Forex trading main market analysis krnaa seekhay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading main market analysis krnaa seekhay

    اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlain333 پيغام ديکھيے
    Sb se basic thing forex trading main yehi hoti k ap market ko kitni achi trah se analysis kr skty hain aur kya apka knowledge is kabil hai k ap market ki movement ko smjh skay aur trade lga skay
    dear friend sabse basic things Forex trading Mein you hoti hai ki aap market ko Kitni acchi Tarah Se analyse karte hain aur kya aapka knowledge is Kabil hai ki aap market Mein Munh kar sake aur traders ke bare mein samajh sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading main market analysis krnaa seekhay

      Market analysis kerna bohat eham mana jata ha ap kamiyabi se boht door ho forex ki market ko samjhna asan kam nahe hai. is mein kafi time lag jata hai forex ko samjhne mein. aur jo trader dil se kam krta hai wo hamesha kamiyab hota hai...
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading main market analysis krnaa seekhay

        Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , ma p se ye kehna chahta hoon k traders ko chahiye k trade kerny se pehly ya wese bhi market ka analysis zaroor ker len . taa k work acha hota rahy .
        Malik Fiaz khokhar
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading main market analysis krnaa seekhay

          g han bhai jan ayh sub se main point hai jis ko sikhna bohat zarri hai q k jub hum market ko sikh kar kam karty hain tab he market k according trading karty hain or hmain loss tab he kam hota hai or zyda loss hmain hota bhi tab hai jub hum market ko achi trha se analysis nahi kar skty hain es wajh se hamain loss hota hai tu market ko analays skra k trading karna sikhen agr kamyab hona hai tu
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading main market analysis krnaa seekhay

            Hamko trending strategy kay hisaab trading kerni chahyee kyunki market incase volatile hogaya toh aapko confusion hosakta hai market kis direction mein jayeega isiliye better yeh hai aap clear trend pakdo aur trend kay against trade mat kero volatile market mein trading kerna bahut risky job hai hota na hi close hota hai q k thori dair k liye broker ka system b boht slow ho jata hai.Is lie dear hmen volatile market me trading nai karni chaye bal k wait karna chaye jb market apne normal position pr aa jaey tb order place karne chaye.
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal

            اب آن لائن

            Working...
            X