trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye
    dear ham ko chye agar ham forex main ik achay trader bana chatay hein ti main ham ko phelay phel market ko dekina ho g k markt ki simt main ja rahee hay is main ham ko chye k ham kisi bhi kism ki jaldbazi nah karein jis say bad main ham ko is kanuqsan ho is main ap ki kia ray hay .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

    Ji bilkul trade ko open karne mein Hamen jaldbazi Nahin Karni chahie Hamen jaldbazi se Bachke Rahana chahie
    • #3 Collapse

      Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

      dear friends makes ascorbic rakhna chahie ki jab hamesha main apna kafi jyada bonus banane ke bad trading karte Hain to trading ko open karne mein hamen jyada jaldbaji jawab nahin karni chahie hamen Ashok trading start karna chahie jab hamare pass jyada se jyada experience aur hamen is chij Ka chitra kaise ho Taki hamen start mein jo nuksan hai use Ham vaise kyon nahin hai ismein jyada se jyada fayda
      • #4 Collapse

        Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

        Aapki baat bilkul right hai Hamen trade karte hue kabhi bhi bagair knowledge or experience ke aur bagair analyses ke trade Nahin Lagana chahie Kyunki Aisa karne se aapka trade aapko loss bhi De sakta hai agar aap Chahte Hain Ki aapko profit ho to aapko apna mind fresh Rakhna chahie aur Market ko analyses karna chahie Taki aap ismein achha profit hassil kar sake
        • #5 Collapse

          Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

          Bahut Sare member se ko ISI vajah se Labh hota hai ki vah Hamare jaldbazi kis trade open karte hain aur ISI vajah se Unka account bhi watch ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

            Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k waaqi yh aik acha point of view hy q k hm loog jitna bhi jldi kr lain kam ny jis time py hona hy wh to usi time py hi hoga to hm loog apny kam ko krny mein itna jldi q krty hain apny kam ko relax ho k krain to khud bhi relax rahain gy aur sath mein hm loog khud bhi relax rahain gy
            • #7 Collapse

              Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

              g han trade open karne ke bad jald bazi kisi bhi sorat main nhi karni chahye kyun ke jab ap ka loss start ho to agar ap kuch dair waite kar lian ge to ap ka loss profit main badal sajta hai our agar loss main ap close kar dian ge to ap ko liss ko reciver jarna pare ga.
              • #8 Collapse

                Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

                Dear friend market Kota jaldbaji se trade open now Karen Achcha trend find Karke trade open Karen..
                • #9 Collapse

                  Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

                  hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky isfresh mind sy trade open karni chahey pher hi ham kamyabi haisl kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain agr ham jald ameer hony ky lalach main jald bazi main emotional ho kar trade open kary gy to hamy loss ho sakta hain is main makret ka koi be qasoor nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

                    hum trade laga kar acha bonus kama sakty hain forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kari sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana karr be kam kari sakty hain forex aik wasee business hain forex paksitan mai legal business ban cuka ahin
                    • #11 Collapse

                      Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

                      G han bahut achi bat share ki ha ap ne forex trading main hamein jald bazi nahi karni chahiye jis se forex main hamein loss ho sakta hai our hamara account bhi wash ho sakta hai jis se hamari pori mehnat waste ho sakti hai is liye forex trading main hamein sabar k sath work karna chahiye jis se forex tradfing main hum kamyab ho sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye

                        Jald Bazi g haan trading humein trader ko jald bazi nae karni chaiye jo jald baxi se trading karta hai aur jald baze se trade lagata hai uska trade mein loss hota hai trader ko is mein humesha apni mehnat per bharodsa rakhna chaiye is mein kisi bhi trader ko jald bazi nae karni chaiye jald bazi karne wala trader kabhi bhi trading mein successful nae hota trading mein jald bazi se buhat loss hota hai forex mein humein zayda se zayda learning karni chaiye Learning karne wals trader hi trading mein kamyab hota hai aur trading mein humesha zayda se zayda mehnat karni chaiye mehanti trader hi kamyab hota hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X