Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai
    Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai aur is bar board ki movement ko samajhte Hain Kyunki Agar ham log gold per trade lagaen to is bar loss ki visa profit mil sake Hamen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai

    dear g han agar ham see kartay hein k gold ki movement zyada hay to is main ham ko gebrana nahi chye is main ham ko chye k is pair ko chour ker k kisi aor pair say profit ko hasil karnay ki koshash karein agar ham aisa kertay hein to bhut he jald ham apni manzal tak ponch saktay hein is main ham ko ityat k sat kam karna chye .
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai

      Is ka gold important hai or har country gold buy ya sell kr raha hota hai jis s is ki movement tazz hoti hai is lia gold pr soch samaj kr trade karian warna bara loss ho sakta hai mai na tu kafi dafa apna account wash karwaya hai gold pr kiun ka gold tough pair hai is lia gold ko bina experince or learning ka na trade karian warna loss ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai

        Hamesha gold ki movement tez q hoti ha?
        1. gold commodities ma se ha to commodities ki movement forex k muqabalay ma ziadah hoti ha
        2. spread ziadah hota ha is lye movement bhi tez hoti h
        3. World economy ki base ziadah tar gold pe ha is lye gold pe ziadah trade hoti ha
        4. kam waqt ma ziadah profit hasil hota ha is lye traders gold ko like kartay hain
        5. gold aik risky pair ha lakin profitable ha
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai

          bhai jo metal hn un ko movment hamesha teez hoti hy is liay gold bhi metal main shamil hy asl main is main big fisher yani bary account waly kam kerty hn ager wh gold ya kisi or chez ko buy ker dain to market un ky sath chali jati hy yani up ho jati hy or ager yh kisi chez ko sell ker dain to market down ho jati hy is liay zarori hy kh ap metal per trade na karin currency pair per trade na karin
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai

            Gold international market mein sb se ziada trade hota hai aur iski value bhi ziada hai traders ki nazar hamesha gold ki market pe hoti hai kionkeh yeh fast move krti hai loss aur profit jaldi hota hai gold ko comodity bhi kehty hein yeh trading mein boht risky hai aksar traders k account hr month wash ho jaty hein small capital traders ko gold se dor rehna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai

              Gold aik aisa metal hai jis mai buhut up down movement hote hai hamai chaye ke iss ko sahe say samjai seekai aur seek kar iss ko trade karai agar ham iss ko samjak bina he trade karaingay to loss karaingay.
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai

                Dear friend gold ki market hamesha tez hi rahty hy as main new member ko trade karna sahi nahi hy as main woh loss kar sakty hain ya pher as main woh apny acount ko wash bhi kar sakty hain gold ki movement tez hony ki waga yeh hy k as par sab say ziada trading ki gaty hy as leye hi as ki movekent ziada hoty hy as say acha profet bhi hasel kia ga sakta hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha gold ki movement tej Kyon hoti hai

                  bhai jan main ny suna hai k gold aily base par apny pice change krta hai r oski demand and supply boht fastly hoti hai jis ki wjah se gold ki movement osi hisab se tez hoti hai es trha gold ki trading main risk zda hota hai jis se loss hony k chances hoty hain es liye hmain gold ki trading main risk kam k sath trdaing karni chhaye jis se loss k chnacs kam se kam hun

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X