Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate
    Aslam o Aalkum
    bhot se traders ka ye sawal hota hia ke loss hone ki jitni wajohaat hai our loss kyun ke hota hai to main un tamam doston se kehna chahte hun ke loss ka zamidar traders khud hota hai agar woh apni mistakes par qabo pa le to loss se bach sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

    Walakum salam g han apne bhot hi achi baat ki loss ka zamidar trader khud hota hai kyun ke jald bazi bhi wohi trader khud karta hai our markit ko bhi analyse nhi karta markit ki movement ki wajha se loss bhot kam dafa hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

      G you are right forex trading main sab se bari loss ki waja traders ka apni mistakes per qabo na pana hai q k jab tak hum choti ghalition pe qabo nai pae ge to yeah bari ghaltion main convert ho jae gi or humain loss hota rahe ga.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

        ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Pak Forex Mein Los ki vajah Ham khud Hi hote hain hamen hamesha chahie ki Ham acchi posting Karen aur high quality wali posting Karen aur hamen chahie ki jab Ham post karne lage to usko post karne se pahle acchi tarah Se read kar len agar koi use Mein mistake hai to use edit kar len agar Ham is tarah Se Kam karenge to Ham acchi tarah Se kamyab Ho jaenge
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

          G han loss jab be trading me hota hay esi ki waja hamary ghalat decisions, poor risk management aur koch mistakes esy hoty hey jo key loss ki hamesha hi waja banty hey (greed, emotions, without TP SL) agar esy mistakes ko control kia jaye aur ghalat decisions na ley jaye to hamy etna loss nahi ho sakta hay jetna key ham daily trading me loss face karty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

            G han loss ka zamdar trader khud ho ta hai q ky ap ni mistakes pr qabo nhi kar ta hai or jald bazi sy trading kar ty hai or bager sochy samjhey trading kar na or kam knwoallge or eaxpirense ki waja sy bhi loss hota hai is liy ap ni mistakes pr qabo rahkna chahey or suber sy trading kar ni chahey ta ky ap ko loss na ho
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

              Jab pakistan Forex mn work karty hwe ager jald bazi karein gu tu loss aa jY ga pak forex trading business bhot acha business hy acha business mn loss ki waja trader khud hotyy hein kun loss hony k bad wi achii trah sy Mistake per kabu nahii patyy hein iss lye foren try karein Mistake kam k doran na karein ager Mistake hony ki waja sy warna account loss m Chala jay ga pakistan Forex trading business bhot acha business hy Dunia men bhit sy acha bonuss wala sirf pakistan Forex trading business hy iss lye khoob mehnat karein aor kamyabi hasil karein
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

                absolutely right dost ap nay bilkul sahee bat ki hy k loss ki waja hum traders khud hoty hyn kion k loss hamen hamari apni mistakes ki waja say hota hy agar hum apni mistakes par qabo pa len or unko bar bar repeat na karen to kafi had tak hum apnay loss ko control kar sakty hyn or loss say bach sakhty hyn loss hamen tab hota hy jab hum mistakes karty hyn or phir consistently karty jaty hyn or apni mistakes ko control ni karty na e un say learn karty hyn bal k un ko bar bar repeat karty hyn to esi surat men hamen musalsal loss hota hy may be hamara account wash hojaye
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

                  w.salam ,
                  bhai ap ney bilkul sahi kaha loss honey ki waja person mistake hoti hai kiun k ager ham ko ik barr loss ho jata hai to app os ko thek karney k lia koi khas work nahi karty yahi waja hai k app ko loss again ho jata hai .jab tak app apni ghalti thek nahi kar lety app ko loss hota rhy gaa .
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

                    g bhai ap. nay bilkul sahi kaha agr ham trading signal k hisab say lots size ko dekhty huye kren gay to ham kabhe loss men ni jain gay hamen sab kam ko soch samjh kr krna chahye tabhe ham profit men jain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

                      Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k wo forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main jb bhi los hota hy to os main tradar ki kud ki ghalti hoti hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

                        g haan bilkul asa he hwy hamay chahiay k har trade k liay ache planing kia karay kionka is business mah aap ko jab be loss hotha hay oske waja aap ke khud ke he koi na koi mistakes hothe hay our jo log apnay mistakes say seekthay nahee hay our osay repeat karthay hay osay hamesha loss he hotha hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki wajha trader khud hote hain kyun ke apni mistakes par qabo nhi paate

                          Gee bilkul loss b profit ka hisa hai agar aap se first loss ho jay phir yeh koi bari baat nai hoty bari baat tab hoty hai jab ek hi mistake ko bar bar karte hai is se boht loss hota hai jo trader profit ki tarf daikhe hai sirf profit ko hi hasil karnay ki koshash karte hai loss and account wash ki tarf bilkul nai daikhte mere qareeb yeh kamyab trader nai hote had se zaida jahal hote hai agar loss and account wash ki tarf nai daikhna sirf profit daikhna hia phir jitna b profit bana lo kisi b time zaida aap ka banaya howa profit loss main badal jana hai balke apny investment b wash ho sakty ahi phir profit ka kya faida ?

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X