Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy hein
    Salam to all Forex trading business brothers and Sisters....
    Kindly koi bta sakta hy pakistan forex community Buisness men New new member jo add hoty hein un ka start sy hi thread ka option nahii hota hy kia wi posting kar saktyy hein????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

    Bhai yeh option is waqat ata hai jab ham apni gmail main message ky through link open kerty hain tou usky bahd hamain dobara link open kerny ki zarurat nehi perti ham apni merzi sy phir threads bhi ker sakty hain lekin posting ham just account register kerty hi forum main start ker sakty hain isky liay kisi link ko open kerny ki zarurat nehi hoti
    • #3 Collapse

      Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

      g han dear apke bat belkul thk hy forex online busnes men hum acha kam kar sakty hen forex men jab new member join hity hen to os ky new thrdae ka option nai hoita ,jab tak os member ka thrdae ka option nai aye ga tab tak wo member post kar sakta hy es ka masla nai hy ,lekn osy chaia keh apny pak forex wakly account ko active kar ky jaab hum account vitrifaction ho jay ge tab he new thrdae ka option sho ho jay ga or wo member acy sy thrade kar sakta ny
      • #4 Collapse

        Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

        New members ko is liye thread ka option nhi dia jata kionkeh un k pas forex ka knowledge nhi hota aur woh knowledge share krny ki position mein nhi hoty lekin woh posting kr sakty hein jis mein woh seniors ki posts ko read kr k bhi acha knowledge hasil kr sakty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

          G brother forex main jab ham kam karty hain to agar is main thareds ka option bhi na ho to ham is py postain kar sakty hain.Forex ak Bahut hi acha karobar hi agar ham is main mahnat karin gy to kameyab ho jain gy is py agar ziada worak ho ga to hamara acont ziada ho ga. Agar acount ziada ho ga to bonus ziada ay ga ya ak part tim job hi.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

            Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main jo log new hoty hain on ko chy Gmail sy apny account verification krain or ap ka thread a jy ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

              baai g start may aap k pass thread ka option os waqth thak nahee hotha jab thak aap apnay account ko ferify nahee karwathay kionka jab be aap forum ka account banathay hay tho aap k pass ek mail aatha hay jis par aap nay neechay diay gaye link par click karna hotha hay jis say aap ka account verify ho jatha hay tho asay he kia karay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

                G dear new member start mai post he karain tu better hai kiyu kay wo aik acha threat ab start mai tu nhi kar saktye hain na ager wo kar saktye tu un kaliye potion bhi hota per wo start mai posts he kar saktye hain jub kay threat nhi kar saktye hain es liye new member start mai sirf posts he karain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

                  jee han dear ye masla hr new acount bnanay walay k sath paish atta hai jab hum new new acount creat karty hain to hmaray thread wala option zahir nai hota iss liye ap ko preshaan honay ki zarorat nai ap posting karna shiroo kar den aik di din tak ap ka thread wala option auto matic show ho jae ga phir ap us mian apni marzi k thread post kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

                    jee han dear ye masla hr new acount bnanay walay k sath paish atta hai jab hum new new acount creat karty hain to hmaray thread wala option zahir nai hota iss liye ap ko preshaan honay ki zarorat nai ap posting karna shiroo kar den aik di din tak ap ka thread wala option auto matic show ho jae ga phir ap us mian apni marzi k thread post kar sakty hain tab tak ap post karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

                      g ha g forex main new thrads ka option start main nh hta hain sirf posting kar skty hain ham jasy hi threads wala option open karty hain hamry threads ka option zahir nh hota hain is lay hamy tanshn nh lani chahy ham jitna bh posting pay dihan day gay hamy otna hi faida ho ga our ham achi quilty say threads k kami ko pora kar ka acha bonus hasil kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

                        welcome to pak forex. jee ha jo bhe new members forex me inter hote hay pahlay un ki thred wale jaga open nahe hote. lakin wo sub apne postay jare rakhay. jub un ke posts 100 se oper ho jaay ge to wo senior members ban jaay gay.to tub un ke thred wale jaga open ho jaay ge.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mn New member ka thread ka option start m nhi hota kia posting kar saktyy h

                          Dear friend ap theek kah rahy hain k forex main new member ka thread ka option nahi hota hum forex main posting kr sakty hain agr thread ka option nahi hy to koi bat nahi hamain dil laga k kam krna chahay. aur forex main ziada bonus haael karain aur acha kam karain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X