nakami ky bad kamyabe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    nakami ky bad kamyabe
    forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata haian hamara account baned ho jata hain hamy loss ky bad saber karna ho ga or hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy hamy loss ky bad he kamyabe hasal hote hain forex mai hmy loss sy learning gain karne cahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: nakami ky bad kamyabe

    G dost har nakami k bad bari kamyabi hoti hai us ki waja hai k ham himat nai harty is liy forex mine ager kamyab chay to ap himat na harin aur himat se kam line.🤗
    :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
    • #3 Collapse

      Re: nakami ky bad kamyabe

      G haan dear forex members main ap ki is bat ko agree karta ho ka hamesha nakmi ka bad hi insaan ko kamyabi milti hy agr insaan kha ka main mehnat bhi na karo aur mujha kamyabi bhi milti rha to dosto aisa kabhi bhi nhi ho sakta kamyabi hasil karna klya mehnat karna bhoot zarori hy
      • #4 Collapse

        Re: nakami ky bad kamyabe

        g han dear forex business me nakami ayse chez hy agr ham dat kar mukbla keryn tu wo khud ba khud har jati hy es liya hamri mehnat me itna takat hoti hy wo nakmi ko jar se ukhar ker pehnkh deti hy or kamybi zror milti hy es liye naamki se mayoos nh hona cheye balki dat kr nakmi ko khtm kr ke kamyabi hasil krna cheye
        • #5 Collapse

          Re: nakami ky bad kamyabe

          g bhai bilkul har kamyaabi insaaan k peechy naakaami k buhat saary saal hoty hain jin sy guzar kr hi wo kamyaab hua. hamain bs nakaami k dino ma thora sabr sy kaam lena ha or ALLAH pr bharoosa rakh k apni mehnat krty jaani ha. Mehnat kabhi zaya nae hoti. Hmain ki gyi mehnat ka phal zroor milly ga. Insaan hamesha nakimion sy hi seekhta ha. lekin nakami sy ghbrana nae ha balky himmat sy apni mehnat ko jaari rakhna ha phir 1 din kamyabi zroor milly gi.
          • #6 Collapse

            Re: nakami ky bad kamyabe

            Forex main naakami kay baad he kamiybi hasil hoti hai so apko.chaye kay forex main ager kamiyb hona hai to behter say behter kaam karny main lagyen rahyn kabhi kabhi na kamiybi zaror hasil hogi forex main kamiybi hasil karny main time to lag jata hai mager kamiybi zaror hasil hoti hai so achy trader ki nishani hai kay wo nakami say ghabrta hai nahi
            • #7 Collapse

              Re: nakami ky bad kamyabe

              Dear yeh bat to hai keh nakami ke baad hi kamiaabi hame dear agar hame pehley agar hamey loss hotaa hai to hame dear pareshaan bilkull bhi nahi honaa chahiey dear hamey chahiey keh ham Ziadaa se ziadaa kaam karnaa chahiey apnaa experience barhanaa chahiey taa keh ham loss se hat Kar money earn karsake
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: nakami ky bad kamyabe

                Aapki baat bilkul right Hai Har kamyabi Ke Piche light ki vajah hi banti hai agar aap pahle aap loss kar rahe hain to aap ek din zarur Kamyab Ho Jaenge Kyunki Ek Kamyab trader pahle Los Karta Hai FIR apni loss ki mistake ki vajah se apne aap ko improve karta hai aur wo phir Ek accha trader ban jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: nakami ky bad kamyabe

                  Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k wo forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main nakami sy preshan na hon blky os bhtr mhnat krain to ap ko kmyabi mil skti hy
                  • #10 Collapse

                    Re: nakami ky bad kamyabe

                    G Han Dear Sab Se Phela Kam Yei Hay Ke Hum Sabar Karein Or Apne Mind Ko Fresh Karein Jo Ke Bohat Muskhil Hota Hy Us Time. Forrex Me Loss Ke Bad Mayus Nai Hona Hay Himmat Karni Hy Hossla Karna Hy Apne Mistakes Se Learn Karna Hay Or Improve Karna Hay Apne Apko. Or Phele Se Zada Achi Planning Karni Hy, Analyzing Karni Hy, Lot Size Kam Rakhna Hy, Or 100 Ki Dafa 200 Dafa Scohna Hy Order Lagane Se Phele.
                    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                    • #11 Collapse

                      Re: nakami ky bad kamyabe

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Churail پيغام ديکھيے
                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata haian hamara account baned ho jata hain hamy loss ky bad saber karna ho ga or hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy hamy loss ky bad he kamyabe hasal hote hain forex mai hmy loss sy learning gain karne cahey
                      Koi driving karte hain Achcha Nahin Hona lag jata successful trader banne mein time lagta hai Kuchh hi Dinon Mein trading Karke Nahin Mil Sakta uske liye bahut jyada kam karna padta hai Jab aap Forex trading Hai vahan Kabhi Sab kam Karenge kabhi aap is business mein successful Ho Payenge
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: nakami ky bad kamyabe

                        Agar koye banda iss mai loss karta hai lekin loss ke bad iss mai thori se mehnat karkai cheezo ko samjai aur daikay to iss mai acha profit kama saktay hain hamai chaye ke iss mai sahe tariqay say kaam karay cheezo ko samjai uss ke bad trade karai.
                        • #13 Collapse

                          Re: nakami ky bad kamyabe

                          Asalam o Alaikum dear members
                          G han shi kha apne forex main jb hm mistake krty hain to hm loss ho jaty hain or account band ho jata h Hume nuqsan uthana prta h tb Hume sabr krna hoga or hamesha har me jeet sekho gy
                          • #14 Collapse

                            Re: nakami ky bad kamyabe

                            Assalam o alaikum
                            my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k traders ko kabhi bhi work kerty waqt ghabrana nahin chahiye . or nakami k bad hamesha success milti he . iss lia mehnat kerty rehna chahiye .
                            Malik Fiaz khokhar
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: nakami ky bad kamyabe

                              Forex main kamyabi hasil karne k liye hamari mehnat bahut hi zarori hai our forex main agar hum nakam ho jate hain to forex main hamein nakami ki wajah se himmat nahi harni chahiye balke forex main ziyada mehnat karni chahiye our sabar our lagan k sath forex main work kaerna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X