"Does Forex make you cry "

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    nahi kabhi aesa hua to nahi hai na hi mein aesa chahti hu kay kabhi bhi aesa hi mere sath mana kay ye aik risky bussniess hai jis mein bht ehteyat se or sambhal sambhal kay chalna parta hai tab ja kay ap us risk mein puru utar sakty ho.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      shuru mein koi bhi bussniess karty hue dukh to hota hai par success hasil karny kay liye bht se marhalo se guzrna parta hai tab ja kay ap successfull trader banty ho or acha kam kar kay hi agy bhar sakty ho or achi earning kama sakty ho.
       
      • #33 Collapse

        forex trading aik business hay or business ko chalana her kisse kay bas kee bat nahe hay sirf wohee ker saktay hain jinkoo isska experience or knowledge hoo..
        • #34 Collapse

          No it never made me cry.I have seen people jin k bht ziada nuqsan ho jatay hain aesay main WO bh toa hain Jo still try kaefy hain !ajn aesy logon ko daikhta hn toa Phr apnay loss pay NAE rota
          • #35 Collapse

            forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey
            • #36 Collapse

              G ye business m bor r worng lag rah tha is ko krny k dil ni krta tha r m start m emotional ho gaya tha jab mujy thora pata ni tha is ka but muje others traders ko dekh k husla ho gya ab m bilkul thek se kam kr rah ho
              • #37 Collapse

                Forex can make someone cry, if one get loss in Forex trading then, he will be absolutely cried with Forex. Loss can cry anyone in any means of reason.
                • #38 Collapse

                  yeah brother forex trading the market is too difficult one so always first analyze the market with the help of some strategy and then check the market on live trading and in this way we can make positive pips in right direction always
                  • #39 Collapse

                    g han khabi khabar esa ho jata hey k forex humen bohat rula deta hey jub hum lose kar jatey hen apni tradin par tou humen rona par jata hey us waqqt isi liye humen forex trading mey har waqt bohat shand dimagh se har cheez ko sochna parta hey then phir us mey kam kar na parta hey .
                    • #40 Collapse

                      forex kisi ko nahi rolata agar koi rota h to wo apni mistakes ki waja se loss karwa kar rota h ya jo koi trader bina knowledge experience k trading karta h phir rota h bar hal hum forex ko blame nahi kar sakty forex kisi ko nahi rolata
                      • #41 Collapse

                        forex per nakam sirf aik he surat main milti hai ager market ki awareness na ho to us surat main loss ka samna kerna perta hai.
                        • #42 Collapse

                          yes dear agr ap k pss knowledge nahi hy ... ap k pss experience nahi hy or ap tuka bazi sy kaam ly rahy hain tau mumkin hy k ap ko baad me pachtana pary ... dear ap ko chahiy k knowledge ko increase kren taak earning achi ho sky ....
                          • #43 Collapse

                            bro bat ase hy kay kabi kabi forex hum ko bht he gusa data hy kue kya hum aik tra sa soch ka kam karte hy or achank sa market ki move opposite ho jate hy is waja sa ye hum ko gusa delata hy ager app na is position sa bachna hy to app ko apni knowledge or apni experience ko acha bana ho ga tab he app acha ban sakte ho yahan pa or app acha kam kar sakte ho
                            • #44 Collapse

                              forex aik aisa busienss hai jis main aap ko loss b ho sakta hai or is main aap ko profit b gain ho sakta hai is liay is main aap ko tension nai laini chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                well my dear friend, aap nay theek kaha hai, humein bohat dafa Forex trading mein losses face karnay kay baad frustration aur sadness feel hota hai but crying say matter solve nahi hota hai, humein comeback karnay kay leay hard work kartay rehna hota hai ta kay hum positive results avail kar sakain...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X