forex main nakam honay ki waja kia hay .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main nakam honay ki waja kia hay .
    dear agar ham forex main kam kertay hein aor ham her time is main fail ho jatay q k koi nah koi point ham say chout jata hay is main ham khud ko pher is main samjhany k lye time lagtay hein is main ham khud ko kaisay better ker saktay hein is main ap ki kia ray hay .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main nakam honay ki waja kia hay .

    Forex Mai ham nakam apnai he waja say hotay hai jab ham ISS Mai koye ghalti kartay Hain to iss waja say ham ghalat trade place kartay Hain jis ke waja say hamai loss hota hai hamai chaye ke iss Mai sahe say kaam karai aur hamesha ghaltyo ko control Mai rakai.
    • #3 Collapse

      Re: forex main nakam honay ki waja kia hay .

      Forex forum pe nakami or kamyabi dono sath sath chalti hain kabhi apko profit ho jata Hai to kabhi loss es liye dono conditions k liye har waqt tayar rahen or nakami jo hoti hai us ki bari waja lalch Ka hona hai jab ap ziada lalch k chakr mein par jatay hain to apko ziada tar nakami Ka moun dekhna parta hai es liye hamesha relax ho k trade lagayen or jaldi mein trade na Lagayen ta k apko kamyabi ho
      • #4 Collapse

        Re: forex main nakam honay ki waja kia hay .

        Assalamualaikum Pyare bhaiyon ummid karta hun aap sab log theek Honge main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun Ki Jab ham log Dil lagakar Kam Nahin Karte aur jab Hamen love Hota Hai To Ham ummid chhod dete Hain To Na kami Ki Ek reason mujhe bhi hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: forex main nakam honay ki waja kia hay .

          nakmi ke bhot wja ho skti hy nakm w hote han jis ka interst zeyda forex me nh hota jaldbazi me posts kerte han meyar ka kheyal nh rekhte threads informative krne ke kosehesh nh krte jis ke wja se nakam hote han interest na hone ke wja se nakami milti hy or mehnat bhe nh kerte
          • #6 Collapse

            Re: forex main nakam honay ki waja kia hay .

            Forex men nakami ke wajah ya hai k markeets rate py twajo na dena hai agr markeets men rates ko smj kr kam kia jaye tu koi nuqsan nahi ata jisko markeets ka pata nahi chalta usko chaiya k apne seniers sy mashwara krein or usko smjha taka agy ane wale bounas men nuqsan sy bach saka
            • #7 Collapse

              Re: forex main nakam honay ki waja kia hay .

              Forex Mein Nakmi wajah jaldbazi Oru knowladge Ki Kami Hai learning Karen Apna knowledge improve Karen..
              • #8 Collapse

                Re: forex main nakam honay ki waja kia hay .

                dear member nakam hone ki wajha knowledge na hona ye bhi nakam hone ki wajha ha forex mein agar hum mehnat karke knowledge hasil karty hai phr hi forex business mein successful ho sakty hai mehnat se nakami ko ba asani se khatam kiya ja sakta hai.
                Mehnat Me Azmat hai
                • #9 Collapse

                  Re: forex main nakam honay ki waja kia hay .

                  Forex Mein Vahi log na kam hoti hain Jo ismein mehnat Nahin Karte Aur dilchaspi Ke Sath is Mein Kam Nahin karte
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main nakam honay ki waja kia hay .

                    AoA dear forex my hm apni hi galtiyon Kiya sy nakam hoty ha wo as Liya k hm tarde hi Galt krty ha forex my agr ap nakam ni ho a chahty ha to as my hm sb ko boht, iyada mahnt aur as ko samajh kr km krni ki, arort ha agr hm Bina samjh k km kry gy to hm loss my hi Jay gy aur nakam hoty rahy gy apni waja sy Lakin forex ak acha business ha asy hmy atminan sy kr krna chaya as tarhan HUM kabhi nakm ni hongy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X