Gold strange ups and downs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold strange ups and downs
    Asslam o alaikum dear forex member gold ki moment bahut hi Sans Hai Ji bahut hi strange movement show kar raha hai isliye aapko chahie ki aap bahut hi careful hokar gold per trade open Karen full in analysis ke sath....
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold strange ups and downs

    dear ap ki bat sahee hay ham ko chye k ham ko jo bhi kam karna hay tradeing main is main ham ko kisi bhi kism ki jaldbazi nahi karna chye is main ham ko chye k phelay phel market ko dekhein is k bad ham ko chye k ham agay ki janib berin agar ham aisa kerin gay to ham zaroor kamyab ho sakatay hein .
    • #3 Collapse

      Re: Gold strange ups and downs

      Dear gold par trade lagaanaa sab se mushkill hai is se Barre Barre traders ko loss ho jataa hai is ki movement ki ups down ki samajh nahi aati jis se ham loss se mushkill se bachtey hai.
      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
      • #4 Collapse

        Re: Gold strange ups and downs

        Gold kaafi riski bussiness banta ja raha hai so apko chaye kay forex main ager trading karty hain to apko chaye kay kaafi samjh booj kay sat gold oer ttading karyn kyun gold per jab bhi trade lagie gye hai bahot he kaam bar aysa howa hai kay apko loss kam or profit ziyada howa ho mager ziyada loss he hota hai so apko chaiye kay gold oer trade lagany say behter hai kay ap kis dosery pair per he trading karyn
        • #5 Collapse

          Re: Gold strange ups and downs

          yes dear gold ki trading sab sy mushkil hai q k iss main ups and down ka koi pata nahi chalta..boht e zyada risk hai gold ki trading main..achanak sy up chaly jana aur achanak sy down ho jana gold ki trading ko boht risky bana deta hai iss liey traders ko soch smjh k iss py trade lagani chahiey..
          • #6 Collapse

            Re: Gold strange ups and downs

            aik lamba arsa ho gaya hay kay forex trading me aik unexpected situation ki sislah chal raha hay. Kabi kisi pair me aisa hota hay to kabi kisi me aur mere kahayal me ye sab kuch usa aur china ki trading war ka result hay lakin aap jo bhi trade open karain aap nihat soch samjh kay open karain
            • #7 Collapse

              Re: Gold strange ups and downs

              G ap ki baat sahe hai gold mine ups an drown ki speed kafi fast hoti hai is liy is ki trading konrisky b kaha jata hai is mine trade krne k liy k ap ko gold ki movement ko achi tarha chek krna hota hai k is ka kia trand chal rhah hai
              :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
              • #8 Collapse

                Re: Gold strange ups and downs

                Main aapko yah batana Chahta Hun Ki job aur Forex ke Business mein bahut jyada difference Hai Ham job Mein Ek permanent worker sakte hain aur iske sath earning kar sakte hain Hamen chahie ki apne business ko Jyada increase Karen is per investment Karen apne business ko increase Karen Kyunki isase Ham Jyada earning kar sakte hain then off the job Unka job Mein Ham Jyada earning nahin kar sakte hain Forex ka kam Ek interesting kam hai bahut se log isko bowling system samajhte Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold strange ups and downs

                  gold aik acha pair hain is ki movemnt up or down hoti rehti hain hamy is main acha or mayri kam karna chahey pher hi ham success earn kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain hamy apny lalach or emotion ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain is main ham apny boss ap hi hoty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold strange ups and downs

                    forex aik acha busines hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X