money management ka khas khyal rakhain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management ka khas khyal rakhain...
    Forex trading business Mein trade order Lagane se pahle hardrada ko chahie ki vah Apne money management ka Khas Khyal rakhen Kyunki bahut jyada dafa bahut se traders Overdrive Laga Dete Hain Apne balance ko ignore karte hue aur unko bahut heavy loss ka Samna karna padta hai aisa loss Jisko recover karne mein bahut jyada time lagta hai isiliye Har new traders ko senior traders prefer karta hai ki vah Apne money management ka Khas kya rakhen aur apne capital ko increase karte hue Ek Waqt Mein Ek Se Jyada trade order Na Lage Aur Ek trade order lagakar profit ka wait kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management ka khas khyal rakhain...

    Trading main logon ko money mangment per kaafi khass khasra hota hai or is ki main wajha ye hai kay unka bonus kam hota hai or wo trading bari bari laga dety hain so apko chaiye kay jitna bonus ho utni he lot size ka istmal kiya karyn or ager ap achi money mangement karty hain to apko profit bhi acha or account bhi safe
    • #3 Collapse

      Re: money management ka khas khyal rakhain...

      Ji han yah Baat aapki bilkul theek hai Hamen money management Ka Khyal Rakhna chahie Kyunki Forex Ke dauran Jab Ham trade open Karte Hain To Hamen dekhna chahie ki Hamare account Mein Kitna balance hai aur ham kitne lot size ki trade open kar rahe hain Agar Humse Ada lot size used kar dete Hain To ho sakta hai hamara account use Ek trade Ko Bhi bardasht Na kar sake aur wash Ho Jaaye isliye money management bahut zaroori hai
      Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
      • #4 Collapse

        Re: money management ka khas khyal rakhain...

        Aapko daily basis for money management Karni chahie Superman is management bahut Jaruri Hoti Hai Is Tarah Se aapko bahut fayda Hota
        • #5 Collapse

          Re: money management ka khas khyal rakhain...

          g han forex mein trade lagatay waqt hamen money management ka khaas kheyaal rakhna chihay jab tak ham apny money ko sahi say manage ni karna sekhen gay hamary trade achay say ni ho ge trade lagay hovay loss say bachnay ke koshish karny chihay
          دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
          • #6 Collapse

            Re: money management ka khas khyal rakhain...

            jee bhai ap ki baat se main agree karta hun forex main agr ap ne kaamyab hona hai to apko sab se pehlay money management k khaas khiyaal rakna chahiye apka capital jitna badaa hoga apko loss honay k utnay he chaance kam hon ge apny capital ka khaas khiyaal karen or hmeshaa mony manaegment k hissaab se kaam karen
            • #7 Collapse

              Re: money management ka khas khyal rakhain...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
              Forex trading business Mein trade order Lagane se pahle hardrada ko chahie ki vah Apne money management ka Khas Khyal rakhen Kyunki bahut jyada dafa bahut se traders Overdrive Laga Dete Hain Apne balance ko ignore karte hue aur unko bahut heavy loss ka Samna karna padta hai aisa loss Jisko recover karne mein bahut jyada time lagta hai isiliye Har new traders ko senior traders prefer karta hai ki vah Apne money management ka Khas kya rakhen aur apne capital ko increase karte hue Ek Waqt Mein Ek Se Jyada trade order Na Lage Aur Ek trade order lagakar profit ka wait kare
              Forex trading business Mein trade order Lagane Se Pahle tere ko chahiye ke vah apne money management ka Khas Khyal rakhen Kyunki bahut jyada dafa bahut se traders Overdrive Laga Dete Hain aur apne balance ko ignore karte hain unko bahut heavy loss ka Samna karna padta hai aisa launch Jisko recover karne mein bahut jyada time lag jata hai isliye Har new traders ko senior traders prefer karta hai ki vah Apne money management ka Khas Khyal rakhen aur Apna capital ko increase karte hue Ek Waqt Mein Ek Se Jyada trade order na lagaen
              • #8 Collapse

                Re: money management ka khas khyal rakhain...

                ji han forex traiding start karney sey phily app ko chahi hai k app completly apney account ko check kar ley os k bad ja kar koi faisla karry k aap ko kise curensy per traide lagni hai or lot size kiya rakhni hai or ap ko ik andzy k profit ka bhe ilam hona chahe hai .
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge
                • #9 Collapse

                  Re: money management ka khas khyal rakhain...

                  jee bhai ap ki baat se main agree karta hun forex main agr ap ne kaamyab hona hai to apko sab se pehlay money management k khaas khiyaal rakna chahiye apka capital jitna badaa hoga apko loss honay k utnay he chaance kam hon ge apny capital ka khaas khiyaal karen or hmeshaa mony manaegment k hissaab se kaam karen iss tarah ap kamyab ho sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: money management ka khas khyal rakhain...

                    G farwa .. Apne bilkul sahi kaha.. Hame trading k doran money management ka khas khayal rakhna chahiye or stop loss ko b nhi bhoolna chahiye ta k loss se Bach saken

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X