money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga
    hamien forex mn mehnat sy kam karna chaey aur is mn hamein koi bhi mistakes nhe karny chaye worna hamein is mnn uska bhari sila milta hy loss ki shakal mn so ager ham lot size ka khilyal rakhty hn to pher hamein is mn kahbi bhi loss nhe hota chaye ham mistakes sy ghalat jga per entry bhi ly lien so hamein is mn chaye ky ham sirf aur sirf saber karien aur markete ki wapisi ka intzaar karien
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

    G Han thek kaha apny k forex main kaam karne waly harmember ko money managmenr ka khas khayal rakhna chaye q k money manage karna sabsy mushkil hota haj paise kamana asan hota haj lekin usay utilize karna mushkil hota haj isi trah forex main Bonus kamana asan hai Lekin usay maintain rakhna sabsy mushkil hota haj.
    • #3 Collapse

      Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

      g han dear agr ham forex trading mein money manaegment ka khal rkhwein ge to hamein forex mein kbhe bhe pareshani nai ho ge is lye hamein ache trke se money manaegment kr lweni chahye or trading min bhe ehtyat se kam lena chahe tb ham los se bilkul bch jaein ge
      • #4 Collapse

        Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

        Dear money management Sy loss ko nahi Roma jaa skta Bhai AP es me risk managment sy kaam krna hota hhy kyun k AP ki apna asal capital safe rakhna Hy aur kaam krna Hy tabhi AP ko loss sy Bach sktye hen es leay apna kaam safe rkahny k leay risk Kam Sy Kam len
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

          g han der apne belkul sia khy forex onlien busnes men hum agar achi kamyaabi hasilnkarna chty hyen to os ky ley humen chaia keh hum forex men zeada sy zeada mehnt sy kam karen forex men humen chaia kieh mony managemint ka khas khyal karna chaia jab hum forex men trdfaing karty hen to humen chaia keh hum soch samjh ky trda ko opna karna chaia tanb he hum acjhi kamyab9i b hasil kar saken gy mehnt sy jab hum kam karen gy firex ko acha timew den gy tab hum forex men kabhe bhe l;oss nai karemn gy
          • #6 Collapse

            Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

            Dear aap na bhot aachi baat ki hay main aap ki baat sa agree karta hoin k aap kohi be bussniss start karan us main money managment bhot zarrori hoti hay same issi tarha instaforex trading main jab be aap trade open karan to money managment ka khas khayal rakhain aur lot size aap apna account k matabic rakhni chaya iss sa hum lose sa bach saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

              hamy money mangement kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy fore aik acha business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar bager learning ky km kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik international or unique business hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

                g han hamain is main money ko mangement kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main planing kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi tarder banny say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi sucss ho sakty hain it is best job
                • #9 Collapse

                  Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

                  market main trader banany sayy pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur money ko mange kar k hi hum sucss hon gayy aur hamain is forum main is k bary main learning karni ho gi tab hi hum run k arein gay aur hamain loss say bachny k liye learning kar k hi hum perform kar k hi hum run karein gay
                  • #10 Collapse

                    Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

                    ji han dost forex business main agr sabhi members money management k khyal rakhin to kisi bhi members ko forex trading main loss nahi hoga forex business main work krny waly expert members money management kr k trades lagaty hain aur unlimited earning krty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

                      g bilkul money mangement he forex main aik wahid asa hal hai jiss say ap ko forex main loss hon say bacha ja sakta hai es lea forex main ap ko moeny mangement main jitna focus karna chaheay wo utna eh kam hai forex main jab bhi traders ky account wash hoty hain wo bit lot ki waja say he hoty hain un ko money ko mangment karna aur risk ko mange karna he nahi ata ha jiss waja say un ky account wash hoty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: money management ka khiyal rakhna chaye loss kabhi bhi nhe hoga

                        Money manigmint bhot zeada ham sab k kiya zarori hoti hy jb ham money manignint py ham kam krty hy wwhoahamay save krty hy shai ham svae kr sgty hy hamaya shai trha sy kam krny k liya hamaya mhnata krni chiya our hamaya bhot zeada chaiya

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X