Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah
    Dear members mein nay forum per kuch aisay members bhi dekhay hain kay jinhoun nay aaj tak kisi ko aik post per bhi thanks nahin dya jub kay unn kay credit mein 2000 sae bhi zayada ki posts hain aur unn ko logoun nay bhi 2000 sae zayada bhi thanks kye hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

    dear brother ap na bilkul theak kaha ha forum pa kuch aisay log bhi hn jo khud to chahtay hn k unhen ziada sa ziada thanks milen mgr woh khud kisi ko thanks naen detay meray khial mn aisa naen hona chayay balkay forum pa hr avhhi thread aur post pa thanks zroor dena chayay ta k achha kam krnay walay ki hausla afzai ki ja skay
    • #3 Collapse

      Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

      Dear ho sakta hya kay logo ko ap ki post samaj may nahi a rahi or ap iss say ap ki post ki samaj nahi a rahi ho gi iss liya ya ap ko thanks nahi detya
      • #4 Collapse

        Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

        Forex main new logon ko miyari kaam karny kay bawajod bhi acha kaam nahi kar oaty hain so main apko yehi btna chahao ga log thanks dety hiwye ye baat dekhty hain kay jis ki post per reply ya thanks kar ray hain us ki post kitni ho chuki hain so main apko ye btna chata haoun kay log miyar ko nahi dekhty hain kay kis nay kesa kaam kiya wa hai bas fermailty pori karty rahty hain
        • #5 Collapse

          Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

          Asslam o Alaikum janab humy forex pay sub say zyda thankx achi or mayari post pay thread pay ddny chye us say post share krny wly ki hosla affzii hotii hy jas say wo dubra bhii wsy achii or quality wli posty krta hy hum kesi ko thankx day gay tu hi huy thankxx mily ga as lay humy zyda say zyda thankc deny chye jen say humra bonus gain hn
          • #6 Collapse

            Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

            G ban thek kaha apny k aaj kal posts mayari or threats ka behtra hone k bawjud bhi log thanks karna zarur nahi smjhte q k wo sirf apny taregt ko zehan main rakh k chalte hain or usi par dhayn daite hain q k posts or threats ko thanks karne main unks time waste hota hai..
            • #7 Collapse

              Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

              Dear members AP ki baat saheh Hy AP NY acha question raise Kia Hy. Mery Khayal main bohat sy log mayaari posts pr ek ziada tar log thanks nahi dety Hain is ki wajah in ko jaldi hoti Hy k humari posts Khatam ho Jain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

                welcome to pak forex.jee ha hamare mulk pakistan me aik galat soch bhut ziada maqbol hay. kisi ko bhe faida nahe dena. agr aap kisi ko thenx do gay to aap ko bhe koi thenx dega na. lakin ye bat koi bhe nahe sochta. har koi yahe soch rakhta hay. bus mera mera bonus acha aa jaay bus.
                • #9 Collapse

                  Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

                  Yah to bahut hi galat baat hai ki agar koi post bahut acchi ho aur Kafi Informatics bhi ho aur ham use per thanks na lagaen to yah Hamari bahut badi galti Hai acche treads ko Jarur like karna chahie Taki dusre member ko inspiration mile
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

                    dost iski bahot sari wajoohat hyn ak to kafi sary members ki yeh khawahish hoti hy k unki jitni jaldi ho saky posts ki limit pori ho jaye jis ki waja say wo bus reply karnay or apni post type karnay wali karty hyn wo is taraf bilkul tawajo ni dety k konsi post mayari hy ya ni or kisko thank dena hy or kisko ni is waja say b kafi sari threads or posts thankx say mehroom reh jati hyn dosra yh k aj kal kafi sary new members nay forum ko join kia hy so un k pas zada awareness ni hy yh waja b banjati hyyy
                    • #11 Collapse

                      Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

                      Respected members miljul kar kam karna chahie Jo post informative use per thanks den main jarur kar sab ko fayda Hoga..
                      • #12 Collapse

                        Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                        Dear members mein nay forum per kuch aisay members bhi dekhay hain kay jinhoun nay aaj tak kisi ko aik post per bhi thanks nahin dya jub kay unn kay credit mein 2000 sae bhi zayada ki posts hain aur unn ko logoun nay bhi 2000 sae zayada bhi thanks kye hain
                        Yah aapko lagta hai ki acchi post aur chart paper thanks Nahin Milkar yah Jaruri To Nahin Hai Ke Jyotiraj aur post aap to acchi lag rahi hain vah dusron ko bhi acchi Lagte Hain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

                          Mayaari post per aor thread per thanks na karna ye achyy trader ki khoobian bilkuk bh ni hy good work create a good profit ach kaam Pak Forex trading business men achy kam m well improvement paida karti hy khoob koshish aor Mehant dy kare kabhi loss nahi ay ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Mayari posts aur threads per thanks na kernay ki wajah

                            Gee han kuch logo k thanks boht zaida hai kisi k kam hai kisi ne boht zaida thanks k hai kisi ne kam hai koi ab karta b nai hai is ki apny apny wajah or mode hota hai kisi ko thanks exchange karnay hote hai i sliay un ko thanks karnay parte hai jab k kuch ko apny post k hisab se qismat se hi thanks mil jate hai hum ko apny line main reh kar aisy post ko thanks karna chayie jis se aap ko koi faida howa ho

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X