Aik account use krny ka faidy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aik account use krny ka faidy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rasheed پيغام ديکھيے
    G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k Haman aik hi account use karna chiay ta khy hamari dhiyan 1 Kam pr ho ham do do account bhi chala sakty Han laikn koi faida Ni hy q k 2no main hulchal much Jay gi koi Kam karna ki samgj ni lagy gi is liay aik Kam ho ga to dhiyan bhi us par ho ga or waqt ki pabandi ho gi
    Bhai professionally mojay yeah bat koch zeyada theek nahi lage kyu k mostly traders nay ek say zeyada accounts rakhay hotay hain ek say zeyada broker hotay hain aur at a time ek say zeyada account par trade ho rae hoti hay, es say hota yeah hay k agar apnay ek account pay trade ke aur wo lets suppose apky against ja rae hay to ap dusray account main double amount k sath trade kartay hain aur ap apna loss cover bhi kar saktay hain. To optional case hay wesay practically baray traders k ek say zeyada account bhi hotay hain aur ek say zeyada broker bhi.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aik account use krny ka faidy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
      beginners secure reh skty hin orr yhe pair kam risky hy ic leye beginners ko ic mein trading krna mein benefit hy beginners k leye best gbp/usd hy. best trading pair hai woh hai yeh trading pair sub se best hai new traders k liye b or normal experience traders k liye b or traders is pair ko like kerte hain or new traders k liye yeh pair best hai.
      bhai apny sahe kaha beginners ko chaheay ek he account par kaam karain but pair wali bat par apsay ikhtelaf karun ga apnay kaha beginners ko gbp/usd par kaam karna chaheay but main kahun ga beginners ko chaheay k eru/usd par kaam karain kyu k eur/usd comparatively slow move karta hay gbp/usd us say zeyada teez chalta hay aur bhi gbp k jjitnay pairs hain wo bohat teez move kartay hain, yeah mintun main apka account wash kar saktay hain . So beginner please start from eur/usd, its my openion.
       
      • #18 Collapse

        Re: Aik account use krny ka faidy

        Salaam,
        Dear Forex members, aik account use krny k bht faidy h, is mai bnda easily triky sy kam kr skta h, agr ap k pas Forex mai 2,3 account hn to ap loss uthaen gy,kip k bnda aik account ko manage kr skta h, aur ziada account ko manage krna mushkil ho jata h, is liy ap ko chahye k ap Forex mai aik account bnaen aur usi p mehnat sy kam kren, ta k ap kamyab hn.
        • #19 Collapse

          Re: Aik account use krny ka faidy

          aik account use karne ka ya faida hai ke account ban hone ke khatraat kam hojate hain agar aasa hojahe tu sub kuch zaya hojata hai is sy behteer hai ke ap aik he account istamal karain take koi musla na ho aik account ko run karna assan hota hai aur insan easily kam karsakta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Aik account use krny ka faidy

            U r right bro.. Agree with u. 1se zyada account use nhi karna chahiye. Hirs krne wala kamyab nhi hota Ek hi account pe pura focus karen or itni mehnat karen k 10 accounts se b zyada faida ho

            اب آن لائن

            Working...
            X