay toa obviouly it will effect our trading hamain apni trading ko strong karnay k lye zaroori hai k hm yahan oar dil laga karf kaam karain
                          • #43 Collapse

                            bilkul dear apne ye bhot ache baat kahe hai forex trading aik aisa business hai jis mai humay hamesha say he patience mai reh kar kaam karna zarori hota hai issi waja say he hum ache trading kar sakte ha and without tension and dression k he ap forex mai success hasil kar sakte hai
                            • #44 Collapse

                              A good trader must be good knowledge of their business must collect a huge amount of expaerience anad must also really after is a good trader. I think a good trader must deal with large companies, since most of the capital of the great advantages
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear forex mai ap ko learning karniii cahiye tension lene se ap ko kuch faida nhn hone wala aur na he ap apni life ko tention ki waja se thek kar sakoo gy tension ki waja se insaan over confident ho jata hy aur loss kar jata hy,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X