"Why we are using greed in different ways"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jb hum is factor pay controk jarnay me kamyab ho gay to samjho k hume kam karnay hum ko lalach bilkul ni lkrna chaey koi k is ki wja sy hum ko lost b bohat zeada ho skta is liy hum ko chaey k lalch na kry bs kam par focause kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jab hum iss factor pay control kanay mein kamyab ho jaye to sanjho kay humeni kam karne mein bohot he jaldi ho jaye gi or hum asaani say he apne har lehaz say samajhny wlay daikh lain gay.
      • #18 Collapse

        greed forex ma allow nh hoti lakin boat sa new trader hota ha jo new new trading start karta ha wo karna start kar dyta hum forum per boat bar y bta chuka ha k greed karna wla apna profit sa bi hath dhoo beatha ha or loss bi kar dyta ha hum chya jatna ho saka profit lya greed na kar
        • #19 Collapse

          g bilkul kuch cheezo ma bhot sa log lalach krta hn jin ki waja sa wo loss uta ta hain agr hum lalach na krna or proper planning k sath trading krna then possible ka hum esi trading disease sa bach saka or lalach taleem ma he krna chiya
          • #20 Collapse

            jab kisi kaam ki knowledge nahee hoti hai to us main profit target karna bhi nahee aata hai forex main bhi aisa hi hai ham ko forex ki knowledge naa hone ki waja se profit target karne main pareshaani hoti hai aor ham apni wish k mutabiq target set kar dete hain
            • #21 Collapse

              business main greed tb he use hota hai jb market mai profit ziada ho.es business main bht profit hai or log trading main lalach k liye bht atay hn.us k khyal main yaha kuch dino main pesa double ho jata hai.so es liye in ko loss b hota hai Q k market main kamyab wohi hai jo hard work or learning kre.
              • #22 Collapse

                Es mai koi sku nahi k es market mai bohat say log greedy work krtay hai jis ki waja say wo es market mai successful nahi hotay. Greedy har trader ka enemy haiu. Es lye hum ko begar greedy ky kamkrayt.
                • #23 Collapse

                  Is business main buhat ziada amount move kr rahi hoti hy aur hum lalach main aa jatey hain keh yeh sara profit hasil kar lain. Isi chakar main hum loss utha letay hain aur jo profit hasil hota hy woh bhi zaya ho jata hy. Hamain greed ko door rakhna hy aur emotional ho kar trading nahi krni. Ziada profit ka lalach krain gey to nuqsan uthayen gey.
                  • #24 Collapse

                    Gee mery bhai ap ki nbaat durast hai k es market mai hum greedy way ko use krtay hai jis ki waja say hum forex market mai loss krtay hai. es lye hum ko es market mai greedy kam nahi krna tk hum ews market mai earning ho.
                    • #25 Collapse

                      Bhai her kisi ko pesa kamany ki boht zada jaldi hai is liey bas wo chahty hein k kisi na kisi treeky se jaldi se pesa kama lein, or forex trading men yahi log sab se zada loss kerty hein or greed se trading kerty hein or pher loss ker bethty hein... is lei forex men sakoon se trading kerein
                      • #26 Collapse

                        Actually maximum log yeh chahtey hain keh is business sey jitna jaldi ho sakay achey sey acha profit earn kia ja sakay. Yehi waja hy keh buhat ziada profit ko float hotey dekh kr woh greedy ho jatey hain aur greed ki waja sey big lots lagana shuroo kr detay hain, lekan yeh bat bhi saheeh hy keh greed ki waja sey faida nuqsan main badal jata hy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          greedy ho kar kam karty hain to kafi risk ho sakta hay kay market main loss ho jaye humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main achi earning hasil ho jaye is main leraning karny ka greed sai rhta hay humain pracctice karna ho ga ta kay trade main achi earning hasil ho sakay demo ko use karny say learning hasil ho gi
                          "The mind is everything, What you think you become"

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X