posting delete hona ki waja
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: posting delete hona ki waja

    Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k jo hmari posts aur threads hoti hain aksr hm in mein copy and paste wala kam krty hain ya phr title ksi aur ka lga daity hain phr same case hony ki wjh sy unhon ny delt hi hona hy to hmain iss chez sy bachny k liye jo knowledge hm ny yhn aa k gain kiya hy whi hm share krain yun hmari posts aur threads delete hony sy bach jain gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: posting delete hona ki waja

      Forex mein posting delete humri apni mistake say hoti hai hum jab post main zayida mistake krtay hai humri post acha knowledge wali nahi hoti tu humri posting delete ho jati hai ya pr hum repeat thread pr post kray gay tu humri posting delete ho jati hai iss Lia agar hum achi post kray gay mistake nahi kray gay acha knowledge wali kray gay tu humri posting delete nahi ho gi
      • #18 Collapse

        Re: posting delete hona ki waja

        g han bilkul bhai jan ap ki bat bilkul thek hy forex m,ain posting daleet hony ki sub sy bare waja ye hy k jab ap ak he thread ka dabal javab dety han ya pher dabal thread post kar dety han isi waja sy hamare posting daleet ho jati hy
        • #19 Collapse

          Re: posting delete hona ki waja

          g han jab ham log post kartay hovay same knowledge share kartay hein to hamary post delete ho jaty hy es ly hamen koshish karni chihay keh same knowledge share na karen or apna knowledge or experience ko behtar tareeqay say post karen to he hamen faida ho ga hamra kam bhe acha ho ga ager hamary post delete hoty rehein to hamara bonus bhe kam ban jata hy
          دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
          • #20 Collapse

            Re: posting delete hona ki waja

            post delete hone ki bari waja yeh hy keh forex se related nh hoti r mostly threads aik jesy hoty hn islie jb thread dlt ho jata hy to sb ki us thread wali posting dlt ho jati hyn achi thread per posting kren takh thread achi ho r forex se related ho
            • #21 Collapse

              Re: posting delete hona ki waja

              Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai aapke post isiliye delete hote hain Kyunki aapke post Mein mistake Hoti Hai Agar aapke post Mein mistake Nahin Hogi to aapke post kabhi bhi delete Nahin Honge isiliye aapko chahie ki aap apne post Soch Samajh Kar Karen aur Dobara Read bhi Karen Apne post
              • #22 Collapse

                Re: posting delete hona ki waja

                delet hone ke kafi wja ho skti han agr ap minimum lines yani bhot short write krte han tu posts delt , agr posts threads se related nh keryn ge tab bhe delt do jati han es ke ilwa agr ap forex ke rules ko ignore kerte han tb bhe ap ke posts delet ho jati han en tamam factors se bache ta ke mazeed posts delt na ho payn
                • #23 Collapse

                  Re: posting delete hona ki waja

                  Hamare friend ke posting delete ho rahi hai to hamen bhi Dhyan Dena chahie aur apni posting ko knogewl se Karni chahie tabhi Hamari posting kabhi bhi delete Nahin Honge aur Hamen Achcha Nahin ho sakta hai
                  • #24 Collapse

                    Re: posting delete hona ki waja

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Golden305 پيغام ديکھيے
                    forex main hum achi posting nahi kray gay tu humri posting delete hoti hai forex main hum ko achi quality wali post karni chaey jo delete nahi ho tu hum ko acha bonus mila ga agar humri post delete hoti rhi tu humri kam posting hoti hai tu hum ko kam bonas Mila ga
                    Forex Mein Hamen acchi acchi post Karni chahie Agar Ham acchi post Nahin Karenge to Hamari post lead hoti Rahengi Forex Mein acchi quality wali post Karni chahie Jo delete na ho sake aur ham Achcha bonus Hasil kar Saken Agar post delete hoti Rahi to Hamari post kam ho jayegi or hm aacha bonus ni bana sakay gy
                    • #25 Collapse

                      Re: posting delete hona ki waja

                      Posts delete hone ki bari waja ap ki posts or threads ka miyari or informative na hona or forex se related posts na kerna hai. Ager ap quality posts or threads kare ge to ap ko acah bonus mile ga or ap ki posts pe thanks bhi mike ge or delete bhi nai ki jae gi.
                      • #26 Collapse

                        Re: posting delete hona ki waja

                        posting delete hone ke bohat sy waja hain agar apne to the point jawab na deya tu delete hosaktain aur agar apne rules ko follow na keya tu aur agar apne limit sy zeyada posting ke tu be aasa hosakta hai bohat sy is terhan ke cheezain hain jis ke waja sy posting delete hojate hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: posting delete hona ki waja

                          dear Pak forex forum ka maqsad hay forex trading ka knowledge aoe experience dosray member tak ponchana is liye forum per wohi post allow hay jo meyari aor best quality ki aor copy paste bilkul bhi na tu aisi post ka humay acha bonus milta hay laiken ager hum serf posting formality pori karay gay tu pher bonus bhi nhi milta aor aisi post delete bhi ker di jati han.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X