Experienced fail. I was wrong
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experienced fail. I was wrong
    Asalamu Alaikum friends
    Mai nay last time ek experience hoa k stop loss use nahi karny say, SL hit honay ki fikar nahi hoti bar bar trade ko dehkna bhi nahi parta is liay stop loss use nahi karna chaeye . But i was wrong stop loss bht important hain ek bary loss say bachnay k liay behter hain sl hit hokar chota loss face karly to ek do profit say hee recover ho skta hain laken trade mai SL set nahi kary to loss ki koe limit hee nahi hoti phr itny bary loss k sath trade close bhi ni kar skty. Is liay friends must use stop loss.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Experienced fail. I was wrong

    dear meray khyal main experience kabhi kbar fail ho jatay hein is main ham kay sabar k scale ko test kia jata hay k ham is kam main sabar bhi ker satay hein k nahi i main ham ko chye k ham again say kam ko shroo karein is main ham ko hemat nahi harna chye q k forex name he mehnat k hay .
    • #3 Collapse

      Re: Experienced fail. I was wrong

      Gee haan aap ki baat theek hai forex mein humain stop loss lazmi use kerna chahyea kyun kay iss sae humara account balance kisi bhi baray loss sae bach sakta hai aur agar humari trade loss mein jati hai tou kam loss mein hi close ho jati hai aur hum uss loss ko easily recover ker saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: Experienced fail. I was wrong

        dear friend Kamyab traders Jo hota hai vah apni Har trade Mein stop loss Kay use karta hai account saved rahata hai..
        • #5 Collapse

          Re: Experienced fail. I was wrong

          agar ap apne experience may fail hoge tu apko aur zeyada mahnat karna hoge aur agar ap ise terhan fail hote rahe tu expert ke rule sy ap wrong hain is terhan ke bohat sy log hain ap in sy sabaq hasil karsakte hain agar ap isterhan ke nahi hain tu ap ko isterhan ke kamon sy bachkar kam karna hoga
          • #6 Collapse

            Re: Experienced fail. I was wrong

            G han ap ki bat bilkul right h q k hm log bahut mushkil se apna bonus collect krtay hn or sakhat mehnat krtay hn. Stop loss hmain kisi bray loss se save kr skti h q k hmara maqsad forex main earning krna h na k loss. Trade main bahut se risk atay hn jin se hmara bonus khatm ho skta h or baz oqat hmara account b wash ho skta h. So plz use stop loss.
            • #7 Collapse

              Re: Experienced fail. I was wrong

              is forex main hamain expeine hasil kar k hi hum achi trade karny kabil ho sakty hain aur har jeet tou har kam main hoti hai so hamain is k bary main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur demo main ja k is k bary main practice karni ho gi ta k earning karien gay aur hamain market main bi acha bonus hasil kar skaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Experienced fail. I was wrong

                g han dear ap thk kha hy forex business me haim stop loss zror set kerna cheye kuin ke ager ham set nh krte to loss ke chance kafi bhar jate han phir un ko control kerna kafi mushkil ho jata hy es liye ye zror sl zeyda loss bach jye agr loss hota bhe thora hoga jo thore profits cover ho skta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Experienced fail. I was wrong

                  Yes stop loss aur take profit lga Len to aasani bhi rehti hai aur balance Baki safe bhi rehta hai aur zyadah ka lalach bhi nahi hota woh jitna set kren khud he close ho jata hai aur agr loss ke chances zyadah lgen to khud bhi close KR skte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Experienced fail. I was wrong

                    forex aik bahtren business hain hum is mai acha experience gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik online business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agart bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasal nahi ho ga

                    اب آن لائن

                    avatar Bawas
                    Working...
                    X