"Does Forex make you cry "

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Hello my dcear brother how arte you ? Forex does not make us cry it is our own fault that make us to cry, because of lack of knowledge no demo tarining and no good instruter to teach us, if we have all these things than forex is good,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han ak dafa mera sath howa asia abhi last week he bat hai k main eur/usd mein trade lagio or market asi nachy gi k muhje sara loss o ga or mera account wash ho ga
      • #18 Collapse

        ji haan bhai jaan lakin kabi kabi kyun ka hum kabi kabi losses kha jaty hai is main is liye ka hum ko is business ka achi tarah say knowledge nahi hota or hum say ghaltian ho jati hai jis say hum ko losses ho jatay hai
        • #19 Collapse

          ye har insan pe depend krta ha kay wo kesa ha ye aik legal business ha es se ap apni soch se b zyada earn kar skty hain es k ilawa har trader more and more earn krna chahta ha to ap es se acha khasa earn kar skty hain ye business worldwide kiya jata ha ap esy easily kar skty hain to dear es dont worry aur trading ko continue rakhain.......
          • #20 Collapse

            Dear aap ki baat theek hai kisi bhi business mein loss ho jana koi barri baat nhi ha magar jo log loss ke baad bhi aur ziada mehnat se uss kaam ko continue rakhtay hein wo ek na ek din apni manzil per zaroor pohanchtay hein. Aksar log loss ke baad trading ko good bye keh detay hein.
            • #21 Collapse

              koi bi business ho hume pehle pehle thori si mushkil hoti hai kiyon ke hume pata nahi hota or hame thak har kar apna manzli jhor nahi deni chahiye balke hum apni manzil ko hasil karna chahiye
              • #22 Collapse

                G han is business me hmen aksar zyada loss ki wjaah se hmen rony ka dil karta ha lakin hmen chahye k hm is business me apny emotions par cantrol kareen ta k hmen is business me kisi kism ka loss nah ho or nah hi kisi kism ki koi tention
                • #23 Collapse

                  han g forex ne 2 dafa cry karne py majboor kiya hai mujay jab mera account wash hua tha.lakin us k baad bhi main ne himat nahi hari aur na emotional hua bas mehnat jari rakhi aur aj achi trade kar raha hu.
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxguru پيغام ديکھيے
                    when our expectation didnt meet the reality in forex, we always felt sad and desperated. I guess its natural to see someone cries because of the failure. but there is always chance to fix it and recover the losses in the future as long as the trader is willing to work hard with practice and learning.
                    Mjhe abhi forex join kye hue thora arsa hue mene abhi earning krni shuru nae ki,,ye baat thek hai k forex main agr ap paisa kama rae hain zahr hai ap cazy to ho ge forex k lye,,bt mera khayal hai k forex main crazy hone se acha behtr hai k ap ko mazeed hardwork krna chahiye taa k ap bht success hasil k sken,,forex hamara financial problem hal kr deti hai...
                    • #25 Collapse

                      Thanks God that i didn't cry ever due to loss because i had a very experience teacher who taught me that loss and profit are part of business never be emotional in Forex trading.
                      • #26 Collapse

                        Dear ge han meary khyal me forex ke ilawa aap koi bhe kam shuru karo ge to aap ko loss to hoga he q ke jub tak aap ko us ke baare me pata nahi ho ga ke is me kis tarha profit lena hai to aap ko time lage ga aur jub aap sekh jao ge to aap ko loss ke chance kum aur profit ke chance zyada honge.
                        • #27 Collapse

                          G han ye aik asa business ha jis se hm kafi loss karty hain or zyaada loss ki wajah se hm is business me apni emotions par cantrol nahi kar paty hain isi liye hmen is business me apni emotions par cantrol karna chahye agr achi earning karni ha tu
                          • #28 Collapse

                            G nahi kabhi bhi asa din nahi aya ha k me is business me roya hon kyun k ye aik asa business ha jis se me jitna chahon utna earn kar sakta hn or loss har business ka hisa hota ha isi liye hmen is business me loss k waqt sbr se kam le kar hi trading karni chahye
                            • #29 Collapse

                              yes my dear aik bar howa tha aesa me bht zada roya tha kiun k mujhe bht zada loss howa tha aur meri sari mehnat zaya hogai thi so mene aik saal tak forex ko chore rakha but phir doara se last month mene forex ko join kar liya kiun k iss k bina meri life incomplete hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes forex can make you cry because is a international market where investment loose or increase definitely people may be cry due to trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X