Aziz dosto forex aik behtareen buisniss hai iss mai agar ham sahe say kaam karaingay to ham iss mai buhut acha profit kama saktay hain agar ham iss mai sahe say kaam nahe karaingay to ham hamesha loss karaingay lalach aik aise cheez hai jis ke waja say iss mai ham hamesha loss karta hain aur hamara account tak wash hota hain hamai chaye ke iss ko saoch samaj kar trade karai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим