salam all members
kya aap jante hai 1997s online investmment account ki tadad 1.5million thi jo 2004 main 6 million par ponch gi thi ab is ki tadad kitna ho gi is se b boht
zaida hai online investing other investing se trader kisi b kisi b currency ki future price ka faisla karnay k liay trading war karte hai jeet jata hai price us ki hoty hai koi b market waisay up down nai hote balke paisay ki power trading war hi market ko harkat daity hai future price ka faisla karty hai online investing honay se ab koi b banda trader ban ki kisi b market ki things k future faisla karnay k liay money ivnest kar k trade war k faisla kar sakta hai duniya bhar ki international company, banks,dealers,money exchanger, online broker ek network se connect hote hai jis se wo apis main money trade war karte
hai jo jeet gya future faisla us ka ho ga jab k zaida tar trader kisi b price ka future faisla karnay k liay trade nai karte balke apnay profit k liay trading
karte hai jaisay hum kar rahay hai phir b hum jo kare gai market par wohi asar ho ga socho kuch insaan aisay b hote hai jo paisay k bhokay hote is ki ek misaal apny country pakistan ki daikh jab dollar 120 ek year main 140 s hote howay 165 par chala gya tha is ki asal wajah paisay ki pujari log hai jin ko country azeez nai hota uno ne pkr ko se dollar buy karna start kar diay jis se dollar 120 se up chala gya is ki wajah qarza mashi halat political halat or dramatic news thi

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим