forex me nakam honay ki kia waja hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me nakam honay ki kia waja hay?
    welcome to instaforex. forex me kam karte huay bhut sare members nakam ho kar forex ko bhe chor dete hay.aor dos ray logo ko bhe forex ko chornay ka mashwraa dete hay.wo ye nahe batatay ke hamara pane kotahe hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

    dear and respected forex member hamin forex mein nakami iss wja sey milti hy kue keh ham iss mein experince nhi rakhty hein ham iss mein bghair kisi learninig key iss mein earninig kerna chahty hein jis wja sey hamin loss ho jata hy aur ham juld bazi aur laluch mein a ker trade trend key opposite lgaty hei jis wja sey ham forex mein nalkami ka samna kerty hein.
    • #3 Collapse

      Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

      Forex main nakeem hona ki sab say Bari waja jald bazi or lalach hai Jo log bi jald bazi main kaam krtay hai or lalach krtay hai tu un ko hamsha nakaami hoti hai Jo log baghair Lalach ka kaam krtay hai or sabar ka sath kaam krtay hai tu unko kamyabi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

        Forex Mahina kam hone ki bahut sari Baje hoti hai tu Sabse Badi vajah to yah hoti hai ki aap for XML aalas karte ho to aapko kabhi bhi Forex Mela Lage Nahin Karni
        • #5 Collapse

          Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

          forex main jo log mehnat nahi krtay or acha kaam nahi krtay tu un ko nakami hoti hai jin ka pass acha experience or knowledge nahi hota tu wo acha kaam nahi krtay tu un ko nakami hoti hai iss lia kamyab hona ka Lia mehnat karni chaey
          • #6 Collapse

            Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

            Ap ka bhut acha sawal h pakistan forex main nakami ki kuch waja hain us main person ka intrest na laina h aur lake of knowldge h aur expernce ki kami h is k ilawa us ki laprwahi h agr insan mahnt kary tw kabhi bhi pakistan forex main na kam ni ho skta h
            • #7 Collapse

              Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

              Jab aap Forex main rules ke according Kam Nahin Karoge To aapko na Kami Hogi to aapko chahie kya aap Hamesha rules ko follow karke kam karo
              • #8 Collapse

                Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

                Forex Mein nakam hone ki ek vajah hamara lalchi hona hai hi Lala Buri Bala Hai hi Chhota Rakhna chahie Is Tarah Ham fayde Mein Rahenge
                • #9 Collapse

                  Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

                  G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k Ham forix main kis Tarah sy nakam hi sakty Han ham ko chaiy k ham is main dil laga Kar or mehnat sy Kam karn ta k hamara experience bhi ziyada ho jaiy or Haman koi bhi kam karny main asani paida ho jaiy Agar A6a Kam ni karn gy to ham hamesha nakam hi rhy gy
                  • #10 Collapse

                    Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

                    Forex aik aisa business hay kay es me log jab aatay hain to un ki bohat si khawhishat hoti hain bohat say khwab hotay hain aur un ki takmeel kay liye wo kam start kartay hain lakin es me ghalti ye kartay hain kay wo bina analysis kay kam kartay hain jo kay sab say bari reason hoti hay loss ki es say bachna zarori hay
                    • #11 Collapse

                      Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

                      g sai kha jb b hmary sth kuch b galt hota hi usk responsibile hum khud hoty hin.forex forum py b hum galti krty hi careless ka muzahra krty hin iss ko esy lety hin jiski waja sy humy loss hota hai.forex trade mi profit b hum maximum gain kr skty hin ager hum puri twajo sy mehnt sy dil lga ky kam kry tu.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

                        Aoa bhai forex ma nakam ho nay ke waja ye hay k hum es pay time nahi detay hm bagair kaam k boht ziada bonus gain krna chahtay hain. Forex ma kamyabe k lein sabar krna pardta hay or ehtiat say kaam krna pardta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

                          waisay tu forex trading main nakaam honay ki buhat si waja hain lakin mairay nazdeek do wajohat hai is market main nakam honay ki aik tu yeh kai jab trader jald bazi main trade laga kar jald say jald profit earn karna chahta hai tu hamesha nuksaan uthata hai aur dosra jab hum log stop loss ka use nai kartay us ki waja say hamay apni sari equity lost karwani par sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

                            Forex main nakami ki waja ap ka miyari or knowledgeable posts or threads jo k forex se related ho na kerna hai. Or bina soche smjhe trade kerna hai . or lake of intrest bhi aik bari reason hai. Or ap ka market ka analysis na kerna bhi nakami ki waja banti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex me nakam honay ki kia waja hay?

                              Forex kam hone Ki Sabse Badi bajaji Hai Ki Ham Forex trading Mein shortcut Mein ke liye Aate Hain Ki Ham jaldi Dinon Mein Amir Ho Jaaye jabki Forex trading kya Sab business nahin hai vah ek lakh Mein Ek Bandar hota hai ki Jiska Koi To ka Lagaya yah Kismat Sath De De Varna Jahan per aapko apni mehnat Se Hi profit Milta Hai Aisa nahin hai kya aap chhodkar se Amir ho sakte hain Aisa Jarur hai ki aapko Baki business ke mukabale profit 2 Guna Jitna apni mehnat Karke Kitna Mil Jata Hai Lekin ismein risk factor utna hi jyada hai log ismein jaldbaji Mein Aate Hain Dinon Mein Amir hone ke liye lekin yah Baat galat hai thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X